Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

    Assalamalikum
    logoo is week Mussadaq kuch bana kay kheelaian gay :p
    Mussadaq aap nay apni shadi shuda zindagi kay 2,3 saloo kay career main kuch na kuch to seekha hi ho ga na :rew: to aik recipe pic's kay sath bana kay dekhian :esmile:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum
    logoo is week Mussadaq kuch bana kay kheelaian gay :p
    Mussadaq aap nay apni shadi shuda zindagi kay 2,3 saloo kay career main kuch na kuch to seekha hi ho ga na :rew: to aik recipe pic's kay sath bana kay dekhian :esmile:
    WAS,
    lo meri to jab shadi hui thi main to tab se he intehayi sughher or farmanberdaar tha, ek to logon ka hafza bohat kamzor hai, sab bhool jate hain, acha to recipie lo fer minu yaad kerne do zara, (ab doyi khane k baad ek aadh din kuch yaad nahi bhi rehta na :$)

    Comment

    • #3
      Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

      Originally posted by musaddaq View Post

      :lol: :lol: chaloo ham bhi apni yadashat ko teez kartay hain kay aap bhi kabhi sughaar howa kartay they or aap bhi aik dooi or kha kay yadshaat teez karoo or acha acha khana banain :rew:
      begum say na banwana khud banana hai acha , cheating nahi karni :rew:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

        Musaddaq jaldi se kisi halaal cheez ki recipe post ker de
        :thmbup:

        Comment

        • #5

          Aaaande ki Karahi:dance5:
          to dosto aaj hum aande ki karahi banani seekhain ge,
          iss special dish k liye aap keh paas aande ka hona bohat zaruri hai,
          sab se pehle karahi ko dho lain or jalne wale logon ki nazar se bhi duur rakhain, or sab ki nazroon se bachaa k stove pe rakh dain, ab machis pakrain or ager aap k ghar ki gas aa rahi hai to stove ko foran jala lain, or ager Gas nahi aa rahi to phir bahir hawa khauri karain or gas k aane ka intezar kerain :hii:
          ab stove k jalne k baad uss ki aanch kam rakhain bcoz abhi aap ne karahi main to kuch dala he nahi, iss liye kahin karahi ka painda munda sialkoti ki tarah jal na jae, or shuuun shuun ki awazain na strt hon jain jaise jalne k baad fari ki nikalti hain:hohe:,

          oh sorry ab stove band ker dain bcoz abhi aande ki karahi ka samaan jo iss delicious dish mian daalna hai woh to tyar he nahi kiya 372-scare

          lain g hum ne aakhir kaar apni pehli dish banani seekhna strt ker he diya,

          aaj k liye itna seekhna he kaafi hai ab aanchal tum jitni sust raftar ho, kahin yeh na ho keh mian ziada sikha doon or tumhain samjh na aaye,
          iss liye dosto baqi ki karahi hum kal phir seekhain ge :dance2:

          Comment

          • #6

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Musaddaq jaldi se kisi halaal cheez ki recipe post ker de
            yaar tu dekh kitna pyar hai tujh se mujhe, main ne dish banani strt ker he di hai

            Comment

            • #7
              Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

              Originally posted by musaddaq View Post
              Aaaande ki Karahi:dance5:
              to dosto aaj hum aande ki karahi banani seekhain ge,
              iss special dish k liye aap keh paas aande ka hona bohat zaruri hai,
              sab se pehle karahi ko dho lain or jalne wale logon ki nazar se bhi duur rakhain, or sab ki nazroon se bachaa k stove pe rakh dain, ab machis pakrain or ager aap k ghar ki gas aa rahi hai to stove ko foran jala lain, or ager Gas nahi aa rahi to phir bahir hawa khauri karain or gas k aane ka intezar kerain :hii:
              ab stove k jalne k baad uss ki aanch kam rakhain bcoz abhi aap ne karahi main to kuch dala he nahi, iss liye kahin karahi ka painda munda sialkoti ki tarah jal na jae, or shuuun shuun ki awazain na strt hon jain jaise jalne k baad fari ki nikalti hain:hohe:,

              oh sorry ab stove band ker dain bcoz abhi aande ki karahi ka samaan jo iss delicious dish mian daalna hai woh to tyar he nahi kiya 372-scare

              lain g hum ne aakhir kaar apni pehli dish banani seekhna strt ker he diya,

              aaj k liye itna seekhna he kaafi hai ab aanchal tum jitni sust raftar ho, kahin yeh na ho keh mian ziada sikha doon or tumhain samjh na aaye,
              iss liye dosto baqi ki karahi hum kal phir seekhain ge :dance2:
              Yeh anday ki karahi aglay 4, 5 din tak to ban jaye gi na? Kahin aisa na ho ke 21 din laga do aur anday se choozay he nikal aaein :shyy:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Yeh anday ki karahi aglay 4, 5 din tak to ban jaye gi na? Kahin aisa na ho ke 21 din laga do aur anday se choozay he nikal aaein :shyy:
                yaar fer ki hoya, hum chooza k bada hona ka intezar ker lain ge or phir ek e baar kukarr ki karahi khain ge :dance:

                Comment

                • #9
                  Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                  mussadaq u b munday ki trah nikammay hi sabit hue
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                    Originally posted by saraah View Post
                    mussadaq u b munday ki trah nikammay hi sabit hue
                    Dekho saraah sabar ka phul meetha hota he. Wo tumhein meethi karahi khilaaye ga cheeni wali
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                      Ghar mein jalfreezi ban rahi thi to mein sooch raha tha ke camera le ker pohanch jaoon aur recipe pooch ke yahan post ker doon phir mere ander ke sheetan ne kaha ke ub itna bhi sheetan na ban apni banai hui cheez he post kerna :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        Aaaande ki Karahi:dance5:
                        to dosto aaj hum aande ki karahi banani seekhain ge,
                        iss special dish k liye aap keh paas aande ka hona bohat zaruri hai,
                        sab se pehle karahi ko dho lain or jalne wale logon ki nazar se bhi duur rakhain, or sab ki nazroon se bachaa k stove pe rakh dain, ab machis pakrain or ager aap k ghar ki gas aa rahi hai to stove ko foran jala lain, or ager Gas nahi aa rahi to phir bahir hawa khauri karain or gas k aane ka intezar kerain :hii:
                        ab stove k jalne k baad uss ki aanch kam rakhain bcoz abhi aap ne karahi main to kuch dala he nahi, iss liye kahin karahi ka painda munda sialkoti ki tarah jal na jae, or shuuun shuun ki awazain na strt hon jain jaise jalne k baad fari ki nikalti hain:hohe:,

                        oh sorry ab stove band ker dain bcoz abhi aande ki karahi ka samaan jo iss delicious dish mian daalna hai woh to tyar he nahi kiya 372-scare

                        lain g hum ne aakhir kaar apni pehli dish banani seekhna strt ker he diya,

                        aaj k liye itna seekhna he kaafi hai ab aanchal tum jitni sust raftar ho, kahin yeh na ho keh mian ziada sikha doon or tumhain samjh na aaye,
                        iss liye dosto baqi ki karahi hum kal phir seekhain ge :dance2:
                        ye kia pakaya he akher ap ne?:garmi:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Ghar mein jalfreezi ban rahi thi to mein sooch raha tha ke camera le ker pohanch jaoon aur recipe pooch ke yahan post ker doon phir mere ander ke sheetan ne kaha ke ub itna bhi sheetan na ban apni banai hui cheez he post kerna :shyy:
                          sabit hua k apka zameer abhi zinda he:ys:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                            Originally posted by saraah View Post
                            mussadaq u b munday ki trah nikammay hi sabit hue
                            haan buss hum dono tum pe chala gaya hian :dance:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Weekly Recipe.....Mussadaq : p :p :p

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Dekho saraah sabar ka phul meetha hota he. Wo tumhein meethi karahi khilaaye ga cheeni wali
                              yaar jitni yeh karrwi haina, isse meetha ka pata bhi nahi lagna,

                              Comment

                              Working...
                              X