Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sabaq Amooz Baaten

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sabaq Amooz Baaten

    Jo eemaan aao ko bistar sey utha kar Musjid ya Mussaley tuk na ley ja sake

    woh aap ko jannat tuk kiya ley ke jaye ga.

    Comment


    • #17
      Re: Sabaq Amooz Baaten

      " Kitna bad-naseeb hai woh shakhs jo apne Waledein ki khidmat kar ke Dua nahi leta,

      Aur logon sey kehta phirta hai ke mere liye Dua karna."

      Comment


      • #18
        Re: Sabaq Amooz Baaten

        :jazak:
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #19
          Re: Sabaq Amooz Baaten

          " Jub insaan ki aqal mukammal ho jati hai to us ki guftugu mukhtasar ho jati hai."

          Comment


          • #20
            Re: Sabaq Amooz Baaten

            Hazrat Ali (R.A) sey kisi ne pocha ke "Elm" kiya hai?

            Aap (R.A.) ne farmaya,


            • Agar koi tum per zulm kare to tum usay mua'af kar do,

            • Agar koi talouqat toray to jor lo,

            • Agar koi tumhy mehroom kare to tum nawaz do,

            • Agar kisi se inteqaam lena ho to Dar guzar kar do,

            • Ghussay me aise baat na karo ke baad me nadamat ho,

              Ye hai Elm.

            Comment


            • #21
              Re: Sabaq Amooz Baaten

              :SubhanAllhaa:
              :jazak:
              bahut hi achi aur sabaq amooz bataain hain
              share karne ka bahut bahut shukriya :rose

              Comment


              • #22
                Re: Sabaq Amooz Baaten

                jazq Allah

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #23
                  Re: Sabaq Amooz Baaten

                  Allah sey maangna izzat ki baat hai,
                  Agar dey to Rehmat , na dey to Hikmat...


                  Insaan sey maangna zillat ki baat hai,
                  Agar dey to Ehsaan, Na dey to sharmindagi...

                  Comment


                  • #24
                    Re: Sabaq Amooz Baaten

                    Eesaar aur Qurbani insaan ko marne ke baad bhi zinda rakhti hein.

                    (Hazrat Data Ganj Bakhs)

                    Comment


                    • #25
                      Re: Sabaq Amooz Baaten

                      Kisi ka dil na dukhao kyun ke tum bhi dil rakhte ho :rose

                      Comment


                      • #26
                        Re: Sabaq Amooz Baaten


                        Elm baghair amal ke waba'al hai, Aur Elm ke baghair amal Gumrahi hai.

                        Last edited by Mr.Khan; 10 September 2010, 23:21.

                        Comment


                        • #27
                          Re: Sabaq Amooz Baaten

                          jazaq Allah

                          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                          Comment


                          • #28
                            Re: Sabaq Amooz Baaten

                            " Hamesha munfarid kirdar rakho jaise (Namak), jis ki moujodgi mehsos nahi hoti,
                            magar iski ghair moujodgi tamaam cheezon ko be-zayeqa bana deti hai"

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sabaq Amooz Baaten

                              " Buland Hosla Insaan Ke Haath Main Aa Kar Mat'ti Bhi Soona Ban Jaati Hai "

                              Comment


                              • #30
                                Re: Sabaq Amooz Baaten

                                " Agar kisi ka dil jeetna ho to apne ikhlaaq ko buland karo "

                                Comment

                                Working...
                                X