Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

    Originally posted by AbgeenA View Post
    ye kia pakaya he akher ap ne?:garmi:
    uffffff, waqi samh nahi aayi k kya pakaya hai main ne? :(

    Comment

    • #17
      Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

      g to kal umeed hai k aap ne stove band ker diya ho gateddy
      to ab chhuri paker lain or pehle sab se sabz mirchain ki choti choti tukrrian karain or usse karahi main daal dain
      ab onion ki hasb-e-mood kaat lain, ager koi or kaam nahi hai to isse chota chota kaat lain werna poora onion k 2 piece ker k daal dain, woh khud he ghul mil jae ga, kion k onion ek bohat he jolly cheez hai sab mian ghul mil jata hai:hohe:
      ab karahi main oil daal lain, khane wala (yeh khane wala iss liya kaha hia kion keh ager main na batata to amir ne mobil oil daal lena tha). or usse garam hone rakh dain,
      shuuuuuuuuuun shuuuuuuuun shuuuuun
      jab yeh awazain aayen to onion karahi main daal dain, or khoob doyi chalain, (karahi main 372-scare), or saath saath koi acha sa gana bhi gaate jain, ager aap ki awaz achi hui to karahi bhi sureeli bana gi, werna logon k munh khud he bata dain ge k aaj phir aap ne khana theek nahi banaya,
      jab aap ko laga k onion puri tarah ghul gaya hai to ab ek ek ker k anda daalne start ker dain, or tab tak daalte jain jab tak aap ka dil kera, ab iss delicious handi main thora sa namak bhi daal lain, or dhaniya bhi.

      wah wah aap to boht mahir hain sab, kitni achi aande ki karahi bana li hai aap ne, ab khud try kerna se pehle dossron ko khila lain, ager aap ko un k chehra khane k baad bhi khush he lagain to aap bhi chakh sakte hain werna rehne dijiya ga :garmi:

      khane k baad excercise kerna mut bhooliya ga :okq:

      Comment

      • #18
        Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

        Originally posted by musaddaq View Post

        wo tu sab theek a but excersise kyon?
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment

        • #19
          Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

          shukar hai Mussadaq ki recipe ikhtataam ko pounchi :garmi:
          Tamatar dalna reh gaya shayad :garmi:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #20
            Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

            Originally posted by AbgeenA View Post
            sabit hua k apka zameer abhi zinda he:ys:
            Tumhara bhai jo hoon
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

              Musaddaq yeh tum ne acha nahi kia
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                wah wah bare sughar hain musaddaq bhai to ... ab aage bhi bataiye or kya kya bana sakte hain aap.... :)

                Comment

                • #23
                  Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                  Originally posted by jamil123 View Post
                  wo tu sab theek a but excersise kyon?
                  jamil yeh recipie itni delicious hai k jab khana strt karain to banda khata he jae, iss liya motapa se bachne k liya exercise boht zaruri hai

                  Comment

                  • #24
                    Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                    Originally posted by musaddaq View Post

                    jamil yeh recipie itni delicious hai k jab khana strt karain to banda khata he jae, iss liya motapa se bachne k liya exercise boht zaruri hai
                    waqyiii phir tu ye buhat kam ki recipie hay khas tor par jinka weight kum hay i try it but app nay anda kaha hay kya sirf aik anda dalna hay sirf ???
                    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                    Comment

                    • #25
                      Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      shukar hai Mussadaq ki recipe ikhtataam ko pounchi :garmi:
                      Tamatar dalna reh gaya shayad :garmi:
                      recipie meri hai ya tumhari

                      ab ager mian tamater daalna bhool bhi gaya hoon to koi baat nahi, ab yehi recipie hai, isse he final treat kiya jae:dance5:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Musaddaq yeh tum ne acha nahi kia
                        aanda ki karahi bana keh :think:

                        kahin tum kukar ki karahi ki aas laga keh to nahi betha hau tha:hii:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                          Originally posted by Nazia Amrin View Post
                          wah wah bare sughar hain musaddaq bhai to ... ab aage bhi bataiye or kya kya bana sakte hain aap.... :)
                          sharbat peena pasand karain gi aap :dance5:?

                          Comment

                          • #28
                            Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                            Originally posted by jamil123 View Post
                            waqyiii phir tu ye buhat kam ki recipie hay khas tor par jinka weight kum hay i try it but app nay anda kaha hay kya sirf aik anda dalna hay sirf ???
                            oh nahi yaar, jitna marzi daalna, aandoon ki koi qaid nahi hai :d

                            Comment

                            • #29
                              Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                              Comment

                              • #30
                                Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                                Originally posted by musaddaq View Post

                                aanda ki karahi bana keh :think:

                                kahin tum kukar ki karahi ki aas laga keh to nahi betha hau tha:hii:
                                Aik baar mere saath aisa he hua. Mere dooston ne mujay phone ker ke kaha ke jaldi aao Jalfrezi bana rahay hein. Mein itni dhoop mein bike le ker pohancha to unhoon ne Undoon ki jalfrezi banai hui thi
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X