Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mannchaley Ka MAN-SHORE

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mannchaley Ka MAN-SHORE

    Assalamo allaikum

    Kabhi kabhi achanak zehan mein kuchh khiyalaat janam letey hain, fori tor per unhein qalamband karney ko dil karta hai... aaj aisey hi kuchh dil mein aaey.. jo pesh-e-khidmat hain... Unwan hai
    "Mannchaley Ka MAN-SHORE"
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

    2. part
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

      3. part
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

        4. and last part
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

          Oh God Oh God....Oh God.......

          Kitna Zarkhaiz Zehan hai ..aik achooti tehreer .....Koi alfaz nahi ...EK dum...Frozen Mind...

          Amazing tehreer....Sab say haseen MUNN>...SHOR.
          yeh Mun ka Shor hee Tu hai Jo Insnan Ko chane say nahi baythnay deyta...Kash K yeh Khwab na Ho....kash k........

          Comment


          • #6
            Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

            Originally posted by Gul View Post
            Oh God Oh God....Oh God.......

            Kitna Zarkhaiz Zehan hai ..aik achooti tehreer .....Koi alfaz nahi ...EK dum...Frozen Mind...

            Amazing tehreer....Sab say haseen MUNN>...SHOR.
            yeh Mun ka Shor hee Tu hai Jo Insnan Ko chane say nahi baythnay deyta...Kash K yeh Khwab na Ho....kash k........

            Gul ab to lagta hai goya yeh zehan zang'aloodah hota jaa raha hai... kabhi kabhi josh aa jata hai :khi:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

              Gar ZangAlood Zehan Nay Itni Khoobsoorat Soch tehreer ki hai Tu....Kashyeh aisa hee rahay :) Buhat Hee Haseen aur soachnay per majboor kar deynay wali tehreer ...Bila Shak....Mabrook..:)

              Comment


              • #8
                Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                Originally posted by Gul View Post
                Gar ZangAlood Zehan Nay Itni Khoobsoorat Soch tehreer ki hai Tu....Kashyeh aisa hee rahay :) Buhat Hee Haseen aur soachnay per majboor kar deynay wali tehreer ...Bila Shak....Mabrook..:)
                Sochtey to ham pichhley 60 saalon sey rahey hain, ab mera khiyaal hai zarb'kari ka waqt hai - ya abhi bhi muntazir-e-behtari-e-fardah rehna hai? :mm:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                    Walaikum Salam,
                    bohot dilchasp tehreer, agar waqai Awaam pey aur Un key liye kaam kiya jaye to sab theek ho jata hai

                    meyra khayal hai mey ney Zawiya mey perha tha key gov. Police( jo un ka staff hai )walon key sath kaisa salook kerti hai, jaisey din mey agar unhein kaheen duty deyni ho as security to unhein tapti dhoop mey khara ker diya jata hai aur paani tak nahi milta unhein....phir aeysey mey wo log kya khaaq logon sey Khush Akhlaqi sey pesh ayein gey.......aur jab un key kaam ka time khatam ho jaye (jo key kabhi muqrar nahi hota hai) to unhein wapsi khudi kerni perhti hai.....


                    Iss key ilawa bhi jo log gov. servants hein un ki pay itni kam hai key ...........matlab pata nahi wo log guzara kaisey kertey hein........aik poora maheena khatam ho janey key baad agar aap ko itni kam pay miley key aap yahi sochtey raho key ye bachon ki taleem pey dun? bils pey? ya phir khaaney peeney pey?

                    issi liye mujhey aap ka facilities wala point bohot acha laga hai :thmbup:

                    Tahafuz wala point bhi theek hai ......lol :D i hope Pathans wont mind it ....as they say "bandooq to admi ka zeywar hai" :khi: but this is off topic of course :P

                    schools and masaajid key darmayan link.....good one......leykin masjid ki tahafuz sey aap ki kya murad hai?

                    btw manshur aur MAN-SHORE do alag lafz hain?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                      apki tehreer lajawaab hay....
                      khoobsoorat khwaab mien chupi talkh haqeetqt.....kitni hee dayr hum is tehreer mien khoay rahay...
                      kaash yeh khoobsoorat khwaab hee asal haqeeqat hota aur yeh talkh haqeeqat khawaab mien bhi nazar nah aati..

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                        Last wala hissa perh key mujhey Insha jee ki aik nazam yaad ayi thi ...abhi wo mili hai :D to mey share ker deyti hun


                        Aik chota sa larka tha main jin dinon
                        Aik Mailay main puhncha hmakta hoa
                        Jee Machalta tha Aik aik Shay per magar,
                        Jaib Khali thi kuch mol lay na saka
                        Laut aya liye Hasratain sainkron
                        Aik chota sa larka tha main jin dinon

                        Khair mehroomion k wo din to gaey,
                        Aaj maila laga hay ussi shaan say
                        Aaj chahon to ik ik dukaan mol lun
                        Aaj chahon tu sara jahann mol lun
                        Naa rasai ka ab jee main dharka kahan?
                        Per wo chota sa Nanha sa larka kahan??
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          Walaikum Salam,
                          Tahafuz wala point bhi theek hai ......lol :D i hope Pathans wont mind it ....as they say "bandooq to admi ka zeywar hai" :khi: but this is off topic of course :P

                          schools and masaajid key darmayan link.....good one......leykin masjid ki tahafuz sey aap ki kya murad hai?

                          btw manshur aur MAN-SHORE do alag lafz hain?
                          Main is baat per itfaq nahi karta!! Yeh jahiliyat ka saboot hai - aslah kabhi insaan ka zewar nahin raha - aur yeh tarbiyat pathano ki honi chahiyey - kyun keh agar bandooq aadmi ka zewar hai to ussey chalana bhi uski shaan hai - jab bandooq chalaii to qatal karna koi mushkil nahin - jo fsaad ki jarr hai - ussey hona hi nahin chahiyey chahey koi maney ya na maney!!!

                          Main nahin kehta keh meri soch sey har bandah itifaq karey! Magar merey nazdeek masjid Allah Tala ka ghar hai, aik ibadat ki jaggah hai, ab wahan Islam sey ta'aluq rakhney wala KOI BHI TABQA aa ker namaz parhey ussey ijazat honi chahiyey. Agar aik shia kisi sunni ki masjid mein namaz parhna chahey ussey ijazat honi chahiye, and vice versa. Masjid mein ham ALLAH ki ibadat kartey hain, aur ALLAH ki ibadat gaah ko itna secure, itna mehfooz hona chahiyey keh har bandah aasani sey pursakoon mahol mein namaz ibadat ada kar sakey! Yeh khof na ho keh abhi koi firq'warana fasad shuru ho jaey ga. Maulviyon ki yeh tarbiyat honi chahiyey keh woh koi aisi biyan'bazi na karein jis sey jazbaat bharakney lagein... Tahaffuz!!!


                          MAN-SHORE koi lafz nahin! Magar yeh lafz Gul ney pick kiya hai, Scorpion issey dekhtey hi pick kar ley ga. Aap ko yeh btata hoon keh Manshoor - ko MANN aur SHORE mein badal diya hai yani ANDER KA SHORE! Mujh jaisa lafzon ka sodagar siraf MANN key SHORE ko hi MANSHOOR bnaa sakta hai :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                            Mashallah buhat khoob Masood bhai
                            Zabardast Allah taa'la aap ko hamesha aise hi likhne ke taufeeq atta farmaye
                            Aik dafa phir buhat achay

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mannchaley Ka MAN-SHORE

                              what can i say............Simply the best ...aap kee tehreerain hamisha dill ko lagti hain lakin yeh to Dil aur damagh ko lag gai hay aur es main chupy huy elfaz huamin kuch keh rhay hian ....aur hum wo samj sakty hian....
                              ALLAH kary k Pakistan ker bachy ka aisa khwab kabi na tooty
                              take care ALLAH hafiz....
                              amazing One

                              Comment

                              Working...
                              X