biscuit packing kholne k bad naram hona start ho jatey hein aur karara pun khatam ho jata hay is k liye aisa karein k packing kholney k bad aap jis bertan mein biscuit rakhein os k nichley hisse mein blotting paper rakh dein to biscuit taweel arse tak kharab nahi hoon gey
Sugar k dabbey mein char panch long rakh dein cheuntian bhag jayein gee
mixer aur grinder mein waqtun fawaqtun namak grind karein to blade tez raftary se kam karey ga
Sugar k dabbey mein char panch long rakh dein cheuntian bhag jayein gee
mixer aur grinder mein waqtun fawaqtun namak grind karein to blade tez raftary se kam karey ga
Comment