Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mannchaley Ka MAN-SHORE

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

    Originally posted by Masood View Post
    Assalamo allaikum

    Kabhi kabhi achanak zehan mein kuchh khiyalaat janam letey hain, fori tor per unhein qalamband karney ko dil karta hai... aaj aisey hi kuchh dil mein aaey.. jo pesh-e-khidmat hain... Unwan hai
    "Mannchaley Ka MAN-SHORE"
    shoro maiN to Manchalay ka MAN-SHOR tha par end maiN ja kar MAN-JALAY ka MAN-SHOR hogaya, yaar humaisha aisay he khuwaboN maiN aankh kioN khulti hai :mm:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #17
      Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

      :)

      Comment


      • #18
        Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

        Kash yeh khuab haqeeqat ban jaye aur hamara watan aisa hi misali ho jaye.:dua
        Masood bhai! bohat zabardast tahreer hai,andaz achoota hai aur is nay kai zakhm khol diyay hain.
        Bohat umda , bohat khubsurat.:rose
        Mind Sciences

        Comment


        • #19
          Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

          Is tehreer k agha'z ney hi batadiya thaa k kisi ka khuwab hai or mazeed parhney k ba'ad sirf ek lafz zehn main aya.."KASH".....

          DIL K KHUSH RAKHNEY KO GHALIB KHAYAL ACHA HAI

          Apney man k shoor ko achey lafzoo main baya'an kya haii ,kabhi kabhi waqai aisa hi shoor sa hota hai dil main ya yu keh lain hum apni arzo'oo ko aisey khuwaboo main poora hota dekh ker hi kabhi apney ap ko tasali detey hai tu kabhi hoslaa k himmat karey insan tu kya ho nahi saktaa...
          phir jaisey yeh khuwab toot ker hum haqeeqat main ankh khultey hain sub kuch wahi ka wahi nazar ata haii...khuwab sirf dekhney k liya hi nahi hoteyy k jub ankh khuley tu hum yeh kahye k ohh yeh tu khuwab thaa kash poora hojata kabhi kabhi kuch khuwab sikha bhi detey hai,umeed bhi detey hain ..agey barhney ki ,mazeed hosley ki or isi tarha khuwab apni manzil ki janib rasta bhi dekha detey hain....bashart yeh k khuwab dekhni wali ankhain itni gehri nazar rakhti hoo ..

          Comment


          • #20
            Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

              bohat khubsurat tehreer

              Comment


              • #22
                Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                bohtt hee khoobsoorat article thaaa
                wohh khawab suhanat toot gayee
                umeed gaiee arman ngaiyyy
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #23
                  Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                  Masood saheb
                  manchale ka Manshoor pasand aayaa
                  kaash yeh manshoor hamaari hakoomat ka bhee ho
                  Facts and figures meN to har hakoomat apne aap ko behtareen caabit kar laiti hai magar haqaeq in facts ke jhoote hone ki chughli khaate heN
                  kaash ham sab apne apne daira-e-kaar meN dayanat daar ban jaayieN to kuch khawab sach ho hi jaayieN ge
                  regards
                  zmufti

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                    there are many things going in my mind..........i can't find the words to describe your tehreer coz i am not a good writer like u...............it was fabulous ................just fantastic..............a khwab all of us have as a true pakistani...........but we have to work for ourselves.......it is true that public has the strongest role to develop a country...........we have to accomplish that role.....we have to work for our own country....we just can't depend on our government..............anyways beside of it...........ur story was a true and very touchy ............

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                      true
                      :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                        Buhat achay janab :D

                        Comment

                        Working...
                        X