Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

need Achaar recipe

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • need Achaar recipe

    assalamalikum
    logoo mujhay achaar ki recipe chaye ...mujh say achaar kabhi sahi nahi bana
    is main hota to youn hai kay sabzian waghera sirkay main mix kar kay bottel main dal deytay hian ....lekan masla yeh hai kay bottel main kuch dinoo bad smell a jati hai :donno:

    achaar kay leye koon si bottel use karni chaye ? main nay sheshay wali ki the or dhakan bhi band rekha tha ...

    or dosri cheez lassi say kisi ko Dahi banana ata hai ...kay lassi or doodh ki kitni quantity honi chaye ?:mm:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: need Achaar recipe

    Originally posted by Aanchal View Post

    Walaikum Salam
    jo sirkay mai achar banta hai..........us ke recipe pata tu hai kisi chef nay bataye the bt abhi tak banaya nahi...........equal quantity of vineger and water....is ko boil karein is mai pher sabzi dalein like carrot , cucumber...pher thora pakaein jab color thora change honay lagay jaisay achaar ka hota hai.....tu band kar kay bottle mai daal lein......ussay thanda kar kay serve kia jaa sakta hai.....:D:

    dosra llasi say dahi bananay ka nahi pata....:donno:
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: need Achaar recipe

      Originally posted by Wafa View Post

      woh sirkay wali hoti hai na ...ya oil wali bhi hoti hai .....kay sari cheezian mix kar kay aik bottel main daal deytay hian ....pher kuch din bad woh ban jata hai ....sarsoun ka oil bhi daltay hian ...

      lekan bottel kasi honi chaye yeh pata karna hai :cc:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: need Achaar recipe

        shayad matii kay bartan main bantay houn gay tab sahi banta hoo ga :mm:

        • #5
          Re: need Achaar recipe

          aap pani walay achaar ka poch rahi hain ......sabziyaaan aur pani hota hai jis mein.....
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #6
            Re: need Achaar recipe

            Originally posted by Aanchal View Post
            shayad matii kay bartan main bantay houn gay tab sahi banta hoo ga :mm:

            :khi:meri ammi banati ha Oil wala achar yummy hota ha:lpop: us kay liya zarori nahi miti ka hi bartan ho ......sheshay ki bhi botttles ho sakti ha jin kay oper dhakan bilkul tight ho warna us ma hawa jay tu ulli lag jati ha aur na oil kam ho jay tu bhi lag jati ha !
            is ma mustard oil dalta ha mai pori pouch kar batao gi recipe:khi:

            Comment

            • #7

              jee miti ke bertan use kiye jatay hain...meri dadi ami pak mai banati thi..tu humesha miti ka bertan use kerti thiii...or i think uper kapra bandha kerti thiin...per tight kisam kaa...

              hmmm mai un se poch ker bataon giii..:D

              Comment

              • #8
                Re: need Achaar recipe

                Originally posted by *Rida* View Post
                aap pani walay achaar ka poch rahi hain ......sabziyaaan aur pani hota hai jis mein.....
                donoo hi kharab hoo gay they
                masla vohi hota hai na kay bottel main daal kay rekh do to smell a jati hai 2 din main hi ..jabkay isay kafi din rekhna parta hai pher ja kay banta hai yeh
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: need Achaar recipe

                  Originally posted by Fari View Post
                  :khi:meri ammi banati ha Oil wala achar yummy hota ha:lpop: us kay liya zarori nahi miti ka hi bartan ho ......sheshay ki bhi botttles ho sakti ha jin kay oper dhakan bilkul tight ho warna us ma hawa jay tu ulli lag jati ha aur na oil kam ho jay tu bhi lag jati ha !
                  is ma mustard oil dalta ha mai pori pouch kar batao gi recipe:khi:
                  chaloo ammi say poori recipe poouch kay batana :eye:

                  main nay bhi to sheshay ki bottel use ki the ...or dhakan tight hi tha .....kia dhakan bilkul bhi kholna hota jab tak woh poora na baj jaye? or isay kisi garam jaga rekhna hota hai na ?? main nay cupboard main rekha tha kitchen ki ...
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: need Achaar recipe

                    Originally posted by Lagan View Post
                    jee miti ke bertan use kiye jatay hain...meri dadi ami pak mai banati thi..tu humesha miti ka bertan use kerti thiii...or i think uper kapra bandha kerti thiin...per tight kisam kaa...

                    hmmm mai un se poch ker bataon giii..:D
                    chaloo poouch kay batana :eye:

                    ab ki baar achaar bana kay hi choroun gee
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: need Achaar recipe

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      woh sirkay wali hoti hai na ...ya oil wali bhi hoti hai .....kay sari cheezian mix kar kay aik bottel main daal deytay hian ....pher kuch din bad woh ban jata hai ....sarsoun ka oil bhi daltay hian ...

                      lekan bottel kasi honi chaye yeh pata karna hai :cc:
                      sirkay wala alag hota hai aur oil wala alag
                      dono sheshay wali bottle mai sahi rehtay hein.....mairi ammi oil wala achaar pehlay banati the tu sheshay walay bottle mai rakhti the, wo tu kharaab nahi hota tha........
                      mughe lagta hai mix jo karti ho us mai kuch garbarh ho jati hai shayed.......:donno:
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: need Achaar recipe

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        donoo hi kharab hoo gay they
                        masla vohi hota hai na kay bottel main daal kay rekh do to smell a jati hai 2 din main hi ..jabkay isay kafi din rekhna parta hai pher ja kay banta hai yeh
                        hmaray haaN matti kay martaban mein banta hai achaar...
                        aur smell na ho us kay liye aap jis paani mein sabziyaaN ubalain specially mooli...ya aisi sabziyaaN jis say smell honay ka khatra ho tu us kay paani ko phaink dain.....aur alag say sada pani dalain achaar mein.....
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment

                        • #13
                          Re: need Achaar recipe

                          aur haan ...kafi din rakhnay kay doran isi hilatay julatay rehtay hain take fungus na lag jai....
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • #14
                            Re: need Achaar recipe

                            Amm ka achar ya kesi bhi sabzi ka achar ho pehlay ap us ko kat kar baray normal pieces ma na zyada baray na chotay ma kat lo aur naamak mirch laga kar rakh do (ami balti ma rakhti thi aur us per malmal ka kapra bandh dati ha )
                            is ko aik poray din kay liya rakhain ....phir bottles ma sheshay wali ma dal dain aur sath achar kay misalay aur mustard oil dal dain itna dallain tail kay achar bahir na niklay kiun kah thora sa bhi achar ap ka tial se bahir howa tu wahan fungus lag jati ha ! ab is ko kafi dino ka liya rakh datay ha per darmiyan ma khabi khabi hila bhi latay ha phir jab ap ko lagay kah aam kay katlay naram hogay tu ap ka char tyar:khi:ya thi tooti photi recipe ama nay asay hi batai:khi:mai amount nahi bata rhi kiun kah ammi tu poray poray packets hi dalti ha itna zayda achar jo banta ha ap ko chizo ka amount aur achar ma jo misalay daltay ha patay hi hongay me ko nahi pata!:khi:

                            Comment

                            • #15

                              thanxx:rose

                              Working...
                              X