Assalam alikum kuriyon
kesi hain sab aur Ramadan kesey guzar rahey hain
aj jo baat karney ja rahi hoon uss ka direct taaluq kitchen aur kuriyon se hai iss lein yahan thread lagaya
ramadan main aksar log jaldi main kaam kartey hain kitchen main
aur jaldi jaldi main kia kuch hojata hai ye ap sab se behtar kon jan sakta hai 372-haha
haan jo kitchen main kaam nai kartin wo kia janey khaney ki tabahi ka suad:D
haan tu ap sab ne bas yehi batana hai ke ab tak kitni dishes aur pakwan ko tabah kia ja chuka hai
aur uss tabahi ka kia asar hua:hhh:
sach sach dasna sab ki sab

Comment