Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

need Achaar recipe

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: need Achaar recipe

    Originally posted by *Rida* View Post
    hmaray haaN matti kay martaban mein banta hai achaar...
    aur smell na ho us kay liye aap jis paani mein sabziyaaN ubalain specially mooli...ya aisi sabziyaaN jis say smell honay ka khatra ho tu us kay paani ko phaink dain.....aur alag say sada pani dalain achaar mein.....
    main nay gajar ka banaya tha ...sirf aik hi sabzi dali the
    ab aam ka irada hai .....Allha karay theek ban jaye :dua
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: need Achaar recipe

      Originally posted by *Rida* View Post
      aur haan ...kafi din rakhnay kay doran isi hilatay julatay rehtay hain take fungus na lag jai....
      han hilana chaye .....mitti ka bartan mery paas nahi hai ..sheshay walye main hi try karoun gee..
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: need Achaar recipe

        Originally posted by Aanchal View Post
        han hilana chaye .....mitti ka bartan mery paas nahi hai ..sheshay walye main hi try karoun gee..
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: need Achaar recipe

          shail kinray to Reet ka bartan banye ga :D
          woh hoo ga Reeteela achaar :kr:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: need Achaar recipe

            Originally posted by Aanchal View Post
            shail kinray to Reet ka bartan banye ga :D
            woh hoo ga Reeteela achaar :kr:
            :lol

            phir na banao :$

            why dont you order Multani mitti ka bartan :P
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: need Achaar recipe

              Originally posted by Aanchal View Post
              assalamalikum
              logoo mujhay achaar ki recipe chaye ...mujh say achaar kabhi sahi nahi bana
              is main hota to youn hai kay sabzian waghera sirkay main mix kar kay bottel main dal deytay hian ....lekan masla yeh hai kay bottel main kuch dinoo bad smell a jati hai :donno:

              achaar kay leye koon si bottel use karni chaye ? main nay sheshay wali ki the or dhakan bhi band rekha tha ...


              or dosri cheez lassi say kisi ko Dahi banana ata hai ...kay lassi or doodh ki kitni quantity honi chaye ?:mm:

              Walaikum ASsalam..

              Ahem.. Pehlay Yeh Bataiye K Achaar Kis Ka Daalna Hai ?? ;/

              Abt Lassi Se Dahi.. Lassi Se Dahi To Banaani Nahi Aati.. Lekin BaatoN Se Dahi ..........

              Khush RaheN :)
              Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
              Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

              Comment


              • #22
                Re: need Achaar recipe

                Originally posted by alwaysalone View Post

                Walaikum ASsalam..

                Ahem.. Pehlay Yeh Bataiye K Achaar Kis Ka Daalna Hai ?? ;/

                Abt Lassi Se Dahi.. Lassi Se Dahi To Banaani Nahi Aati.. Lekin BaatoN Se Dahi ..........

                Khush RaheN :)
                ye to sara sar baatoN ka achaar ho gaya :P

                Meyra khayal hai achaar fruits or sabzi ka dalta hai literaly aur Aanchal ney bhi yahi achaar daalna hai :mm:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                Working...
                X