Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~* Nishan-e-Ibrat *~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

    Originally posted by ForumAdmin
    Mujhey laga kai muskuratey huye kuch soch rahey ho :) khair ye icon nahi emotion hai acha ab jaldi sai bata do kai muskura kyun rahey ho ?
    :) emotion hi saheeh. Magar samajh jaein.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

      Originally posted by Masood
      :) emotion hi saheeh. Magar samajh jaein.
      Samjhao gai nahi to kasey samjhon ga ?

      Comment


      • #18
        Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

        Kuch na shukri wazeh nahi ho rahi is mei :cc:
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

          Originally posted by Saima Shaheen
          Kuch na shukri wazeh nahi ho rahi is mei :cc:
          Bohat obvious thori nahi :) parhney ka shukriya jeetey rahyeh khush rahyeh sada abad rahyeh

          Comment


          • #20
            Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

            mayusi kufar hai aur mujhe kuch nahi kehna is par kya kehna chahti hoon ye aap achi tarhaan jantai hain :(

            Comment


            • #21
              Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

              Asslam o Alaikum,

              Nishan-e-Ibrat too Saadat hussan Minto bhi nahe bana aor na hi kise nain Asmat chghtaie ko bantey deekha.Jigar jaan aap nain too abhi Lafzoon ki maala ko siraf poraya hee,Toora too nahee na.Yani Nanga too nahee kia.Too phir Nishan keesa aoor Ebrat kahan sey.

              Khush rahoo Hamesha ki tara Acha likha hee
              My blog

              Comment


              • #22
                Re: ~* Nishan-e-Ibrat *~

                bohat khoobsurat khel hey lafzon ka : )




                Comment

                Working...
                X