Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi

    Assalamo allaikum

    Bohat dino baad kuchh qalamkari ki hai - umeed hai aap ko pasand aaey gi

    Apney khiyalaat ka izhaar zaroori kijiye ga... :rose

    Masood
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Zindagi

    2. part
    Attached Files
    Last edited by Masood; 10 March 2007, 17:35.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Zindagi

      3. part
      Attached Files
      Last edited by Masood; 10 March 2007, 17:37.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Zindagi

        4. and final part
        Attached Files
        Last edited by Masood; 10 March 2007, 17:40.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Zindagi

          Originally posted by Masood View Post
          4. and final part



          buhat acha likha hai aap ny ...Zindgi k her pahluu ko nahayat shaistgi aur nafasat se paish kia hai ....sahee kaha k aj kal k door mein insaan ko nafsa nafsi parri hui hai ........aur usy apny ird-gird ki b khaber nahin hoti...

          buhat umdah tahreer likhi hai ..

          :) thnx 4 it:)

          Comment


          • #6
            Re: Zindagi

            Accha likha hai bhai aap ne.........:masha

            Comment


            • #7
              Re: Zindagi

              :masha bohot he zabardast tehreer likhe hai....zindagi ke har pehlo ko bohot ache tareeke se beyaan kea hai...aur kaafi ache tips bhi dee hai......thanks for sharing......:rose
              sigpic


              Comment


              • #8
                Re: Zindagi

                boht saada aur khoobsoorat alfaaz k istemaal say boht say ehm nukaat wazeh kiay hein ap nay......
                hum nay is say boht kuchh seekha ...thnx

                Comment


                • #9
                  Re: Zindagi

                  "yaad rakhien kisi ko Hossla deyna dunya ka sab sey mushkil kaam hai"

                  kya waqai?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zindagi

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    "yaad rakhien kisi ko Hossla deyna dunya ka sab sey mushkil kaam hai"

                    kya waqai?
                    Zinia bacha hamarey Pakistani muashrey mein doosron ki tauseef karna bohat mushkil kaam hai. Khaas ker jab hamein char lafzon ka patah ho, kuchh hunnar aata ho to ham samajhtey hain goya ham sey behtar koi nahin. Ham apney fun ko share nahin kartey - is khof sey keh hamara fun kahin batt na jaey. Doosron ki hosla afzaii nahin kartey keh woh kahin ham sey aagey na barh jaey. Aap kitna hi achha kaam kar lein - kahin na kahin kuchh na kuchh nuqs zaroor nikala jaey ga - hamari tareef ka andaaz bhi aisa hota hai jis mein doosron ko kam'tar kiya jaey... (ofcourse yeh sab per lagoo nahin magar it's general saying)....
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zindagi

                      bohat acha likha hai.a complete survey of our lives......gud work bro
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zindagi

                        Nice
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Zindagi

                          buhat khoob
                          Masood saheb aap ne "Zindagi" ko jeenay ka saleeqa buhat achchii tarah bayan kiyya hai
                          khush rahiye
                          zmufti

                          Comment


                          • #14
                            Re: Zindagi

                            Originally posted by Masood View Post
                            Zinia bacha hamarey Pakistani muashrey mein doosron ki tauseef karna bohat mushkil kaam hai. Khaas ker jab hamein char lafzon ka patah ho, kuchh hunnar aata ho to ham samajhtey hain goya ham sey behtar koi nahin. Ham apney fun ko share nahin kartey - is khof sey keh hamara fun kahin batt na jaey. Doosron ki hosla afzaii nahin kartey keh woh kahin ham sey aagey na barh jaey. Aap kitna hi achha kaam kar lein - kahin na kahin kuchh na kuchh nuqs zaroor nikala jaey ga - hamari tareef ka andaaz bhi aisa hota hai jis mein doosron ko kam'tar kiya jaey... (ofcourse yeh sab per lagoo nahin magar it's general saying)....
                            Aap ki baat bilkul theek hai, ye sirf Pakistan'ion tak mehdood nahi hia shayad kuch insaano ki fitrart hi aeysi hoti key wo apney sey aagey kisi ko nahi deykh saktey hein


                            meyrey khayal mey apney ko hossla deyna ziada mushkil banisbat doosron ko deyney key...nahi?
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Zindagi

                              Assalaam-0-Alaikom:rose
                              buht acha likha hai bhai....buht qeemti alfaz hain....seekhnay kay liye buht kuch hai.....achay tareeqay say samjhaya hai:rose

                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              Working...
                              X