Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Message Of The Day ~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~ Message Of The Day ~



    "Tawakkal yeh hay keh zindagi ko aik din k liye janay aur kal ki fikar na karay ."


    ( Bayazed bistami )
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment


    • Re: ~ Message Of The Day ~

      "apnay faraaiz ko anjaam do aur baqi halaat Allah pak ko sonpo, yahi behtar hay ."

      ( Hazrat Abdullah Bin Abbas )
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment


      • Re: ~ Message Of The Day ~




        "Jo Shakhs Ilm ki Justjo Rkhta hay Jannat Bhi Us Ki Talabgar Rehti Hay
        Aur Jo Shaks Gunah k Shoq Main Mubtila Rehta Hay Jahannum Bhi Us ki Muntazir Rehti Hay."


        ( Hazarat Ali Karramullah wajahu)
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • Re: ~ Message Of The Day ~

          Beautiful msgs _Dard_Aashna_

          Comment


          • Re: ~ Message Of The Day ~

            Assalaam Alaikum




            " Jiska raabta Allah ke saath ho woh naka'am nahi hota,

            Naka'am woh hota hai jis ki umeeden duniya walon se wabasta hon ".




            Comment


            • Re: ~ Message Of The Day ~

              Ek naimat ka shukar ada karna dosri naimat milne ka zariya hai...


              Har haal me Allah ka shukar ada karne se Allah Zul'Jalal ki
              rehmaten hum per Nazil hoti rehti hen.

              Comment


              • Re: ~ Message Of The Day ~

                [ATTACH]84737[/ATTACH]

                Comment


                • Re: ~ Message Of The Day ~

                  " Agar tumhy woh na mile jisay tum maangte ho,

                  to samajh lo ke tumhy kisi aur ne apne liye maang liya hai."


                  Hazrat Ali (R.A)

                  Comment


                  • Re: ~ Message Of The Day ~

                    :jazak:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • Re: ~ Message Of The Day ~

                      JAZAKUM ALLAH KHAIR, bohat hi khoobsurat aur meaningful messages aap nay share kiye hain _Dard_Ashna and Mr. Khan, isi tarah apnay khoobsurat messages hum sab say share kar kay humari zindagion ko sanwaarnay main madadgaar aur paish paish rahyeh, khush rahyeh.
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~ Message Of The Day ~

                        very nice work Mr.Khan and maryam
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment


                        • Re: ~ Message Of The Day ~

                          " Qarz (Loan) se parhaiz karo is liye ke yeh Din me zillat aur

                          raat me fikar wa pareshaani ka sabab hai."
                          Last edited by Mr.Khan; 27 December 2009, 20:44.

                          Comment


                          • Re: ~ Message Of The Day ~

                            :rose
                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            " Qarz (Loan) se parhaiz karo is liye ke yeh Din me zillat aur



                            raat me fikar wa pareshaani ka sabab hai."
                            :jazak::rose

                            Comment


                            • Re: ~ Message Of The Day ~

                              " Dosti ki zeenat ek dosre ki baat ko bardasht karna hai,

                              Be-aib dost talash mat karo, warna akele reh jao ge "


                              Hazrat Ali (R.A.)

                              Comment


                              • Re: ~ Message Of The Day ~

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Baat tou achi hay magar mujhay practical nahin lagi..... ALLAH SWT per tawakkul tou hum sab ka awaleen tarjeeh hona chayeh magar uss tawakkul kay liye hum aik parinday ki misaal kiyon lain,tawakkul tou humain Khulfa-e-Rashdeen say seekhna chayeh kay aik marta aik aurat Iraq say Khalifa-e-waqt Hazrat Umar RZ kay ghar main aayi kuch madad ki khaatir magar jab Ameer-ul-moomineen kay ghar ka haal dekha tou waapsi ki thaani, aap RZ ki zouja nay uss aurat say kaha kay baghair kuch madad kay aap kiyon jaa rahi hain tou uss nay kaha kay aap kay ghar say behtar tou meray ghar ki haalat hay tou Hazrat Umar RZ ki zouja nay kaha kay "humara ghar ujRa hay tou tumaharay ghar aabaad huway hain"

                                Kaash hum sab bhi iss say koi sabaq haasil karain taakay zindagi main ziyada say ziyada kama kar ghusguwaar aur kamyaab zindagi guzarnay ki humari khuwaahish humain HARAAM kaamoon say doour rakhay aur humain apnay halaat per ALLAH SWT ka tawakkal ko mazboot karay!!
                                !
                                Assalam O Alaikum wrwb!!
                                Umer ibn Khatab(Radhi Allah Taalah Anhoo) Narrates that the Prophet Salallaho Alaihi Wasallam)
                                said " if all of were rely upon ALLAH in the manner He Desreves From you, the HE would certainly grant you Provisions as HE provides it to birds who depart hungry in the morning, and return with a full belly at dusk""
                                (At-Tirmidhi, Ibn Hibban & Ibn Rajab)


                                Comment

                                Working...
                                X