Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kahan Sey Shuru Karoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kahan Sey Shuru Karoon

    Originally posted by ummi
    Aslaam-o-alikum janab
    All
    JAnab MASOOD or other brother and sis
    JEe sab say pehlay to firkayn 73 banayn gayn jin mainsay sacha wohi jo azal say hain mean RASUL pak say started hai
    OR 72 firkay jo janaab MASOOD sahib nay kaha ban chukay hain

    Janaab can u explain me kahaan hain yah firkay Bcoz i think abhi tak itnay zayada nahi ban
    OR agar banayn gayn bhi to 73 say zayaada nahi ho saktay
    ok intizaar rahay gaa aap k jawaab ka

    Ghanj bahsh-e- faiz-e-alam Mazhar-e- nur-e- khuda
    Na kisaara piray kamil Kamilaara rah numa
    ummi bhai my fault in writing - mera likhney ka maqsad yeh tha keh Qayamat tak 72 firqon key honey ka sabit hai keh 72 firqey ban jaein gey - mujhey har roz qayamat lagta hai aur na'samajh maulvi ki taqreer sunein to yehi lagta hai keh woh aik neya firqa pedah kar raha hai... My appology keh abhi baney nahin magar baneney waley hain :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #32
      Re: Kahan Sey Shuru Karoon

      aap to aisey logon ko bhi sochney par majboor kar detey hein jo................................................ .....

      Comment


      • #33
        Re: Kahan Sey Shuru Karoon

        JEe sab ko sidhay raasta par chalnay ki tofeek day
        AAAAAAAAmeeeeen

        shukriyaa
        Inna olia ALlahi a haufun alahim walahum yah zanun

        Comment


        • #34
          Re: Kahan Sey Shuru Karoon

          Asalamoalaikum
          Bohat acha aur haqeeqat baat ki hai Masood Ap ne

          Allah Pak Hum sabko justajuaye kamil mein gamzin karey ,Humein
          Iman aur hidayat dey ke Hum Uski Mohabat aur uski justaju hasil karein
          Ameen



          wasalam:rose
          If Allah brings you to it, He will bring you through it.

          Happy moments, praise Allah.
          Difficult moments, seek Allah.
          Quiet moments, worship Allah.
          Painful moments, trust Allah.
          Every moment, thank Allah.



          Comment


          • #35
            Re: Kahan Sey Shuru Karoon

            Buhat achi Tehreer...Buhat hee sachi baat ...! Kash sab Hoshmandi se yeh sab jaan lein k ...Allah Taalah Ko Kahan Talshna hai...! really very Nice Thoughts ...!

            Comment


            • #36
              Re: Kahan Sey Shuru Karoon

              wow buhat achay dear :D

              Comment

              Working...
              X