Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

    Originally posted by Pakiza View Post
    Assalam alikum kuriyon
    Originally posted by Pakiza View Post
    kesi hain sab aur Ramadan kesey guzar rahey hain
    aj jo baat karney ja rahi hoon uss ka direct taaluq kitchen aur kuriyon se hai iss lein yahan thread lagaya
    WalikomAssalam:eye:
    Muj k ramzan Allah ka shuker bohat achy guzar ry hain .. :)

    ramadan main aksar log jaldi main kaam kartey hain kitchen main
    aur jaldi jaldi main kia kuch hojata hai ye ap sab se behtar kon jan sakta hai
    :hehe: :hehe:
    haan jo kitchen main kaam nai kartin wo kia janey khaney ki tabahi ka suad

    Exactly :p

    haan tu ap sab ne bas yehi batana hai ke ab tak kitni dishes aur pakwan ko tabah kia ja chuka hai
    aur uss tabahi ka kia asar hua

    sach sach dasna sab ki sab
    Kitna secret question pocha hai
    :bhago:
    chupke se batati hon .. pahly to la tadad pakwan mery hatho tabah hoty hain aur phir ma hoti thi aur mama ki soperb se dant :p mager ab ma sugher bachi ban gae hon ..
    ab kuch tabah kaarya nae machati :p
    Last edited by aik_lerki; 8 September 2008, 04:15.

    Comment


    • #17
      Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

      Originally posted by aik_lerki View Post
      WalikomAssalam:eye:
      Muj k ramzan Allah ka shuker bohat achy guzar ry hain .. :)


      :hehe: :hehe:

      Exactly :p


      Kitna secret question pocha hai
      :bhago:
      chupke se batati hon .. pahly to la tadad pakwan mery hatho tabah hoty hain aur phir ma hoti thi aur mama ki soperb se dant :p mager ab ma sugher bachi ban gae hon ..
      ab kuch tabah kaarya nae machati :p
      in latadad stories main se aik do hum ko bhi sunain na:D

      Comment


      • #18
        Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

        Originally posted by miss sng View Post
        is terha to hota he hay but...

        app apni baat ko acha khasa gool matool kar gai hain....
        zara detail mein dasein na :wk
        apni kia kia sunaon dearo
        kabhi kabhi tu amma jani kehti hain ke me ko kitchen main hi lock kar dein
        taake jab bhi main kuch pakaon tu me ko kitchen se 1 second ke lein bhi bahar na jana parey:embarasse
        kal bhi me ne salan laga diya tha 372-shock

        Comment


        • #19
          Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

          kia mujhe andar a kar kuch kahne ki ijazat he ya bahar se hi kahna hoga? sorry to ask

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #20
            Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

            Originally posted by SherAli View Post
            kia mujhe andar a kar kuch kahne ki ijazat he ya bahar se hi kahna hoga? sorry to ask
            ye kuryon ka elaqa hai u bhagin yahan se

            Comment


            • #21
              Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

              Originally posted by Pakiza View Post


              aj me ke saath aik chunni munni si tabahi hogai thi:blush:
              hum chawal dam pe rakh ke bhool gaey thy:D
              magar shukar hai ammi ke dekhney se pehley hi me ko yaad aagaya
              lol @ ami key deykhney sey pehley

              Mey ab kuch bhi rakh ker timer laga deyti huN...leykin kabhi kabhi aeysa bhi hota hai like key ..aik baar cake bake kerney key liye rakha aur time bhi laga diya magar pre-heated oven mey rakha tha tau oven ki heat kam kerna bhool gai :$ ...abhi sirf 5 min. guzrey they key kichten sey bohot payari si ..cake jalney ki khush boo ayi LOL....phir hua ye key mey ney kitchen ka darwaza sab sey pehley band kiya ta key baki ghar mey koi khushboo koi dhuwan :$ na pheyley....phir khirki khauli ...exhaust chalaya.... aur na poocho bas..... aur ye sab iss liye kiya ta key ami key kitchen mey aaney sey pehley mey zara halat control ker sakuN :$ :P

              baqi Ramzan mey Alhumdulillah koi tabahi nahi machti kyun key by the time mey ghar aaoN sab Ammah ker chuki hoti heiN ...mey bas un ki side help kara deyti huN :-)
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: Ramadan...pakwan....aur...tabahi...:D

                Originally posted by Xenya View Post
                lol @ ami key deykhney sey pehley

                Mey ab kuch bhi rakh ker timer laga deyti huN...leykin kabhi kabhi aeysa bhi hota hai like key ..aik baar cake bake kerney key liye rakha aur time bhi laga diya magar pre-heated oven mey rakha tha tau oven ki heat kam kerna bhool gai :$ ...abhi sirf 5 min. guzrey they key kichten sey bohot payari si ..cake jalney ki khush boo ayi LOL....phir hua ye key mey ney kitchen ka darwaza sab sey pehley band kiya ta key baki ghar mey koi khushboo koi dhuwan :$ na pheyley....phir khirki khauli ...exhaust chalaya.... aur na poocho bas..... aur ye sab iss liye kiya ta key ami key kitchen mey aaney sey pehley mey zara halat control ker sakuN :$ :P

                baqi Ramzan mey Alhumdulillah koi tabahi nahi machti kyun key by the time mey ghar aaoN sab Ammah ker chuki hoti heiN ...mey bas un ki side help kara deyti huN :-)
                haey bechara cake :khi:

                Comment

                Working...
                X