Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sabaq Amooz Baaten

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sabaq Amooz Baaten

    Click image for larger version

Name:	salaam..gif
Views:	98
Size:	12.3 KB
ID:	2481414

    Click image for larger version

Name:	2..gif
Views:	576
Size:	37.7 KB
ID:	2481413



    • Jo shakhs tumhari nigah sey tumhari zarorat ko na samajh sake to us sey kuch maang kar
      khud ko sharminda na karo!


  • #2
    Re: Sabaq Amooz Baaten

    • Kisi ka raaz talash na karo, Agar maloom ho jaye to fash na karo!

    Last edited by Mr.Khan; 23 March 2010, 22:15.

    Comment


    • #3
      Re: Sabaq Amooz Baaten

      • Jub tumhary Dil me kisi ke liye nafrat paida hone lage to foran uski achhaiiyon ko yaad karne lago!

      Comment


      • #4
        Re: Sabaq Amooz Baaten

        • Ikhtiyar, Taqat aur Doulat milne per log badaltay nahi bulkay benaqa'ab hote hen!

        Comment


        • #5
          Re: Sabaq Amooz Baaten

          • Momin woh nahi jis ki mehfil paak ho bulkay Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho!

          Comment


          • #6
            Re: Sabaq Amooz Baaten

            • Agar ghalat fehmiyan door na ki jaayen to woh nafraton me tabdeel ho jati hen!

            Comment


            • #7
              Re: Sabaq Amooz Baaten

              • Jub insaan narazgi khatam karne me pehal karta hai to is ka matlub ye nahi ke
                woh ghalat hai bulkay iska matlub hai ke usay ana sey zyada rishtay azeez hen!

              Comment


              • #8
                Re: Sabaq Amooz Baaten

                thankz .... buht achy hai
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment


                • #9
                  Re: Sabaq Amooz Baaten

                  bhai kia yeh acha nahin hogaa keh refer bhi kar dain kis ka qoul hai..... jis ka nahin maloom ho woh aur baat .....:rose
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sabaq Amooz Baaten

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    bhai kia yeh acha nahin hogaa keh refer bhi kar dain kis ka qoul hai..... jis ka nahin maloom ho woh aur baat .....:rose
                    Jee zaror, I will post it after verification :)

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sabaq Amooz Baaten

                      Woh ghum jis ke milne per tumhara ruju Allah ki taraf ho jaye,

                      Us khushi sey behtar hai jis ke milne per tum apne Khaliq ko bhool jao...

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sabaq Amooz Baaten

                        Narazgi zahir karna dil me buraii rakhne sey behtar hai.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Sabaq Amooz Baaten

                          Kisi ko uski zaat aur libaas ki waja sey haqeer na samjho,

                          kyun ke tumhara aur uska Rab ek hi hai.
                          Last edited by Mr.Khan; 9 April 2010, 23:08.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Sabaq Amooz Baaten

                            " Lafz insaan ke ghulaam hote hen, magar bolney sey pehle.

                            Bolne ke baad insaan apne alfaazon ka ghulaam ban jata hai.
                            "


                            Hazrat Ali (R.A.)

                            Comment


                            • #15
                              Re: Sabaq Amooz Baaten

                              " Tumhari woh khamoshi jis ke bad tum sey baat karne ki khuwahish paida ho jaye,

                              tumhary us kalam sey behtar hai jis ke bad tumhy khamosh kara diya jaye."


                              Hazrat Ali (R.A.)

                              Comment

                              Working...