Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Zindagi

    Zindgee..Jeenay Ka Saleeqa Sikhany walay Ko T sabhi Gurr Aatay Hein Jeenay kay...Sawal yeh otha Gul k dil mein keh.. .Kia Waqi Yeh Asool apna-nay Say Hum Khshgawar Jeewan Guzar sakty hein ....Bayshak Buhat Khobsoorat andaz and Buhat Khobsoorat Mazmoon...
    Aay Kash k Mein Iss per amal kar paoon....!

    Comment


    • #17
      Re: Zindagi

      BOHOT acha Likha hay ap nay Masood bhai:blush:
      KOI TO HO :dua

      Comment


      • #18
        Re: Zindagi

        :jazak: I DONT KNOW WHO R U,BUT U HAVE DONE A GREAT DEAL,I HAVE SAVE THIS PAGE FOR MY YOUNGER BROTHER,HOPEFULLY,THE WAY IN WHICH U EXPLAIN WILL BE MEMORABLE IN OUR MINDS, GOD BLESS U,UR LIFE ND UR SMILE:) ,KEEP IT UP:thmbup: :rose COZ WE NEED SUPER MAN LIKE U,I MEAN IT , :salam:

        Comment


        • #19
          Re: Zindagi

          Meri Nazroon se bohat se Mazoon Guzre .....................
          magar jo nirala aur ankho pan aap ki tehrir main hai
          wo qabil sataish hai..........................

          Sirf itna add karoon gi .............k

          "Life is the name of screifise to serve for others............."

          aur aap ka ye mazmoon parh kar lagta hia k wajood main kuch sansni
          si dor gai hia........................aap k likhne ka andaz passand aya

          khush rahain.....

          Comment


          • #20
            Re: Zindagi

            Mashallah buhat acha likah hai ap ne

            Comment


            • #21
              Re: Zindagi

              Masood...yaar khoob likha tum ne...but you know what hum loog baatein bohat achi kerte hein, lekin acha kerne ke liye hamaray paas time he nahi hota.

              action speaks louder than words...this is what we should believe in...lekin hamaray kool-o-fail mein tazaad paya jata he...hum loog jamood ka shikaar hein, in sense hum apni duniya mein itnay magan hein, ke hamein kisi doosray ki zindagi pe jaanknay ke liye aik lamha bhi muyasar nahi...we need to think beyond...we need to be practical....anyways...you are good in expressiong ur thoughts...keep writting and sharing
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Zindagi

                Bohat khubsurat masood bhai.Zindagi ke har pahloo ka ahata kiya hai.Nihayat a'ala tahreer hai.:rose
                Mind Sciences

                Comment


                • #23
                  Re: Zindagi

                  Buhat achay janab :D

                  Comment

                  Working...
                  X