Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

    مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

    "لالا كہاں گئے تھے؟"
    "اك جنازے میں شركت كے لئے گیا تھا"
    "كل صبح بھی آپ گھر پہ نہیں تھے٬ كہاں تھے آپ ؟میں آپ كو ڈھونڈ رہا تھا"
    "كل صبح بھی كسی كی وفات پہ تعزیت كے لئے گیا تھا"
    "اور۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔"
    "اوركل شام بھی جنازے میں شركت كے لئے گئے تھے؟"
    "ہاں یار!!!!!"
    "اچھا تو آپ سارا دن بس یہی كام كرتے ہو"
    "(سرد آہ بھرتے ہوئے) ہاں یہاں رہیں گے تو سارا دن یہی كام ہی كریں گے"
    **********
    "توبہ میرے خدا توبہ!"
    "كیوں خیر تو ہے؟"
    "كل رات ایك عجیب سا سپنا دیكھا ہے۔۔۔۔۔۔۔توبہ توبہ!!!
    "كیا دیكھا تھا سپنے میں؟"
    "خواب میں دیكھتا ہوں كہ "دیوار گریہ" كی آنكھوں سے آنسو رواں ہیں اور ہمارے در و دیواروں سے خون كی پھواریں نكل رہی ہیں"
    "كیا آپ بھی ملاكنڈ كے راستے پشاور آئے ہو؟
    "ہاں"
    "راستے میں سیكیورٹی اہلكار تلاشی لے رہے تھے؟"
    "ہاں! سر سے لے كر پاؤں تك لوگوں كی جامہ تلاشی ہو رہی تھی"
    "كیا كسی كے پاس سے كچھ برآمد ہوا؟"
    "ہاں! ایك آدمی كے پاس چرس كی اك ٹكیا اور دوسرے كے پاس سے پستول برآمد ہوا"
    "اوہ! تو سیكیورٹی اتنی سخت تھی؟"
    "ہاں نا! پورا علاقہ آرمی نے كنٹرول میں لے ركھا ہے سب راستوں كی نگرانی ہو رہی ہے اور ہر آدمی پر كڑی نظر ركھی جا رہی ہے"
    "اچھا! تو پھر یہ راكٹ لانچرز٬ دھماكہ خیز مواد اور دیگر اسلحہ كہاں سے آتا ہے؟"
    "یرہ خو! ایك تو تم سوال بہت كرتے ہو مجھے كیا پتہ میں تو خود مشكل سے جان بچا كے آیا ہوں۔۔۔۔۔۔نسوار ہوگا تمہارے پاس؟"
    ***************
    "آج اخبار میں دو خبریں ایك ساتھ چھپی ہیں"
    "كون كونسی؟"
    "ایك خبر مینگورہ٬ چارباغ اور مالم جبہ میں نامعلوم شرپسندوں كی تباہ كاریوں اور سیاحوں كو مارنے سے متعلق ہے"
    "اور دوسری خبر؟؟؟؟"
    "دوسری خبر پاكستانی سركار كے اس اعلان كے متعلق ہے جس میں كہا گیا ہے كہ "مری" میں سیاحت اور ہوٹلنگ كے شعبے كے لئے اقدامات كئے جائیں گے اور اس سلسلے میں ایك خطیر رقم مختص كی گئی ہے"
    **************
    "پتہ ہے كل "سواستو" (دریائے سوات كا پرانا نام) میں كچھ لاشیں تیر رہی تھیں؟"
    "لوگوں نے ایك ایك كركے باہر نكالیں"
    "كس كی لاشیں؟"
    "مڑہ! ایك تو كوئی ایف سی والا تھا اُس نے وردی پہن ركھی تھی"
    "كون تھا؟
    "پشتون تھا"
    "اور دوسری لاش"؟
    "دوسرے كے شانوں تك لمبے لمبے بال تھے ٬ كوئی طالب معلوم ہوتا تھا"
    "كون تھا وہ"؟
    "پشتون"
    "اور تیسری لاش"؟؟؟
    "تیسری لاش كسی خاتون كی تھی٬ لوگ كہہ رہے تھے كہ ایك مقامی گرلز سكول میں ٹیچر تھی"
    "كون تھی"
    "پشتون"
    "اور چوتھی لاش"؟
    "چوتھا شخص شكل و صورت اور حلیے سے مزدوركار معلوم ہوتا تھا كیونكہ اس كے كپڑے پھٹے ہوئے تھے"
    "كون تھا وہ"
    "پشتون"
    "تو كیا ان نے كوئی ورثاء پیدا ہوئے یا لاوارث دفن كر دیئے گئے؟"
    "ارے بیوقوف!!! پشتونوں كا بھی یہاں كوئی وارث پیدا ہوا ہے كیا؟ روزانہ سینكڑوں مرتے ہیں كبھی دہشت گرد كے نام پہ تو كبھی طالب اور اسلام كے نام پہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ذرا نسوار تو دے!!!!!

    "مئين خان"
    Last edited by Dil Peshawari; 18 August 2011, 06:52.
    مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

  • #2
    Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

    kiya kahin janab ab tou kuch kaha bhi nahi jata, pata nahi kyaa anjam hoga humara.





    Comment


    • #3
      Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

      aik sazish k tehat pukhtoono ko qatal kiya jaraha hai
      jis me foj hakoomat aur media sab mulawis hai.

      Comment


      • #4
        Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

        Jalay ga to wohi jo aag se khelay ga, chahay wo punjabi ho, saraiki ho, Pushtoon ho, muhajar ho, balachi ho, sindhi ho. Mein aap ki tehreer ko bilkul b appreciate nahi karon ga jis se taasub ki bu aa rahi he. Kia hum loog aik koom ban ker nahi sooch saktay? Koom ban ke na bhi ager soochein to bhi kia. Mein punjabi hoon aur punjabi ager koi ghalat kaam karein ge to mein un ko owe kerne mein bilkul bhi dair nahi lagaon ga. Aap pakhtoon hein to aap bhi to dekhiye ke aakhir aap loogon k saath he masla kyoon aa raha he. Khudara thoora sa pakhtoon se ouper ho ker bhi sochna shuru keejiye.
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

          Kia hum loog aik koom ban ker nahi sooch saktay....
          KAAFI FAQR HOTA HAI AMIR .. KABI BATEN BS SOCHNE MAIN ACHI LAGTEN HAI BT REAL MAIN ASA KUCH NAHI HOTA .. AB TO PAK JAANE MAIN YAHAN KAY LOGON KO DAR LAGTA HAI ..

          Comment


          • #6
            Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ




            میں خود خیبر بختون خواہ سے تعلق رکھتالیکن میرا نہیں خیال کہ صرف پختون کے
            ساتھ ظلم ہو رہا من حیث القوم پورا پاکستان جل رہا ہے بلکہ کچھ دن پہلےمیں نے کیلکولیشنز
            دی تھیں کہ سب سے زیادہ نقصان پنجاب کو ہوا ہے ۔اورسوات کے حالات اب بہت اچھے
            پچھلے دنوں ہی میلہ لگا تھا اوریہاں سے بھی کافی لوگ شامل ہوئے تھے ۔۔اب جو ظالموں کو
            پناہ دے گا اس کا شمار خود ظالموں میں ہوگا۔۔معاف کیئجے گامیں بھی اس بات سے اتفاق نہیں
            کروں گا کہ صرف پختون کے خلاف کوئی سازش ہو رہی پاکستان کو اس وقت بقا کی جنگ درپیش
            پوری قوم حالت جنگ میں ہے سو ایسے میں انفرادی رونا رونا بے وقت کی راگنی ہی تصورہوگی




            خوش رہیں


            ڈاکٹر لکیر الدین فقیر
            :(

            Comment


            • #7
              Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

              Maya Bhaie App ki soch na pahlay badle the na ab badle hay or ayse soch walon ki to Zarorat hay Pakistan K Doshmanon ko ALLAH G Ap ko Jald Hidaet Dain Ameen.
              Or Ap Sirf PAKISTANI Ban ko soch sakin.
              :star1:

              Comment


              • #8
                Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

                @ Munda and Lakeer k farkeer:hii:

                Mujhey aap logon se yahi umeed thi.......quite expected comments......thanks
                Aap logon ne comments dey diye ye achi baat hai appreciate karain yaa naa karain aap ki marzi

                Mujhey pata tha ke aap mein se kayi logg issey parh ke mujhey taasub parast aur firqa parast jaisay alqaabaat se nawazaingay......kyunke sach karwa hota hai.........aur ye haqeeqat hai.......

                Munda sialkoti ne baat ki ke "jo aag se kheley ga wohi jaley ga" ye bilkul drust hai laiken sawal ye hai ke aag se kon khail raha tha aur kon khail raha hai??????? Aaj jab baqol aap logon ke poora des jal raha hai too iski waja kya hai??? doosron ke gharo ko aag laga kar uski tapish se apney aapko garam karnay walon ke daaman tak chingaarian akhir puhunch hi jaati hai......jo ghinaawna khel aap ke hukumraano aur army ney parosi mulk mein startegic depth ki shikal mein islaam ke naam pe khela uska ka kuch to khamyaaza bhugtna tha naa qom ko.........Baqi rahi ye baat ke pukhtuno ke saath hi aisa kyu hota hai.......too iska jawab hai : "pukhtunistan ki khittay mein geographic position, iske resources, jannat jaisi waadian, Saada loh baashinday aur deen o mazhab se junoon ki had tak lagaoo" aur yahi wo baatein hain jo maazi mein bhi iss ilaaqey ki tabahi kaa baaees bani aur aaj bhi inhi se fayida uttaya jaa raha hai..........
                Lakeer sahab kehtay hain ke "Jo zaalimo ko fanah dega iska shumaar bhi zaalimo mein hoga" too sahab ki itla ke liye araz hai ke swat mein jitnay bhi dehshat gard aur shar pasand thay unn mein se maqaami loggon ki taidaad aatay mein namak ke barabar thi.......zyada tar logg aapke Junoobi Punjab se taaluq rakhtay thay yaa ghair mulki i.e uzbak, arab chechan waghaira thay........aur hakumat aur army ki marzi se yahan plant kiye gaye thay........aaj bhi aap ki Army iss qism ke waaqiat mein mulawis hai.......Peshawar ke nawahi ilaaqo mein daily sobayee hakumat ke aman lashkar ke sardaaro ke ghar par raat ko hamley hotay hain......poori raat gola baari hoti hai......aur subah hotay hi ye sharpasand "uniform" pehen kar barrack rawana ho jaatay hain.......double game khela jaa raha hai pukhtun dharti par......aik taraf to arab mulko se paisay liye jaa rahay hain masajid aur madrasso mein jihadi culture aur anti american aur anti shia sentiments paida karnay ke liye aur doosri taraf phir inhi jihadiyon aur talibaan ko khatam karney ke liye amreeka se dollar wasool kiye jaa rahey hain so called dehshat gardi ke naam pe..........haan mein ye maanta hoon ke bohat se apney logg bhi iss mein shaamil hain aur inn mein se bohat iss baat ka aiteraaf bhi kar chukey hain jaisay ke "naseer ullah Babar aur Hamid gul waghaira" par ye logg sach se parda tabb uttatay hain jab inn se wardi chin jaati hai.......hukumat ne 85 laakh rupey flags ke bananay par lagaa liye aur "Cunningham park" (jinnah park) mein taqreeban aadha kilometer lamba chora "sabz parcham" laga diya....laiken iss parcham kaa mein kya karoon jab aaye din issi parcham ke neechey logg dehshat gardo ka nishaana ban rahay hain.......
                Rahi baat as a pakistani sochnay ki too woo bhi bohat soch chukey hum......aur issi ka khamyaza bhugat rahay hain ab.......jab tak kisi mulk mein internal justice naam ki koi cheez nahi hoti wahan so called taasub parasti zaroor janam legee......agar issey rokna chahtay ho to tamam citizens ko equally treat karo.......ye nahi ke aik ko maaro aur uski mout se hasil honey walay paiso se doosrey ke liye tandoor lagaoo........jab tak establishment(fouj+punjabi+muhajir) sirf apney pakistan(jo ke ye sirf punjab ko kehtay hain) ke liye kaam karaingay aur deegar logon ko side pe rakhaingay too 1971 wali situations baar baar paida hoti rahaingi..........iss se pehley ke waziristan aur swat ki chingaarian "Takht-e-Lahore" aur Isalamabad mein bharak uttain khuloose dil se iska hal talash karna chahiye aur apni ghaltiyon kaa aiteraaf karkey naye sirey se mulk ki baqa aur aman ke liye koshish karni chahiye..............
                مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                Comment


                • #9
                  Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

                  Originally posted by S.A.Z View Post
                  Maya Bhaie App ki soch na pahlay badle the na ab badle hay or ayse soch walon ki to Zarorat hay Pakistan K Doshmanon ko ALLAH G Ap ko Jald Hidaet Dain Ameen.
                  Or Ap Sirf PAKISTANI Ban ko soch sakin.
                  Com"mon bhai........hichkichaatay q ho........ye q nahi kehtey ke "aap "Punjabi" ban ke socho".......pakistaniyat ki aarh mein q waar kartay ho?:think:
                  Qateel uss sa munafiq koi dunya mein nahi hai
                  Joo Zulm tou sehta hai Baghaawat nahi karta
                  Last edited by Dil Peshawari; 19 August 2011, 07:15.
                  مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                  Comment


                  • #10
                    Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Jalay ga to wohi jo aag se khelay ga, chahay wo punjabi ho, saraiki ho, Pushtoon ho, muhajar ho, balachi ho, sindhi ho. Mein aap ki tehreer ko bilkul b appreciate nahi karon ga jis se taasub ki bu aa rahi he. Kia hum loog aik koom ban ker nahi sooch saktay? Koom ban ke na bhi ager soochein to bhi kia. Mein punjabi hoon aur punjabi ager koi ghalat kaam karein ge to mein un ko owe kerne mein bilkul bhi dair nahi lagaon ga. Aap pakhtoon hein to aap bhi to dekhiye ke aakhir aap loogon k saath he masla kyoon aa raha he. Khudara thoora sa pakhtoon se ouper ho ker bhi sochna shuru keejiye.
                    agreed
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment


                    • #11
                      Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

                      Originally posted by Mayan khan View Post
                      Com"mon bhai........hichkichaatay q ho........ye q nahi kehtey ke "aap "Punjabi" ban ke socho".......pakistaniyat ki aarh mein q waar kartay ho?:think:
                      Qateel uss sa munafiq koi dunya mein nahi hai
                      Joo Zulm tou sehta hai Baghaawat nahi karta
                      afsos...
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment


                      • #12
                        Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

                        خاکِ صحرا پہ جمے یا کفِ قاتل پہ جمے
                        فرقِ انصاف پہ یاپائے سلاسل پہ جمے
                        تیغِ بیداد پہ یا لاشہء بسمل پہ جمے
                        خون پھر خون ہے ٹپکے گا تو جم جائے گا ۔

                        لاکھ بیٹھے کوئی چھپ چھپ کے کمیں گاہوں میں
                        خون خود دیتاہے جلادوں کے مسکن کا سراغ
                        سازشیں لاکھ اڑاتی رہیں ظلمت کا نقاب
                        لے کے ہر بوند نکلتی ہے ہتھیلی پہ چراغ ۔

                        ظلم کی قسمتِ ناکارہ و رسواسے کہو
                        جبر کی حکمتِ پرکارکے ایماسے کہو
                        مہملِ مجلسِ اقوام کی لیلیٰ سے کہو
                        تم نے جس خون کو مقتل میں دبانا چاہا
                        آج وہ کوچہ و بازار میں آنکلا ہے
                        کہیں شعلہ کہیں نعرہ کہیں پتھر بن کے
                        خون چلتا ہے تو رکتا نہیں سنگینوں سے
                        سر جو اٹھتا ہے تودبتا نہیں آئینوں سے ۔

                        خون پھر خون ہے سو شکل بدل سکتا ہے
                        ایسی شکلیں کہ مٹاؤ تو مٹائے نہ بنے
                        ایسے شعلے کہ بجھاؤ تو بجھائے نہ بنے
                        ایسے نعرے کے دباؤ تو دبائے نہ بنے ۔
                        Last edited by sohail khan; 19 August 2011, 13:18.

                        Comment


                        • #13
                          Re: مشرق كا سوئٹزرلینڈ یا دوزخ

                          Originally posted by Mayan khan View Post
                          Com"mon bhai........hichkichaatay q ho........ye q nahi kehtey ke "aap "Punjabi" ban ke socho".......pakistaniyat ki aarh mein q waar kartay ho?:think:
                          Qateel uss sa munafiq koi dunya mein nahi hai
                          Joo Zulm tou sehta hai Baghaawat nahi karta
                          پھر وہی لمبی اور لاحاصل بحث نہ آپ پہلے سنبھلے تھے اور نہ آئیندہ اُمید کی جاسکتی ہے
                          آپ جیسی سوچ کے افراد تبھی سکون کا سانس لیں گے جب ہر صوبے اور ہر شہر کے رہنے والے کا اپنا الگ پاکستان ہوگا
                          :star1:

                          Comment

                          Working...
                          X