Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Welcome to Aanchal's Kitchen

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

    Originally posted by Aanchal View Post
    Assalamalikum
    is thread main , main woh recipes share karoun gee jo mere apni try ki hovi hain ....aap bila kisi khoof-o- khatar kay woh try kar saktay hain :khi:... main cooking ki class shuru karnay lagi houn :D or kuch bhi pouchna hoo aap loog pooch saktay hain ...
    is main main har taraha ki recipes batoun gee jesay namkeen, meetha, chatniya ,jucies waghera waghera ....

    1)

    sab say pehlay ham bantay hian Oblye hovey chawal ..woh loog jo naya naya khana banana shuru kar rehay hain woh yeh recipe try kar saktay hian ..:rose
    aap chawaloo ko different tareekay say paka saktay hian ....yeh sab say simple tareeka hai ....

    chawal==== 1 cup
    pani======2 cup
    namak==== 1 tbs
    oil=======1 tbs


    chawaloo ko 15 min pakanay say pehlay saaf kar kay bhigoo daian ...:rose

    tareeka...
    1)aik khuli deegchi main 2 cup pani boil karian ...
    2)pani main 1 tbs salt dalian ..or 1tbs oil dalian..
    3) jab pani boil honay lagay to chawal daal daian ...
    4)thori thoori dair bad chamach chaltay rehian ...jab pani khushak hoo jaye to halki aanch pay 10 min kay leye dam day daian ...
    5) dam jab complete hoo jaye to chawaloo main end main chamach zaror chaltay hain chawaloo ko mix kar laian ....
    chawal ko ab serve karaian :)



    Note..
    chawal pakanay say pehlay kuch dair kay leye bhigoona zarori hai ..
    jitnay chawal houn us ka double pani dalna hota hai ..
    end main chamach say chawal zaror mix karaian is say chawal ki ghutliyan nahi banti ...


    next time Ublye hovey chawal bataoun gee garam masala daltay hian jis main ..:rose
    Walekum assalam Aanchal dear :) ...
    Lovely start baeee..:)
    chalein jee aaj mein yeh aap ka aazmooda nuskha aazmaaooN gee
    ab khoaf ho ga b tu ....Koi khoaf nahi ..:) ....aik do bartan hee tootein
    gay :) agar Sahib ko ahcay lagay tu nia dinner ste b tu mil sakta hai :eye:
    anyway apart for mazaking ..
    Nice idea ..smart one :) keep it up ..!

    Comment


    • #32
      Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

      Originally posted by Aanchal View Post
      6)sheer khourma:D:
      sheer khourma kay leye pehlay main doodh boil karti houn .....(Nido powder milk use karti houn ....aik glass main 3 bharay bharay tb powder milk, or 2 bharay bharay chamach sugar kay )...sweet dish kay leye doodh gahra acha lagta hai is leye main bhar bhar kay chamach dalti houn :D:..boil kartay waqat ilachi bhi daal daiti houn .....or jab aik boil a jaye to us main badam, pistay kaat kay daal diti houn ....(kuch loog end main daltay hain kuch loog siwyeoo kay sath bhoon kay badam pistay daltay hian ...main doodh main daal deiti houn is say badam, pistay soft hoo jatay hian :thmbup:)

      doodh hamra tayaar hai ..isay halki aanch pay choor daian ..

      ab siyian laian (Ahmad , National, Mehran inhi ki theek rehti hian )...siveoo ko un kay band packet hi main toor laian ..lambi lambi achi nahi lagti ....pher packet khoolian ....or isay aik fry pan main dalian ....thora sa oil dalian ....ilachi dalain...halki aanch pay 3,4 min bhounian ....buhat halki aanch hoo ...or oil zaida nahi dalna ...kam hoo ......

      bhoon kay isay doodh main daal daian ....aanch medium kar laian ...is main bhi 4,5 min pakian ....pher choula band kar daian ...or dhakan band kar daian..isay 10 min bilkul nahi khoulna ......

      pher bad main isay serve karaian ..garam ya thanda jesa chahoo :eye:


      ik tip deiti houn kay jab milk boil hoo jaye ga na ..to us main say thora doodh nikal lia karoo ...kabhi kabhi aisa hoo jata hai kay siyan zaida doodh jazab kar leiti hain ..or thick sa mixture hoo jata hai sab ...is leye agar pehlay say doodh nikala howaa hoo ga to woh aap us waqat daal daian :D:...kabhi fridge main bhi rekhnay say doodh kam hoo jata hai seveoo ka to us waqat bhi woh nikala howa doodh kaam ata hai .....or agar doodh theek rehye kam na hoo to sheer khourmay main na bhi dalian to aisay pee jaian badam, pistay wala mazay ka doodh :D

      Haleem main shan dabbay wali banati houn ..mujhay jo ghar main banai jati hain dalian mix kar kay us ki achi recipe abhi tak nahi milli ..main abhi us ki talash main houn :D:

      wah Aanchal jee ...Pegham kitchen mein aanchal show buhat cool hai
      sheer khuram ka tareeqa tu kher mera wal ahai but mein fersh milk se banati hooN..
      kia needo ka ya dry milk ka ...sheer khurma mein kuch ajeeb sa flavor nahi
      aa jata? powdery powdery sa? just question hai , choon k mein nay kabhi
      nahi na banaya iss liyay pooch rahi hoon ..mein milk ko thicken karnay k
      liyay .....Qashtaa** yani :eye:break fast creme use karti hooN .. anyway..
      Keep Going ...Dear!salam:

      Comment


      • #33
        Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

        Originally posted by Gul View Post

        kia needo ka ya dry milk ka ...sheer khurma mein kuch ajeeb sa flavor nahi
        aa jata? powdery powdery sa? just question hai , choon k mein nay kabhi
        nahi na banaya iss liyay pooch rahi hoon ..mein milk ko thicken karnay k
        liyay .....Qashtaa** yani :eye:break fast creme use karti hooN .. anyway..
        Keep Going ...Dear!salam:
        humye Nido kay zaiqay ki adat hai na is leye humye yehi acha lagta hai :D ..or powder milk ka yeh faida hota hai kay jitna chahoo garha kar saktay hian ...zaida powder add karnay say garha hoo jata hai ....or sweet dishes main khoye ka sa bhi taste a jata hai ...:eye:....kuch dishes aishi hian jahan khoya na hoo vohan powder milk daal daian (powder form main) usay bhounian to khoya ka taste ata hai :eye: fresh milk ko to paknay maian zaida time chaye hota hai garha karnay main ...yep fresh cream bhi dali ja sakti hai ....:D:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #34
          Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

          Originally posted by Aanchal View Post
          5)icecream say milkshake banana

          aap logoo nay kabhi icecream say Milkshake banaya hai ? buhat mazaye ka banta hai ..:eye:
          Mango icream laian
          grinder main dalian .
          milk dalian
          baraf dalian
          milk shake bana kay peeian ....is ka taste bilkul wesa hota hai jesay mango dala jaye us ka hota hai ..:thmbup:

          jab aap kay paas Mango na hoo or mango icecream hoo tab aap is ka maza lay saktay hain:D:

          chocolate icecream say aap chocolate milk bana saktay hain ...same procedure
          wow bohot achi recipe share ke hai, mai zaroor try karo gi....mai dates shake banati hoo , us mai icecream dalti ho......mairay ghar mai sab shoq say petay hein....us kay lea
          1 litre milk pack
          15 naram dates (guthlia nikal lein)
          3 tbsp sugar
          5-6 scoops of vanilla icecream
          milk, sugar aur dates ko juicer mai takreeban 5 say 7 min tak mix karein jab tak smooth na ho jaye....pher is mai icecream daal kar 5 second kay lea juicer chalayein.........aur ready ho gaya aap ka date shake.......:lpop:
          sigpic


          Comment


          • #35
            Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

            Asalam_o-Alkum,:eye:
            wah kya baat hy:dance2:
            cooking classes.....ahan
            hamari to mojaen ho gaen...:dance:
            ab hum pki recipies try mara karen gy :D
            ap plz images zaror attach kia karen...chahy net sy he le hoon,,,
            zara dish ka idea ho jata hy na
            :phool:

            Comment


            • #36
              Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

              Originally posted by Aanchal View Post
              5)icecream say milkshake banana


              chocolate icecream say aap chocolate milk bana saktay hain ...same procedure
              geee ahoo
              me ka bhai banata hy:khi:
              wo milkshak mein cinamon bhe data hy....ap b try krein:lpop:

              Comment


              • #37
                Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                Originally posted by Aanchal View Post
                3)French Toast


                easy recipe ..shaam ki chaai kay sath serve karaian :salam:


                me ny jo aj try kia hy,ye rhi pic:lpop:



                Attached Files

                Comment


                • #38
                  Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                  Originally posted by miss sng View Post
                  geee ahoo
                  me ka bhai banata hy:khi:
                  wo milkshak mein cinamon bhe data hy....ap b try krein:lpop:
                  cinamon powder daltay hain ya cinamon stick ? :mm:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #39
                    Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                    Originally posted by miss sng View Post
                    me ny jo aj try kia hy,ye rhi pic:lpop:



                    ahan good good ..mazay kay lag rehya hian
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #40
                      Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                      Originally posted by Wafa View Post
                      wow bohot achi recipe share ke hai, mai zaroor try karo gi....mai dates shake banati hoo , us mai icecream dalti ho......mairay ghar mai sab shoq say petay hein....us kay lea
                      1 litre milk pack
                      15 naram dates (guthlia nikal lein)
                      3 tbsp sugar
                      5-6 scoops of vanilla icecream
                      milk, sugar aur dates ko juicer mai takreeban 5 say 7 min tak mix karein jab tak smooth na ho jaye....pher is mai icecream daal kar 5 second kay lea juicer chalayein.........aur ready ho gaya aap ka date shake.......:lpop:
                      kabhi try karian gay :eye:
                      dates ka shake hoo ga ba heavy na :D
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #41
                        Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        cinamon powder daltay hain ya cinamon stick ? :mm:
                        cinamon powder dalein to zada theek hy,but cinamon stick b dal skty hn,,,,shake krny sy pehly.:lpop:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          ahan good good ..mazay kay lag rehya hian
                          shukran :phool:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            6)sheer khourma:D:
                            sheer khourma kay leye pehlay main doodh boil karti houn .....(Nido powder milk use karti houn ....aik glass main 3 bharay bharay tb powder milk, or 2 bharay bharay chamach sugar kay )...sweet dish kay leye doodh gahra acha lagta hai is leye main bhar bhar kay chamach dalti houn :D:..boil kartay waqat ilachi bhi daal daiti houn .....or jab aik boil a jaye to us main badam, pistay kaat kay daal diti houn ....(kuch loog end main daltay hain kuch loog siwyeoo kay sath bhoon kay badam pistay daltay hian ...main doodh main daal deiti houn is say badam, pistay soft hoo jatay hian :thmbup:)

                            doodh hamra tayaar hai ..isay halki aanch pay choor daian ..

                            ab siyian laian (Ahmad , National, Mehran inhi ki theek rehti hian )...siveoo ko un kay band packet hi main toor laian ..lambi lambi achi nahi lagti ....pher packet khoolian ....or isay aik fry pan main dalian ....thora sa oil dalian ....ilachi dalain...halki aanch pay 3,4 min bhounian ....buhat halki aanch hoo ...or oil zaida nahi dalna ...kam hoo ......

                            bhoon kay isay doodh main daal daian ....aanch medium kar laian ...is main bhi 4,5 min pakian ....pher choula band kar daian ...or dhakan band kar daian..isay 10 min bilkul nahi khoulna ......

                            pher bad main isay serve karaian ..garam ya thanda jesa chahoo :eye:


                            ik tip deiti houn kay jab milk boil hoo jaye ga na ..to us main say thora doodh nikal lia karoo ...kabhi kabhi aisa hoo jata hai kay siyan zaida doodh jazab kar leiti hain ..or thick sa mixture hoo jata hai sab ...is leye agar pehlay say doodh nikala howaa hoo ga to woh aap us waqat daal daian :D:...kabhi fridge main bhi rekhnay say doodh kam hoo jata hai seveoo ka to us waqat bhi woh nikala howa doodh kaam ata hai .....or agar doodh theek rehye kam na hoo to sheer khourmay main na bhi dalian to aisay pee jaian badam, pistay wala mazay ka doodh :D

                            Haleem main shan dabbay wali banati houn ..mujhay jo ghar main banai jati hain dalian mix kar kay us ki achi recipe abhi tak nahi milli ..main abhi us ki talash main houn :D:
                            thnx dear,
                            main bhi abhi tak Haleem packet wali hi banati hon..per ab me ko 100% gher wali rec chay na. or saag ki rec bhi chy....main ny ak aunti k gher khya tha ..and she said k unho ny saag main bandghobhi or pata ni kia kia mix kia ha..pro ya ha k ab wo aunty pak chali gi hian ..so me k pass rec ni ha :( if uhave then plzzzzzzzzz share na :eye:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              kabhi try karian gay :eye:
                              dates ka shake hoo ga ba heavy na :D
                              haa zaroor try karna......
                              heavy tu hai....bt pora jug mat pee jana na....sirf aik glass pena......:D
                              sigpic


                              Comment


                              • #45
                                Re: Welcome to Aanchal's Kitchen

                                Originally posted by Aanchal View Post

                                Haleem main shan dabbay wali banati houn ..mujhay jo ghar main banai jati hain dalian mix kar kay us ki achi recipe abhi tak nahi milli ..main abhi us ki talash main houn :D:

                                mai haleem dabbay say nahi banati.....balkay khud mix karti ho..aaj bhi banaye hai...achi ban jati hai........recipe bata daiti ho....agar theek lagay tu try karna.....:D:

                                ingredients...

                                250gm chanay ke daal (around one cup say thora ziada hota hai),
                                250 gm oats,
                                100 gm masoor daal (half cup),
                                100 gm mong daal,
                                100gm mash dal,
                                100gm rice,
                                1 kg chicken,
                                25 clove garlic,
                                ginger 2 inch julian kaat lein,
                                1 tbsp red chili powder,
                                1 tbsp turmeric powder,
                                2 tbsp garam masala,
                                3 onions,
                                4 green chillies,
                                2 tomatoes,
                                1 cup oil+1/2 cup ghee,
                                salt to taste.

                                method....

                                sab daal ko soak kar lein 1 hour kay lea....rice ko bhego dein.
                                cooker mai chicken , garlic, tomato , red chili, turmeric, salt aur 2 glass water daal dein.cook karein 20 mins tak. pher is mai oil add kar kay bhonein jab tak bones alag na ho jayein, pher bones nikal lein........
                                Aik bari patili lein us mai sab daal daal dein aur 1 jug pani ka bhi daal dein. add salt aur turmeric.us waqt tak pakaein jab tak soft na ho jayein. pher is mai rice aur oats add karein, pani bhi dalein agar zaroorat paray tu. jab sab soft ho jayein tu grind kar lein ya pher hand beater say beat karein....mai grind karti hoon.....
                                ab is mai chicken aur 2 tbsp garam masala bhi daal dein.
                                alag pan mai 1/2 cup ghee dalein, us mai onion brown karein pher ginger aur green chillies dalein...thora sa stir karnay kay baad haleem per daal kar dhak dein.......searve karnay say pehlay lemon juice add karein....ready....:D:


                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X