Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mazloom System

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mazloom System

    Originally posted by sccorpion81 View Post
    Khalil aap k comments perhay qurbani ki tak ki baat tu theek hai laikin jo aap nay kaha hai k taleeem hona chahiey tu kia hamaray pass taleem nahien hai aur jo miss nay apnay article main baat ki hai k wahan tu saray perhay likhay log hi shor ker rahay thay system k khilaf...tu kia wo taleem yafta log nahien hain jin main Molana Hazrat ... Students ... aur wo perha likha shakhs jis ko is system ki wajha say nokri nahien mili tu kia un k pass taleem nahien thee I think they r educated personalities....masla yeh hai k ham apnay deen say door ho gay hain ham ko islam samjhna hai aur samjhana hai .... ham main aap ki baat say mutafiq hoon k yeh system ham hi hain aur yeh sara nizam hamara hi bnaya hoowa hai ....aur ham logon ko hi is ko change kerna hai...laikin taleem k zariey say nahien bal k apnay iradon ko mazboot ker k apnay deen ko apnay seenay main bitha ker kiun k yeh dunyawi taleem tu hamaray pass pahlay hi bohot hai ham ko islam seekhna hai .... agar ham sir apnay nafs ko qabooo main ker lain tu bhi is system ki bohot si khrabian dooor ho sakti hain....Jahan tak qurbani ki baat hai tu jab ham apnay nafs ki hi qurbani day dain tu yahi bhot hai...apnay maal aur jaan ki tu baat tab ho gee jab hamara nafs hamaray qaboo main ho ga....bahar haal miss almas zuhra aap ko mubarak ho k aap ki tahreer bohot achi hai ainda bhi koshis kerti rahain Insha Allah aap ki koshashain zaroor rang lain gee
    Hello World!
    Assalam-o-alaikum
    Maira khiyal hai ke khalil nay aap ki baat ka darust jawab diya hai.Taleem ko ham ne sirf degree aur job ka zareea bana liya hai lihaza hamaray haan parhay likhay log bhi taleemyafta nahin hain.
    Aur jahan tak qurbaani ki baat hai,shaid aap samajh nahin payey,main ne aur Khalil ne infact nafs ki qurbaani ki hi baat ki hai.Qurbaani ka matlab yeh hai ke aik nasl imaandari ko apna shewa bana lay,khua usay kitni hi mushkilaat ka samna karna paray,woh corruption ki housla afzai na karay to us generation ki is qurbani se lazmi tor per corruption apni mout aap mar jaye gi.
    Khush rahiyay aur khushian taqseem kijiyay.
    Last edited by zapk; 20 October 2006, 13:43.
    Mind Sciences

    Comment


    • #17
      Re: Mazloom System

      Originally posted by zapk7 View Post
      Hello World!
      Assalam-o-alaikum
      Maira khiyal hai ke khalil nay aap ki baat ka darust jawab diya hai.Taleem ko ham ne sirf degree aur job ka zareea bana liya hai lihaza hamaray haan parhay likhay log bhi taleemyafta nahin hain.
      Aur jahan tak qurbaani ki baat hai,shaid aap samajh nahin payey,main ne aur Khalil ne infact nafs ki qurbaani ki hi baat ki hai.Qurbaani ka matlab yeh hai ke aik nasl imaandari ko apna shewa bana lay,khua usay kitni hi mushkilaat ka samna karna paray,woh corruption ki housla afzai na karay to us generation ki is qurbani se lazmi tor per corruption apni mout aap mar jaye gi.
      Khush rahiyay aur khushian taqseem kijiyay.
      Salam

      Jee main aap ki baat samjh gya hoon...Khalil nay jo kaha wo science, mathimatics, aur doosri studies k lihaz say tu theek hai k us ko change hona chahiey...main itifaq kerta hoon...laikin jo deeeni taleem hai ISLAMIAT us ko ham kaisay change kerain kiun k Islam tu mukamal hai...wo tu wo hi hai aur wohi rahay ga us ko ham change nahien ker saktay aur hamary mulk main bacha jab 1st class main jata hai tu tab hi say us ka subject Islamic studies start ho jata hai...aur Intermediat tak yeh Compalsary subject hai...aur us main us bachay ko Nabi (PBUH) ki sari zindagey k baray main bta diya jata hai...us ko sab maloom ho jata hai k kia Haram hai aur kia halal,,,kia ghalat hai aur kia sahi...aur taleem tu asal main yahi deeni taleem hai jo k ham ko zabta e Hayat sikhati hai .... baqi sab tu Maloomat hain ... aur ham nay taleemat ko chor dia hai aur maloomat k peeechay haath dho ker perh gay hain ... tu zahir hai jahan per taleem (Maloomat) deee jati aur hasil kee jati ho sirf muashi taraqi k liey..har koee dolat per marta ho..aur wo apni taleem jo us nay hasil kee wo bhool gya ho...us nay tu chilana hai System per..K system khrab hai...Taleeem hamaray passs hai bas us ko samjhnay ki zaroorat hai...aap kisi Village main chalay jain jahan mahnat kernay walay kisan Rahtay hain jo din bhar apni zameeno per apna paseena bahatay hain...un k pass wo sciencey malooomat nahien hain wo Anperh hain aur ham un ko Jahil kahtay hain laikin wo hamesha piyar aur mohabat say rahtay hain un k dukh sukh sab k aik hotay hain...wo apnay mulk ko bura nahien kahtay aur na hi us ko nuqsan pohnchatay hain ... kiun k unhon nay sirf deen ki taleem hasil ki hai..Wo Allah say dartay hain...un ko master degree lainay k liey koee kitab nahien likhni perti...wo sirf aik kitab perhtay hain..un ko kisi doosri kitab ki zaroorat hi nahien ... tu Mere khyal main masla Taleem ka nahien ... Masla Dil ka Hai ... Aap k Dil main Mohabat honi chahaiey Qurbani ka Jazba hona chahiey ... Dil Saaf Ho tu System aur sara Nizam Saaf Ho ajey ga....
      Shukria...Allah Aap sab Ki Khush Rakhay
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Mazloom System

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Salam
        Originally posted by sccorpion81 View Post

        Jee main aap ki baat samjh gya hoon...Khalil nay jo kaha wo science, mathimatics, aur doosri studies k lihaz say tu theek hai k us ko change hona chahiey...main itifaq kerta hoon...
        THanks......


        laikin jo deeeni taleem hai ISLAMIAT us ko ham kaisay change kerain kiun k Islam tu mukamal hai

        kis ny kaha hay wo change karo????


        ...wo tu wo hi hai aur wohi rahay ga us ko ham change nahien ker saktay aur hamary mulk main bacha jab 1st class main jata hai tu tab hi say us ka subject Islamic studies start ho jata hai...aur Intermediat tak yeh Compalsary subject hai...aur us main us bachay ko Nabi (PBUH) ki sari zindagey k baray main bta diya jata hai...us ko sab maloom ho jata hai k kia Haram hai aur kia halal,,,kia ghalat hai aur kia sahi...aur taleem tu asal main yahi deeni taleem hai jo k ham ko zabta e Hayat sikhati hai .
        main aap sy etifak kerta hun


        ... baqi sab tu Maloomat hain ...
        to dear maloomat ka name hee Elam hay....:wk
        aur ham nay taleemat ko chor dia hai aur maloomat k peeechay haath dho ker perh gay hain
        janab aik hee baat hay k 2 pehloo hain..

        ... tu zahir hai jahan per taleem (Maloomat) deee jati aur hasil kee jati ho sirf muashi taraqi k liey..

        Islam ny hee behtreen muhashi zindgi kee maloomat thee hain////
        har koee dolat per marta ho..aur wo apni taleem jo us nay hasil kee wo bhool gya ho...us nay tu chilana hai System per..K system khrab hai...
        Taleeem hamaray passs hai bas us ko samjhnay ki zaroorat hai

        that is the key point dear...wellsaid...
        aap kisi Village main chalay jain jahan mahnat kernay walay kisan Rahtay hain jo din bhar apni zameeno per apna paseena bahatay hain...un k pass wo sciencey malooomat nahien hain wo Anperh hain aur ham un ko Jahil kahtay hain laikin wo hamesha piyar aur mohabat say rahtay hain un k dukh sukh sab k aik hotay hain...wo apnay mulk ko bura nahien kahtay aur na hi us ko nuqsan pohnchatay hain ... kiun k unhon nay sirf deen ki taleem hasil ki hai..Wo Allah say dartay hain...un ko master degree lainay k liey koee kitab nahien likhni perti...wo sirf aik kitab perhtay hain..un ko kisi doosri kitab ki zaroorat hi nahien .
        janab main bee aik village main rehta hun......taleem sy dori main ny es Hadd tak dekhi hay k KISAAN sy ager pochy k ALLAH koon hay to sochny lag parhty han
        ............ tu Mere khyal main masla Taleem ka nahien ... Masla Dil ka Hai ... Aap k Dil main Mohabat honi chahaiey Qurbani ka Jazba hona chahiey ... Dil Saaf Ho tu System aur sara Nizam Saaf Ho ajey ga....
        main yeh baat nahi samja aap kee


        Shukria...Allah Aap sab Ki Khush Rakhay

        ALLAH aap ko bee khush rakhy ame

        Comment


        • #19
          Re: Mazloom System

          @ Zapk

          aik bohot achi tehreer--
          keep them coming :thmbup:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: Mazloom System

            Originally posted by barg.e.gul View Post
            @ Zapk

            aik bohot achi tehreer--
            keep them coming :thmbup:
            Hello World!
            Thanks
            Mind Sciences

            Comment


            • #21
              Re: Mazloom System

              Originally posted by Khalil View Post
              [/SIZE]
              ALLAH aap ko bee khush rakhy ame

              Shayad aap meree baat nahein samjhay .... Main aap ko Kis tarha samjhaooon Shayad mujhay samjhana nahien aata ... shayad mere pass wo alfaz nahien hain jo k main kahna chata hon ... aur jin say aap ko main apnay khyalat samjha sakooon...
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Mazloom System

                Originally posted by sccorpion81 View Post
                Shayad aap meree baat nahein samjhay .... Main aap ko Kis tarha samjhaooon Shayad mujhay samjhana nahien aata ... shayad mere pass wo alfaz nahien hain jo k main kahna chata hon ... aur jin say aap ko main apnay khyalat samjha sakooon...
                oho janab main samaj gia hun its ok.thnks for such gud,,coments take care...:salam:

                Comment


                • #23
                  Re: Mazloom System

                  Originally posted by zapk7 View Post
                  Hello World!
                  Thanks
                  yw!

                  i just went through your website......nice to know about you ....MashAllah you are v courageous

                  i liked this sentence while reading "Philosophy of life"
                  "live for a purpose-die for a purpose"

                  but i dont agree with some points on your article on "Faith in God"

                  wish you a happy healthy life

                  was salam
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mazloom System

                    Originally posted by barg.e.gul View Post
                    yw!

                    i just went through your website......nice to know about you ....MashAllah you are v courageous

                    i liked this sentence while reading "Philosophy of life"
                    "live for a purpose-die for a purpose"

                    but i dont agree with some points on your article on "Faith in God"

                    wish you a happy healthy life

                    was salam
                    Hello World!
                    Thanks for reading details on my website.Aap bhi zahir hai sensible frd hain aapko mujh se ikhtilaaf ka pura pura haq hai.:rose
                    Mind Sciences

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mazloom System

                      Welldone zapk7
                      its really Koool sharing
                      system hum log he hain
                      lakin humara system itna b Mazloom nahi hai
                      kyun k is mein kuch baatain Islaam se hat k hain jo k kharabion ka bais banta hai
                      anyways Thanks 4 sharing
                      keep sharing good Stuff
                      ~~AKS~~


                      Comment


                      • #26
                        Re: Mazloom System

                        Originally posted by Master Mind View Post
                        Welldone zapk7
                        its really Koool sharing
                        system hum log he hain
                        lakin humara system itna b Mazloom nahi hai
                        kyun k is mein kuch baatain Islaam se hat k hain jo k kharabion ka bais banta hai
                        anyways Thanks 4 sharing
                        keep sharing good Stuff
                        Nice thought buddy:rose

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mazloom System

                          Originally posted by ~~Aks~~ View Post
                          Welldone zapk7
                          its really Koool sharing
                          system hum log he hain
                          lakin humara system itna b Mazloom nahi hai
                          kyun k is mein kuch baatain Islaam se hat k hain jo k kharabion ka bais banta hai
                          anyways Thanks 4 sharing
                          keep sharing good Stuff
                          Nishandahi karain please.
                          Mind Sciences

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mazloom System

                            Originally posted by Masood View Post
                            Chalein phir kuchh donate kar dein kaafi zaroorat mand hain :p
                            Zarooratmandon ke liyay ailaan:
                            Masood bahi ki baat na sunain.Ham per na rahain kahin aur se bandobast kar lain.Hamara blood kisi ke kaam ka nahin hai.:D Not allowed.
                            Mind Sciences

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mazloom System

                              wow buhat achay dear :D

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mazloom System

                                www.almasaz.netfirms.com almas zahra
                                assalam o alaikum almas.i have visitted ur website.
                                where i studied about u.my name is mohammad afaq munawar.
                                i m d student of F.Sc.2nd year living in faisalabad.i wants to
                                contact u for some help.plz.send me ur contact number or email address
                                at
                                (afaq_khan82@yahoo.com) or at my cell phone number
                                (0346 6247982).
                                facebook id:(afaq_khan82@yahoo.com)
                                i will b waiting for ur replay.plz.plz.plz.

                                Comment

                                Working...
                                X