Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mahé Mai ka mauzoo: Pehla qatra!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mahé Mai ka mauzoo: Pehla qatra!

    Asalam Alaikum Respected Members,


    Pegham writer's sec. mey hum aap ko khush amdeed kehtey hein,

    Aap ki tehreer Pegham key Senior writers (Zmufti aur Masood bro.) check karein gey , agar us mey kuch kami beyshi hui to wo theek ker dein gey iss tarhan ahista ahista inshAllah ham sab ki tehreer mey aik nikhaar a jaye ga :thmbup:


    Mai key Maheeney key liye hamara topic hai


    Pehla Qatra



    Last date for submitting your entry: 30th May 2007


    Kuch Hints:-

    ye aik wasee mauzoo hai is pey aap aik kahani bhi likh saktey hein, kuch current issues per bhi baat ker saktey hein, kuch moral issues pey bhi baat ker saktey hein etc etc


    Hamein aap ki Tehreer ka inteyzaar rahey ga inshAllah :rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2

    Comment


    • #3
      Originally posted by danicool82 View Post
      Right Janab koshish karte hain
      good :thmbup:

      :insha:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Attached Files
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          For New Designers
          ÙˆÙŽ بَارÙÚ©Ù’ Ù„Ùيْ ÙÙيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6

            Comment


            • #7
              kisi na kisi ko to qadam uthaana hy....right
              nice work dear
              :thmbup:

              Comment


              • #8

                Comment


                • #9
                  Originally posted by Ambreen View Post
                  mauzo bahut acha hai..mein likhna bi chaiti hoon mager innpage ki problem hai kiya mein roman urdu mein likh sakti hoon?
                  bilkul ....aap zaroor roman urdu mey bhi share ker sakti hein :thmbup:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Originally posted by Aabgina View Post
                    :thmbup:
                    :phool:
                    Originally posted by Khalil View Post
                    nice wrk
                    thanks!

                    Originally posted by sumera View Post
                    kisi na kisi ko to qadam uthaana hy....right
                    nice work dear :thmbup:
                    shukran sumera

                    mujhey aap ki tehreer ka inteyzaar rahey ga :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11

                      Comment


                      • #12
                        kiqadar bholi thi woh jo yeah samajhti thi keh os ke intezar ke aziat nak lamhat aik na aik din khatam o jaen ge waqt osey bahar ki naweed sunae ga...
                        har taraf rang o noor ka sama'n ho ga..kalayon mein kisi ke naam ke kangan khankanaen ge..paon mein payal ki cham cham udham machae ho gi Hina ki khoshboo se saraa jiwan mehak jae ga..ek nirali sajh dhaj ho gi..
                        os ka intezar khatam howa mager kisi dosrey Angan mein aa key kisi dosrey naam ke kangan jab os ki kalayon mein khankhanaey..tau najane kab se intezar ke bojh se thaka mandha Ansoo ka pehla nannnah munah qatra palkon ki chiman se dalak ker kisi dosrey naam ke Anchal mein sama gaya humesha humesha ke liye...

                        Comment


                        • #13
                          Assalam o Alaikum Friends....Meri yeh pahli koshish hai writing ki...pata nahien aap k miyar per utarti hai ya nahien ...
                          Agar aap ko is main koee nuqs nazar aata hai tu plz zaroor btana mujhe jhooti tareef sunanay ka koee shoq nahien hai ... mujhe meri khami btaiey mera week point pataiey ta k main us ko theek ker sakooon
                          Shukria
                          Attached Files
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Originally posted by Ambreen View Post
                            meri aik koshish.....
                            kiqadar bholi thi woh jo yeah samajhti thi keh os ke intezar ke aziat nak lamhat aik na aik din khatam o jaen ge waqt osey bahar ki naweed sunae ga...
                            har taraf rang o noor ka sama'n ho ga..kalayon mein kisi ke naam ke kangan khankanaen ge..paon mein payal ki cham cham udham machae ho gi Hina ki khoshboo se saraa jiwan mehak jae ga..ek nirali sajh dhaj ho gi..
                            os ka intezar khatam howa mager kisi dosrey Angan mein aa key kisi dosrey naam ke kangan jab os ki kalayon mein khankhanaey..tau najane kab se intezar ke bojh se thaka mandha Ansoo ka pehla nannnah munah qatra palkon ki chiman se dalak ker kisi dosrey naam ke Anchal mein sama gaya humesha humesha ke liye...
                            khoobsoorat koshish Ambreen:thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              Assalam o Alaikum Friends....Meri yeh pahli koshish hai writing ki...pata nahien aap k miyar per utarti hai ya nahien ...
                              Agar aap ko is main koee nuqs nazar aata hai tu plz zaroor btana mujhe jhooti tareef sunanay ka koee shoq nahien hai ... mujhe meri khami btaiey mera week point pataiey ta k main us ko theek ker sakooon
                              Shukria
                              boht achhi koshish hay sccorpion :thmbup:

                              aur yeh barish waali baat to apnay hamaray dimaag say chura li...kahin aap telepathy to nhi jaanty na:D:
                              good work
                              likhny ka andaaz achha laga

                              Comment

                              Working...
                              X