Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Polling: "Mithai Recipes Competition" ~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

    Wafa mujhey to mithaii ki siraf aik recipe aati hai - khaani kaisey hai :lol - waisey me waiting keh tum aur Sadia kab in recipe sey mithaii bnaa ker ma'badolat ko khilao gi :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

      ~Besan Ki Tukriyan~

      Ingredients :
      500 grams basin (gram flour) ,
      250 grams icing sugar ,
      250 grams ghee ,
      100 grams blanched almond, roughly chopped ,
      100 grams cashew nut, roughly chopped ,
      50 grams unsalted pistachio nuts, chopped ,
      8 green cardamoms seeds ,
      1/2 teaspoon ground cardamon ,
      4-5 silver leaves (chandi varak).

      Method :

      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

        Originally posted by Masood View Post
        Wafa mujhey to mithaii ki siraf aik recipe aati hai - khaani kaisey hai :lol - waisey me waiting keh tum aur Sadia kab in recipe sey mithaii bnaa ker ma'badolat ko khilao gi :p
        kuch aap bhi seekh len :a stick: warna apki begum aa ker sikhayengi app ko dande k zor pe :lpop:
        sigpic

        Comment

        • #19

          bananay ka tu aap rehnay do:tasali: ......sukar hai itna pata hai kay kaisay khatay hai....:khi: aur ye ma'badolat kia hai.....:cc:
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

            wah!
            kya baat hai larkiyoN ... tum log to barhey kamal ki chezeiN bana leytey ho
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21
              Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

              Originally posted by Ms.Khan View Post
              kuch aap bhi seekh len :a stick: warna apki begum aa ker sikhayengi app ko dande k zor pe :lpop:
              Is per aik shair yaad aaya:

              dandey itney parrey keh ganjey ho gaey
              ganjey jab huwey to randhey ho gaey :kr: :kr:

              Originally posted by Wafa View Post
              bananay ka tu aap rehnay do:tasali: ......sukar hai itna pata hai kay kaisay khatay hai....:khi: aur ye ma'badolat kia hai.....:cc:
              ma'badolat ham hi hain larki, chalo jaldi sey hamari khidmat-e-aqdas mein jalebies pesh karo :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                Bohot achi recipes share ke hai Ms khan.......
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                  Originally posted by Masood View Post
                  ma'badolat ham hi hain larki, chalo jaldi sey hamari khidmat-e-aqdas mein jalebies pesh karo :p
                  lol.....aap ke is easy urdu per aap ko kuch bhi nahi milay ga :zuban:.......ab mai aur ms khan bana kar khud khaye gay.....
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                    Originally posted by Wafa View Post
                    lol.....aap ke is easy urdu per aap ko kuch bhi nahi milay ga :zuban:.......ab mai aur ms khan bana kar khud khaye gay.....
                    Yani yeh salees Urdu bolney ki saza keh jalebies sey mehroom kar diya hai tum ney?
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                      waooo nice recipesss..thnxxx for sharingggg

                      Comment

                      • #26
                        Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                        um wafa and Ms khan...Ap dono ne jo laddo ki sharing kih ai..kya ap log..urdu main shae kersakte hain....if u can?..:)

                        Comment

                        • #27
                          Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                          Originally posted by Masood View Post
                          Yani yeh salees Urdu bolney ki saza keh jalebies sey mehroom kar diya hai tum ney?
                          ohh chalein is baar maaf keya... agli baar keya tu pher kuch bhi nahi milay ga.......:khi:
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                            Originally posted by Innocent sweet girl View Post
                            um wafa and Ms khan...Ap dono ne jo laddo ki sharing kih ai..kya ap log..urdu main shae kersakte hain....if u can?..:)
                            thanks innocent girl...mai nay jo laddo ke recipe share ke hai...ussay urdu mai likh daiti hoo..........:rose

                            Ladoo....
                            250 gram chanay ka aata
                            3-4 cup chini
                            1/2 chai ka chamach ilachi powder
                            1 cup tail
                            1 khanay ka chamach badam ka powder
                            1 khanay ka chamach pistay ka powder

                            Tareeka:
                            sab say pehlay chanay ka aata chaan lein...pher tail garam kar kay is mai chanay ka aata dalein aur halki aanch per bhoonein jab tak is mai achi se smell na aanay lagay...pher aag band kar kay....is ko aik tray mai daalein aur is mai chini , badam ka powder, pistachio powder aur ilachi powder mix kar kay balls bana lein.......aur end mai issay narial kay powder mai roll karein......aur serve karein....:)

                            hope kay samagh aa gaye ho ge......:rose

                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                              Umm Yummy
                              Bohat he zabardast reciepes hain ms.khan & wafa
                              zabardast :em:

                              Kiya kheer ki & cakes ki reciepes share ker sakty hain ?:cc:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Eid Special:"Mithai Recipes Competition"

                                REcipes tu sari hi zaberdast haii
                                sub sey best swiss roll..kash k main baking kr sakti

                                Comment

                                Working...
                                X