Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yes /no

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Yes /no

    Yes........... wajuhat sab en btaa di hain. wese mum se zada aap kisi per aitebar ker bhi nahi saktey.
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Yes /no

      Originally posted by khan
      AOA,

      Maan achi dost meri zati rahye lain to maan aik hamdard dost hai maan aap ki har baat har wo cheez jis se aap ko koi noksaan ponchne ka khadasha ho apne zime laiti hai har baat ka khaiyaal arkhti hai khud bokhi rahye gi bache ko bokha na chore gi maan aik ahsa dost hai jo har waqt aap k liye dua karta hai maan aap ki baat jo aap k haq main nain b hoti aap ko acha kahti hai to sab se acha dost maan na ho gi to aur ahsa kon ho ga itna paiyaar kon de ga mere liye to maan ho sakti hai baki sab ki apni rahye hai :)


      Sohail Abbasi.
      umm ap ki baat say 100 % agree hon main bhe :rose
      aik adha (mager) kay sath :p

      Comment


      • #18
        Re: Yes /no

        Originally posted by barg.e.gul
        aik lerki bohot achey points hien tumharey:thmbup:

        aur phir debate ka ikhteymaam kaisey hua

        yani voting kis key haq mey hui is topic key against mey ya favour mey?
        Thankx Gul :D:

        Vo to obviously favour main he zada votes thay:embarasse
        ..but mujhy 4 points & debate per (best debater) ka prize mila:eye:

        Comment


        • #19
          Re: Yes /no

          Originally posted by Saima Shaheen
          Yes........... wajuhat sab en btaa di hain. wese mum se zada aap kisi per aitebar ker bhi nahi saktey.
          Haan Bilkul sahe ..:rose

          Comment


          • #20
            Re: Yes /no

            Originally posted by aik_lerki
            Thankx Gul :D:

            Vo to obviously favour main he zada votes thay:embarasse
            ..but mujhy 4 points & debate per (best debater) ka prize mila:eye:
            good

            bohot Mubarak ho :rose

            votes waqai fav. mey hi jaaney they ... aik Mother ko apni beyti ki best hona chahiye...leykin exceptions do exist :)
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: Yes /no

              Originally posted by barg.e.gul
              good

              bohot Mubarak ho :rose

              votes waqai fav. mey hi jaaney they ... aik Mother ko apni beyti ki best hona chahiye...leykin exceptions do exist :)
              Thankx Gul :D:
              umm Right :)

              Comment


              • #22
                Re: Yes /no

                Yes per aj kal ke ladkyion ke lehaaz saa maan ko kafi Thanday dil o demag se beti ko handle kerna hoo gaa ..
                resons.. agher beti (ultra mode) ho aur ami ( normal ) hon tu ami bechari tu .. ser pakd ker beth jain ge..hahahah
                just joiking

                Yes .. ho sakti hai aur aisa he hona chahiya
                Zaid Hammid on Sawat War..
                A must Watch..

                Comment


                • #23
                  Re: Yes /no

                  salam,yes ham share ker saktay hain per jis terhan frank ho kay apni friends kay sath kertay hain us terhan nahi kion ami kay sath aik adab ahtaram ka rishta bhi hota hay iss liay bat kertay huway in baton ko soch kay bolan perta hay jab kay friends kay sath mazaq mazaq main bat ho jati hay phir bhi jitna acha mashwara ami day sakti hain dunia ka our koi rishta nahi day sakta,,, so share kerna chahiy kion kay un say berh kar aap ka mukhlis our koi nahi,,,,

                  Comment


                  • #24
                    Re: Yes /no


                    resons.. agher beti (ultra mode) ho aur ami ( normal ) hon tu ami bechari tu .. ser pakd ker beth jain ge..hahahah
                    just joiking
                    :tauba

                    Originally posted by tauseeftariq
                    Yes per aj kal ke ladkyion ke lehaaz saa maan ko kafi Thanday dil o demag se beti ko handle kerna hoo gaa ..


                    Yes .. ho sakti hai aur aisa he hona chahiya

                    umm Haan .Right :)

                    Comment


                    • #25
                      Re: Yes /no

                      Originally posted by simra
                      salam,yes ham share ker saktay hain per jis terhan frank ho kay apni friends kay sath kertay hain us terhan nahi kion ami kay sath aik adab ahtaram ka rishta bhi hota hay iss liay bat kertay huway in baton ko soch kay bolan perta hay jab kay friends kay sath mazaq mazaq main bat ho jati hay phir bhi jitna acha mashwara ami day sakti hain dunia ka our koi rishta nahi day sakta,,, so share kerna chahiy kion kay un say berh kar aap ka mukhlis our koi nahi,,,,
                      w/salam Simra
                      Bilkul sahe .. :D: aap ki baat say totally agree hon mai ..:rose

                      Comment

                      Working...
                      X