Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

انسان کے تین دوست ..............................

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • انسان کے تین دوست ..............................

    انسان کے تین دوست
    علم ، دولت اور عزت تینوں دوست تھے ایک مرتبہ ان کے بچھڑنے کا وقت آگیا ،
    علم نے کہا : مجھے درس گاہوں میں تلا ش کیا جا سکتا ہے
    دولت ۔ کہنے لگی مجھے امراء اور بادشاہوں کے دربار اور محلات میں تلاش کیا جاسکتا ہے
    عزت خاموش رہی علم اور دولت نے عزت سے خاموشی کی وجہ پوچھی تو عزت آہ بھر کر کہنے لگی کہ : جب میں کسی سے بچھڑ جاؤں تو دوبارہ کبھی نہیں ملتی
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

  • #2
    Re: انسان کے تین دوست ..............................

    Assalaam-O-Alaikum Hala

    Bohat hi khoobsurat pegham dia hay aap nay, waqayi izzat bananay main insaan ko saaloon guzar jaatay hain magar chand lamhoon main yeh hum say dour hosakti hay aur phir lout kar kabhi nahin aati... iss liye apni izzat-e-nafs ki hifaazat karna aur uss ka bharpoor khayal rakhna hum sab ka awaleen farz hay, aur yehi izzat hay jo insaan ko aik bawaqaar shakhsiyat banaati hay jo kabhi ALLAH SWT kay ilawaa kisi kay aagay haath nahin pehlaata.

    THANK YOU once again, khush rahyeh
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: انسان کے تین دوست ..............................

      Shukrya Hala :-)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: انسان کے تین دوست ..............................

        buht khobsorat baat hai...
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: انسان کے تین دوست ..............................

          nice

          Comment

          • #6
            Re: انسان کے تین دوست ..............................

            bohat khubsurat baat:thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: انسان کے تین دوست ..............................

              Originally posted by unity View Post
              bohat khubsurat baat:thmbup:
              :jazak:
              ALLAHUMMA AAMEEN!
              ZABARDAST!
              :oldie:
              S T I L L W A I T I N G
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: انسان کے تین دوست ..............................

                Buhat hi sabaq amooz sharing hai sis

                Khush rahiye

                Comment

                • #9
                  Re: انسان کے تین دوست ..............................

                  bohat khubsurat baat:thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: انسان کے تین دوست ..............................

                    right zbr10

                    Comment

                    • #11
                      Re: انسان کے تین دوست ..............................

                      Zabardast great Sharing

                      Comment

                      • #12
                        Re: انسان کے تین دوست ..............................

                        Bohut purani aur ghri baat.,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

                        Comment

                        • #13
                          Re: انسان کے تین دوست ..............................

                          Allah Taala says in Quran " Wa Toezu Mun Tushao Wa Tazelo Mun Tashao...... means Izat aur Zilaat Allah kay haath main hey. Surah Yousaf in Quran tells, how one time Yousaf Elahi salaam was sold as slave and then how became Incharge of all Khaza in Govt. Ilm zahiri taur pur madrasa, college, university main Mita Hay, Mugar Hazrat Muhammad SAW koo ilm Sirf Allah kit zaat say mila. Aaaj bhee, koi dua Mangay Allah say, Rabe Zidne Ilma, very sincerely then see Ilm ki barish Dil per kaisey hooti hay. Allama Iqbal said

                          Kafir ki pehchaan kay Afaaq mein gum hay, Aur Mumin ki pehchaan kay gum is me hay afaaq. Raha masla Daulat or Money Ka, Aaaj Kal Hakomaatain bhe ghreeb aur Muqrooz hain. Haqeegat yeh hai, kay koi banda jab apne Rab say suchay dil say Daulat mangta hay too ghaib say Rizq milna shroo ho jata hay. Asbaab banana Allah kay haat main hay hur shai key leye auske zaat say Rajoo karain, Insh-Allah sub kuch Milay ga aur jintna Mangain gey aus si bhi ziada milay gaa Insh-Allah Sister, aap ki baat buhat khubsarat laagi sirf is me azaafa karni ki jisaraat ki hay, kuch ghult lagaay to mauf farmayaain.. Masood Rana USA

                          Comment

                          • #14
                            Re: انسان کے تین دوست ..............................

                            Originally posted by Roohani-Help View Post

                            :rose
                            .......................!!!!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: انسان کے تین دوست ..............................

                              Please don't understand me..!!!

                              Astagfarullah e Rabi Min Kulai Zunbin Wa Atoobu Elai

                              Comment

                              Working...
                              X