Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
shadi say pehlay kay scandals
Collapse
X
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by Aanchal View Postoye kia hoo gia hai
aap bhi comments daian :D:
me ki is topic per buhat se logon se behas ho chuki hai magar fayda kuch nahi hota , buraii apni jaga qayem hi rehti hai.......aise maslon ko khatam karne k lye pehle uska origion talaash karna parta hai phir us ko khatam karne ki tadbeer sochi jaati hai.........sirf comments dene se kuch nahi hota......
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by Mr.Khan View Post:embarasse
me ki is topic per buhat se logon se behas ho chuki hai magar fayda kuch nahi hota , buraii apni jaga qayem hi rehti hai.......aise maslon ko khatam karne k lye pehle uska origion talaash karna parta hai phir us ko khatam karne ki tadbeer sochi jaati hai.........sirf comments dene se kuch nahi hota......
chalian sab is baat ko mantay hain na kay yeh ghalat hai ..
ab baat yeh kay aisa kio hota hai or kia nuqsaanat hotay hain humye logoo ko aware karna chye ...takay jo loog aisai cheezoo main mulwis hain zara dosroo ka anjaam deekh kay sudher jaian :D:
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by Aanchal View Postham nay to pehli baar yeh topic shuru kia hai ham say to behas nahi ki na :D
chalian sab is baat ko mantay hain na kay yeh ghalat hai ..
ab baat yeh kay aisa kio hota hai or kia nuqsaanat hotay hain humye logoo ko aware karna chye ...takay jo loog aisai cheezoo main mulwis hain zara dosroo ka anjaam deekh kay sudher jaian :D:
ab ye insaan k haath me hai k woh kis cheez ko kis way me use kare......
pehle ke zamaane k mujhy kuch ilam nahi.......scandals us waqt b bante thay magar woh phir b limited thay ....... aatay me namak k barabar.....
magar aaj k dour (periods) me is maslay k graph ka barhna hamari modern technology hai jis me Mobile phones , internet qabil-e-zikar hai....
mai is maslay per larkay ya larki kisi ek ko zimedaar nahi theraaon ga .....
kyun k taali hamesha dono haathon se bajti hai
Buraii hamary under hai......
Hum apne mazhub se dooor ho chuke hen..
Hamara eemaan kamzoor ho chuka hai....
Dunya ki rangeeniyon me gum ho kar sahi or ghalat ki pehchaan bhool chuke hen........
Bus yahi waja hai ke mau'shray me aisi buraii janam leti hen
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Walikumsalam
Nice topic aanchal de :rose
ab jahan tak scandals ki baat hai to mere khayal se apka agar koi past hai to apko apne life partn3r ko phele he bata dena chaye....takey shadhi ke baaad agar unko pata chale koi masla na ho na he koi apki life pe aff3ct ho...
Aur past k3 sath to hum reh nahi skate na...agar past ke sath rahienge we can't move our life aur jab tak ap mov3 nahi karienge life kese guzregi??????
AUr maafi ki baaat to insaaan jab maaf karta hai to scahe dil se he maaaf karta hai..uske baaad apke dil mei koi baaat rahe uska sawal paidah nahi hota....agar mafi ke baad bhi apke dil mei koi shak ya koi baaat hai to phir ye kesi maffi hai?????
Husband and wif3 ka relation trust pe sachayi p3 understanding pe he qayim hai....and its b3tt3r to t3ll th3 truth to tht p3rson:thmbup:after all apko unke sath poori life guzarni haiteddy
theek hai na reply???:S:embarasse
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Aur yesss agar apke batane ke baaad wo insaaan agree na ho aur apke parents force karien to wahan shadhi nahi karni chaye....ye apne pyuon pe kulhari marn3 wali baaat hogi...shadhi karke life kharab kar lena....isse acha hai ap na he karien...
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Assalam O Alaikum,
scandals aur shadi hmm
mery khayal mai agar larka aur larki shadi karahay hay tho
is ka matlab hay k woh ek nai zindagi shoro karahay hain.
nai zindagi ka matlab yehi hona chahiyee k mazi khatam
agar husband aur wife ek dosrey sey piyar kartey ho ek dosrey
kay jazbaat ka aitiram kartey ho caring ho tho tho un k darmiyan
khud ba khud aitibaar kaim hoga.
ab dekay larai kab shoro hoti hay agar husband aur wife ko reshtay
mai kami mehsos ho ya woh yeh dekay k dono mai sey ek kisi aur taraf
mahil hay tab dilo mai ranjishey paida hongi agar husband aur wife yeh muqa
hi na dey k dilon kuch ghalat chez aye tho zindagi araam sey guzrey gi.
agar Dono mai sey kisi scandal k barey mai pata chaley lakin agar woh yeh dekay k
mera husband ya meri wife muj sey mukhkis hay aur piyar karta hay ya karti hay tho
muje yaqen hay k woh us scandal ko bhool jaiga ya bhool jaigi.
jaha taq mauf karney ka sawal hay tho tho insan ko sochna chahiye
k agar woh kisi sey piyar karta tha tho us waqt mai us ki life mai nahi thi
ab agar shadi k baad bhi woh kisi aur k sath tho phir zahir hay larna chahiyee.
mauf karna Allah swt ki sift hay tho har insan ko apney ander yeh sift paida karni chahiyee jab Allah swt humay mauf Karta hay tho phir hum kia chez hay.
dil sey mauf karna chahiyee
ab agar koi larka kisi larki sey piyar karta ho lakin woh larki serious na ho piyar mai
aur woh larka kahi aur shadi karey aur phir apni biwi sey piyar karey tho us ko biwi k
roop mai sacha piyar mila hay tho ap bataee is mai larkey ka kia kasoor hay.
tho pls zindagi ek baar milti hay piyar sey aur izzat sey guzarni chahiyee agar
kisi sey mazi mai koi ghalti ki ho aur woh sharminda ho tho us k sath nai shorowat karni chahiyee mazi ko bula dena chahiyee
agar koi kisi sey piyar karta tha ya karti thi tho piyar ho hi jata tha koi koi jan boj kar nahi karta agar koi flirt karta tha aur shadi k baad woh sharminda ho tho wife ko chahiye ko mauf kar dena chahiyee ha agar woh shadi k baad bhi baaz na aye woh alag baat hay
agar koi flirt shadi k baad bhi karey tho agar wife larey tho koi prob nahi muje yaqen hay k agar woh flirt ka hosla rakta hoga tho yaqenan larney jagarney ka bhi hosla rakta hoga
akhir mai yehi baat kahongi k shadi nai zindagi ki shorowat hay isey nayee sirey sey shoro karna chahiyee jaha mazi ki jaga na ho shadi ek mohabat o izzat sey barey aur paak reshtey ka naam hay tho zehan aur dil paak Kar k aghaz karna chahiyee.
wasalam
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Assalamalikum
Is Thread Main Jis Topic Pay Baat Karian Gay Wo Hai Kay Shadi Say Pehlay Larka Hoo Ya Larki Kafi Tadaad Aisi Hoti Hai Jo Apnay Scandals Banwa Leytay Hian ....or Pher Shadi Kay Bad Yehi Scandlas Un Ki Shadi Tootnay Kay Bhi Zimmdaar Hotay Hian :)وعلیکم السلام بہت عمدہ ٹاپک شروع کیا آپ نے سو مبارکباد وصول کیجئے
To Sawaal Yeh Hai Kay Jab Yeh Sab Ghalat Hai To Loog Aisi Cheezoo Main Kio Involve Hotay Hian ?اول تو مجھے ایسا ہر سوال ہی خاصہ مضحکہ خیز لگتا ہے کہ جس میں کسی بھی معاشرے میں پنپتی ہوئی کسی بھی بُرائی کہ بارے میں اس لحاظ سے سوال کیا گیا ہو کہ لوگ برائی کو برائی سمجھتے ہوئے بھی اس پر عمل پیرا کیوں ہوتے ہیں ؟ ایسے موقعوں پر مجھے کیوں خاصی مضحکہ خیز لگتی ہے لیکن اگر ایسے سوال سے مقصود ان وجوہات کو جاننا ہو کہ جن کہ باعث کسی بھی معاشرے میں کوئی بھی برائی جڑ پکڑ کر پھیلنا شروع ہوجاتی ہے تو بلاشبہ ایسی وجوہات کو جاننے کہ لیے کیوں کا استعمال جائز ہے مگر تاہم یہ میری ذاتی رائے ہے اور مجھے اس کی قطعیت پر کوئی اصرار نہیں ۔ ۔۔
Agar Koi Banda Pasand Hai To Pher Usi Say Shadi Karian Pher Peechay Na Hatian ..bajye Is Kay Kay Saloo Saal Us Say Scandals Banwa Kay Shadi Kisi Or Sayہاہاہاہاہہا یہ بھی خوب کہی یعنی آپ کو اصل اعتراض شادی سے پہلے اسکینڈل بنوانے پر نہیں بلکہ اس پر ہے کہ جس کہ ساتھ اسکینڈل بن جاتا ہے پھر اس کہ ساتھ شادی کیوں نہیں کی جاتی ۔ ۔ ۔ ۔
hamrai Zindagi Main Sirf Aik Hi Banda Hona Chayeآپ اپنا سوال واضح کردیں تو سب کا بھلا ہوجائے گا کہ آخر آپ اصل میں چاہتی کیا ہیں ؟ کیا آپ اس مسئلہ پر گفتگو چاہتی ہیں کہ شادی سے پہلے اسیکنڈل کیوں بنتے ہیں (وجوہات) یا پھر آپ اس مسئلہ پر گفتگو چاہتی ہیں کہ اسکینڈل تو ٹھیک ہیں مگر شادی فقط اسکینڈل زدہ شخصیت کہ ساتھ ہی کرنی چاہیے کم از کم آپ کا آخری یہ جملہ کہ ہماری زندگی میں ایک ہی بندہ ہونا چاہیےتو اسی بات کا غماز ہے کہ آپ کو اصل اعتراض اسکینڈل کہ بننے پر نہیں بلکہ اسکینڈل کہ بن جانے کہ بعد مزکورہ شخصیت کہ ساتھ شادی کہ نہ ہونے پر ہے ۔ ۔ ۔ ؟Last edited by aabi2cool; 25 December 2008, 17:29.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by aabi2cool View Postwazahat kardeen to baqi bateeeen bad main karta hon
baat to mere wazeha hai jo kaha hai main nay :lpop:
aik hi banday say muraad jis say shadi hoo jaye yani husband..
Comment
-
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by <<Muqadas>> View Posthehheeeh anchal:D:
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by aabi2cool View Postوعلیکم السلام بہت عمدہ ٹاپک شروع کیا آپ نے سو مبارکباد وصول کیجئے
اول تو مجھے ایسا ہر سوال ہی خاصہ مضحکہ خیز لگتا ہے کہ جس میں کسی بھی معاشرے میں پنپتی ہوئی کسی بھی بُرائی کہ بارے میں اس لحاظ سے سوال کیا گیا ہو کہ لوگ برائی کو برائی سمجھتے ہوئے بھی اس پر عمل پیرا کیوں ہوتے ہیں ؟ ایسے موقعوں پر مجھے کیوں خاصی مضحکہ خیز لگتی ہے لیکن اگر ایسے سوال سے مقصود ان وجوہات کو جاننا ہو کہ جن کہ باعث کسی بھی معاشرے میں کوئی بھی برائی جڑ پکڑ کر پھیلنا شروع ہوجاتی ہے تو بلاشبہ ایسی وجوہات کو جاننے کہ لیے کیوں کا استعمال جائز ہے مگر تاہم یہ میری ذاتی رائے ہے اور مجھے اس کی قطعیت پر کوئی اصرار نہیں ۔ ۔۔
ہاہاہاہاہہا یہ بھی خوب کہی یعنی آپ کو اصل اعتراض شادی سے پہلے اسکینڈل بنوانے پر نہیں بلکہ اس پر ہے کہ جس کہ ساتھ اسکینڈل بن جاتا ہے پھر اس کہ ساتھ شادی کیوں نہیں کی جاتی ۔ ۔ ۔ ۔
آپ اپنا سوال واضح کردیں تو سب کا بھلا ہوجائے گا کہ آخر آپ اصل میں چاہتی کیا ہیں ؟ کیا آپ اس مسئلہ پر گفتگو چاہتی ہیں کہ شادی سے پہلے اسیکنڈل کیوں بنتے ہیں (وجوہات) یا پھر آپ اس مسئلہ پر گفتگو چاہتی ہیں کہ اسکینڈل تو ٹھیک ہیں مگر شادی فقط اسکینڈل زدہ شخصیت کہ ساتھ ہی کرنی چاہیے کم از کم آپ کا آخری یہ جملہ کہ ہماری زندگی میں ایک ہی بندہ ہونا چاہیےتو اسی بات کا غماز ہے کہ آپ کو اصل اعتراض اسکینڈل کہ بننے پر نہیں بلکہ اسکینڈل کہ بن جانے کہ بعد مزکورہ شخصیت کہ ساتھ شادی کہ نہ ہونے پر ہے ۔ ۔ ۔ ؟
غمازkia matlab hai iska
Comment
-
Re: shadi say pehlay kay scandals
Originally posted by Aanchal View Post:lol or tumhay kia funny lag raha hai is main?:D
aap logoo ko funny kia lag raha hai is main jo itna haha hoo rahi hai :mm:
abbi ka yeh abhi aur wazahat baqi hai:khi:
wazahat kardeen to baqi bateeeen bad main karta hon
Comment
Comment