Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Collapse
X
-
Re: Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Originally posted by Tafseer
when I started this story... me ko yaad aayaa... to observe surrnoudings ..usually writers aur painters kertey hein... then... dil udas huaa ......
if its true.. then.. bohat afsos hua... Larrkiyaan itni jazbaati kion hoti hain :(
Comment
-
Re: Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Originally posted by Tafseer
Eid ky baat aap ki ya pahali tahreer jo aap nay share ki parhi .... kuch yaadain insaan sey asi munsalik ho jaati hay kay un sey jis qader pecha chorhna ho per mumkin hi nahi ho pata .... aap ki tahreer bhot haqeeqat kay kareeb ter hay aur nehyat hi dil ko cho jaanay wali tahreer share ki hy ...
FeamanAllah
Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga
Comment
-
Re: Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Originally posted by Aanianobody stopped u to touch her???? Police came or not??? USA main.. aiesey... aik pal ke liye nahen maan rahi hoon.... koz i m also here... yehan kisi main dam nahen hota koi terrpey to aap uski help kero... koz ...nuthing... kher Allah reham karey sab pe...
when I started this story... me ko yaad aayaa... to observe surrnoudings ..usually writers aur painters kertey hein... then... dil udas huaa ......
if its true.. then.. bohat afsos hua... Larrkiyaan itni jazbaati kion hoti hain :(
Mujhey baRi khushi hoi ke apne iis afsane to paRa. Ek Adeeb ki ye tamanna hoti hey ke uske readers, kahani main jazbati taur per involue ho jain. Agar main ye kerne main kam yaab hoa hoon tu main khush hun. Ye kahani Haqiqi nahi hai.
Ap bajaa farmati hain ke america main loog iis qisam ke haadsoon main dakhaal nahi dete kyun ke unko help lene wala sue kersata hai. Aur lene ke dene paR sakte hain.
Ye kahani ek mukhtisar kahani hai. Main doosre lambi aur manzr kashi ke sath likhi hain ( Maad-jazar aur Taqwaa) umid hai ke ap unko bhi paRe gi.
http://www.pegham.net/showthread.php?t=5389
http://www.pegham.net/showthread.php?t=5113
Take care.
:)
Tafseer
Comment
-
Re: Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Originally posted by Bheegi-PalkainAssalam-o-Alikum WR WB
Eid ky baat aap ki ya pahali tahreer jo aap nay share ki parhi .... kuch yaadain insaan sey asi munsalik ho jaati hay kay un sey jis qader pecha chorhna ho per mumkin hi nahi ho pata .... aap ki tahreer bhot haqeeqat kay kareeb ter hay aur nehyat hi dil ko cho jaanay wali tahreer share ki hy ...
FeamanAllah
Himat afsai ka bouhat bouhat Shukria.
Agar ap mere dosrey afsanun per bhi tabsara kein to inayaat hogi.
http://www.pegham.net/showthread.php?t=5113 (Maad-o-Jazar)
http://www.pegham.net/showthread.php?t=5389 (Taqwaa)
:)
Tafseer
Comment
-
Re: Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Originally posted by TafseerSalam Aania,
Mujhey baRi khushi hoi ke apne iis afsane to paRa. Ek Adeeb ki ye tamanna hoti hey ke uske readers, kahani main jazbati taur per involue ho jain. Agar main ye kerne main kam yaab hoa hoon tu main khush hun. Ye kahani Haqiqi nahi hai.
Ap bajaa farmati hain ke america main loog iis qisam ke haadsoon main dakhaal nahi dete kyun ke unko help lene wala sue kersata hai. Aur lene ke dene paR sakte hain.
Ye kahani ek mukhtisar kahani hai. Main doosre lambi aur manzr kashi ke sath likhi hain ( Maad-jazar aur Taqwaa) umid hai ke ap unko bhi paRe gi.
http://www.pegham.net/showthread.php?t=5389
http://www.pegham.net/showthread.php?t=5113
Take care.
:)
Tafseer
koii aahaT nahii.n badan me.n kahii.n
koii saayaa nahii.n hai aa.Nkho.n me.n
Comment
-
Re: Thande laab ( ٹھنڈے لب﴿
Originally posted by shummuaah! bahut hi short touching story thi...........ikhtetaam dil dehla dene waala.....Tafseer jee...aap ki pehli tehreer paRhi hai..aap bahut achcha likhte hain..daad pesh hai!
Shumaila
Adaab arz hai,
Ap ka bhout bhout Shukria is tehreer per comment kerney ka. Muhje khusi hai ke ye apko pasand ai. Inshallah ap meri doosry afsane Taqwaa, aur Maad-jarz bhi paRen gi. Mein ek shoyt novelet bhi likha hai, jis ki pheli qist yahan mojud hai. Pukhyoon ki Bait. Umeed hai ke ap paRen gi.
Tafseer:)
Comment
Comment