Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

    bht khoob likha ha Masood bahi aap ne :)
    keep it up :)
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

    Comment


    • #32
      Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

      Pasand karney ka shukriyah Zeeshan :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

        Masood , aap buhat hassaas insaan hein, aur saafgo bhi jo key muaashary kii buraaion aur kharaabeean dekhnt aur dikhaany kii himmat rakhtey heih

        Aik Buhat Hii Achhii Tehreer

        Comment


        • #34
          Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

          very very true ........sach ka roop karwa hota hai

          Dil se jo baat nikaltee hai asar rakhtee hai
          par nahin taqatey parwaz magar rakhtee hai
          If Allah brings you to it, He will bring you through it.

          Happy moments, praise Allah.
          Difficult moments, seek Allah.
          Quiet moments, worship Allah.
          Painful moments, trust Allah.
          Every moment, thank Allah.



          Comment


          • #35
            Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

            bohat khoob yaara bolo g t um kia kia khareedogay
            kam uz kam aik jazbaat jo hamaray dil sai nikal rahay hain apa k liye yah anmol hain inhay kam uz kam koi khareednay ki jisarat nahi karsakta
            nice yara thanx for sharing :)

            Ray_0f_Hope

            Comment


            • #36
              Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

              Bohat hi khubsurat aur purdard tahreer hai.:rose
              Mind Sciences

              Comment


              • #37
                Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

                Originally posted by Masood View Post
                Yeh meri murad to nahin thi keh apney pyarey doston ko udaas kar doon, magar kya karoon? Main afsanvi duniya mein nahin rah sakta, jhooti moothi ghair-haqeeqi duniya ka jo takhayyul hamari pak-bharat ki filmon sey milta hai, woh paish nahin karna chahta - main haqaeeq ko samney rakh kar likhney ki koshish karta hoon - aur us mein mujhey apney dil ka khoon jalana parta hai - jo phir merey pyaron ki aankhon ko nam kar deta hai....



                :maan: yehi to tmaam masaael ki jarr hai keh hamein ney doosron sey muhabbat karna, khaloos rakhna chhor diya hai. Hamein apney aap key siwa kuchh nazar nahin aata, aur phir isi nafsa nafsi mein ham ney bohat kuchh kho diya hai



                Sagheer bhai aap ko tehreer achhi lagi iska shukriyah ada karoon ga, waqiye yeh tehreer merey dil ki aawaz hai, bohat roya tha dil jab yeh likhi thi... aur dil ki baat ka asar waqiye hota hai



                mehsoos yeh hota hai keh hamarey moashrey ki buniyaad DARD peh rakhi gaee hai. Ya phir issey dard-aashna kar diya geya hai. Jahan kushiyaan dhoondney sey milti hai aur dukh na chahtey huwey bhi miltey hain.....



                ..... ab aaiye in dukhoon ka baant lein :)



                Muskaan hamara bohat khokhla hai, is mein qadam qadam peh ghair-insaani salook rawa rakhey huwey bheriye miltey hain, jo apney sey kamtar ko khaa janey key liye bechain hain... iska tadaruk karna ho ga, warna baat bohat biggar jaey gi



                Shukriyah Janab aap ko pasand aai :)


                Bohat shukriyah Khan, qalam nahin keyboard :tang:



                Haan shy is duniya mein har cheez baichi aur khareedi jati hai, eeman sey ziyada badi amanat kuchh nahin, to eeman bhi baicha jata hai




                Bohat shukriyah aap ko tehreer pasand aai, kuchh tehreerein siraf alfaaz ka majmooa hi nahin hoti woh dil ko chhoo jati hain, mujhey khushi hai keh aap ko meri tehreer aisi mehsoos hui :)



                Zabardast Wallah its nice...Masood aap nay hamaray muashray per aik gahri tahreer likhi hai wallah bohot khoobsorat tajzia kia hai aap nay...waqi Yahan her koee khareedar hai aur Yeh mulk jo hamaray bazurgon nay piyar mohabat aur qurbanion say bnaya tha us ko ham logon nay Mandi bna dia hai....aap ki yeh tahreeh perhtay perhtay meree aankhon main aansoo aa gay....k ham kis mor per kharay hain...Yeh Hamara ghar hai is main ham sab ko aik family ki tarha rahna chahiey laikin ham logon ko perwah hi nahien hai...aik doosray ki tang khainchnay say fursat hi nahien...Aurat Maan hoti hai bahan hoti hai Beti hoti hai laikin ham us ko yeh maqam dainay per tyar hi nahien ,,,, main doosrat mulkon main rahnay walay log jab is mandi ka tazkara doori qomon say suntay hain tu sir sharam say jhuk jata hai...Masood Plz aap ki tahreer main aap k alfaz main Allah nay Taseer dee hai Khudara In Logon ko samjhaiey k...

                Khuda nay Us qom ki halat nahien Badli
                Na Ho Jis ko apni Halat aap Badalnay ka
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

                  100%True
                  Welldone Masood Bhai
                  its really Nice sharing :clap:
                  ~~AKS~~


                  Comment


                  • #39
                    Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

                    wow buhat achay dear :D

                    Comment


                    • #40
                      Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

                      great artical masoood bhai

                      Comment


                      • #41
                        Re: Bolo Ji Tum Kya Kya Khareedo Ge

                        Originally posted by lovelyalltime View Post
                        great artical masoood bhai
                        شکریہ لولی۔ یہ ان دنوں کی بات ہے جب ایک چھوٹا سا جملہ انسپیریشن دیتا تھا اور ایک ہی نشست میں ایسے آرٹیکل لکھ جاتا تھا۔ پسندیدگی کا شکریہ۔
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        Working...
                        X