Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

career or shadi ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: career or shadi ...

    Originally posted by munda_sialkoty
    Aap bhi bataiye...larki ka carrier kia hota he...aur wo us ki azdawaji zindagi mein kis had tak khush-gawaar asraat kaim ker sakta he
    studies se insaan me saour aata hai. mere abbu kehte hai ke ager larki parhi likhi ho to us me samagh aajati hai ke kia sahi hai aur kia galat. larkiya koi bhe carrier choose kar sakti hai lekin i think ke teaching ya medical me career ziada acha rahe ga.agar shaadi ke baad husband bahir kaam karne se roke to ghar me ik clinic khol sakti hai ya pher bacho ko ghar me tution de sakti hai.jaha tak us ke apne ghar ki baat hai to kehte hai na ke ak larki ko parhana ,poore kumbe ko parhana hai.larkiya hi apna ghar,bache aur hubby sambhalti hai.:)
    sigpic


    Comment


    • #17
      Re: carrer or shadi ...

      Originally posted by Aania
      :hug: we love u too girly... :hug:

      such Aano....:phool:

      Comment


      • #18
        Re: career or shadi ...

        Originally posted by Wafa
        studies se insaan me saour aata hai. mere abbu kehte hai ke ager larki parhi likhi ho to us me samagh aajati hai ke kia sahi hai aur kia galat. larkiya koi bhe carrier choose kar sakti hai lekin i think ke teaching ya medical me career ziada acha rahe ga.agar shaadi ke baad husband bahir kaam karne se roke to ghar me ik clinic khol sakti hai ya pher bacho ko ghar me tution de sakti hai.jaha tak us ke apne ghar ki baat hai to kehte hai na ke ak larki ko parhana ,poore kumbe ko parhana hai.larkiya hi apna ghar,bache aur hubby sambhalti hai.:)
        Hmmm...to aisay carrier se koon mana kerta he :tauba
        Aap ke abu aur ummid ki ammi, doono theek hi kehtay hein :khi: mere bhi kehnay ka matlab lag bag yahi tha ke bivi ko ghar se attach rehna chahiye..ub chahay wo ghar mein clinic khoolay ya tuitions perhaye...aik aurat ka perha likha hona aik kumbay ka perha likha hona is liye kaha jata he ke wo sharafat se ghar beth ker apne buchoon ko perhati he un ki tarbiyat kerti he aur unhein raah-e-raast per rakhti he...ub ager wohi aurat apne buchon ko choor ker 9 to 5 duty pe chali jaye gi aur sham 6, 7 bajay ghar aai gi to aisi aurat apne buchon per haak tawajo de gi...
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: carrer or shadi ...

          Originally posted by Aania
          arey me ka taja kalam .... general sense mein hai n its the biggest reality of Eastern Society especially... :)

          khudi kaho .. kia yehi nahen hotaa??
          yehi musalsal hamesha se nahen hota aa raha ??
          aur kia yehi hamesha nahen hota rahey gaa?
          Larrkiyon ka Career ... ban bhi jata hai.. when they r at parents home..
          lekin shaadi ke baad... do soorten ho jaati hain
          ya to husband ji begum ki kamayee per reh jaate hein... weley beth ke TV dekhney jogey yaa...
          phir zor-zabardasti .. shak ki bhent char-ha ke .. 4 deewari main qaid ker denaa...
          lemme tell u this is just not in india PK or Bd but .. where-eva Easter especially Pakistani people live in the huge world .... it happens...
          me duaa karon ga ke tumhein jo bhi patti milay wo amoor-e-khana-daari ka mahir ho aur bilkul be-zarar bhi ho :lol

          Paglooti...ager aurat ghar mein rahay gi to is mein kaid wali kia baat he...sunday ke sunday picnic ker le na :khi: aur waise bhi tumhara wisdom tooth mein derd he...tum tension mut lo aisi baaton ki :khi:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: carrer or shadi ...

            Originally posted by munda_sialkoty
            akswer larkiyaan shadi ko hi apna carrier samajti hein :lol

            waise bhi larkiyoon ko apne carrier se ziada us larkay ke carrier ki fiker kerni chahiye jin se un ki shadi honi he...aur jahan tak apnay carrier ki baat he...to mein yeh kahoon ga ke larki ko is baray mein struggle tub kerni chahiye jub us ki shadi nakaam ho jaye ya us ka hubby usay sahi tareekay se support na ker pa raha ho...otherwise there is no need to go for something not necessary at all.
            :na: ham aap ki batoun say ittafaq nahi kartay ....
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: carrer or shadi ...

              Originally posted by Aania
              aiewayeen
              after 40's kerni chahye... :khi::lpop:
              after 40's
              Na na Aania itni bhi late nahi :khi: :embarasse
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #22
                Re: career or shadi ...

                both before you have children....coz children need your full attention.. and i alot of cousins that worked till they got married and one just got married n she is going back to her work untill she has kids or so on...

                Comment


                • #23
                  Re: carrer or shadi ...

                  Originally posted by Aanchal
                  :na: ham aap ki batoun say ittafaq nahi kartay ....
                  Note: Awam ka musanif ki raye se itfaak kerna zaroori nahi...shukriya :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: career or shadi ...

                    Aaanyyyyyyyyyy

                    Marriage wo bhi after 40's..... :O
                    and marriage is not END of life :na:

                    kya kerti ho larki


                    Originally posted by munda_sialkoti
                    akswer larkiyaan shadi ko hi apna carrier samajti hein :lol

                    waise bhi larkiyoon ko apne carrier se ziada us larkay ke carrier ki fiker kerni chahiye jin se un ki shadi honi he...aur jahan tak apnay carrier ki baat he...to mein yeh kahoon ga ke larki ko is baray mein struggle tub kerni chahiye jub us ki shadi nakaam ho jaye ya us ka hubby usay sahi tareekay se support na ker pa raha ho...otherwise there is no need to go for something not necessary at all.

                    hai na aik cheez ki kami :P

                    Islami nazam mein merd kamata he aur aurat ghar sambhaalti he...aur is tarah her cheez mein aik symetry rehti he...

                    yep... aur kya aap jaantey hein key aeysa hai kyoon?
                    waise aap aik aurat ke carrier se kia muraad lete hein...aik aurat kia karay to us ka carrier bunta he...thoora tafseel se bataiye ga


                    Allah T'ala ney is dunya mey rehney waley her insaan key liye apney apney aik makhsoos roles diye hein jo ussey nibhaney hein ---infact hum logon ko kuch kerna hi nahi hia sirf "follow" kerna hai

                    Aaj muslim Ummah ko bohot zaroorat hai doctors aur engineers ki ..her field mey muslims ki --aur islam ney taleem (worldly plus islamic) dono men and women per farz ki hai...

                    main role jo aik aurat ka hai is dunya mey wo hai aik agli poori generation ko nikalna(yani apney bachon ko aik achi tarbeeyat deyna) isi liye ussey apney duties sey bakhubi waqif hona chahiye ---aur yahi waja hai key aik Maa ka darja three times aik baap sey barha hai

                    bottom line: aik larki ka apna profession zaroor hona chahiye --ya koi bhi skills--jissey wo apney ghar key sath continue rakh sakey (agar wo ye dono kaam manage ker sakti hai to coz her first priority shud be her children and her husband)
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: carrer or shadi ...

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Note: Awam ka musanif ki raye se itfaak kerna zaroori nahi...shukriya :khi:
                      is leye to awaam danday khati hai :p

                      deekhian aap ka point yeh hai kay shadi kay bad ghar or bachay hi aurat ka carrer hona chaye .. theek hai na ???

                      sahi baat hai ghar or bachay us ki zindagi ka aik eham hissa hotay hain .....to us aurat ki apni zindagi kahan gai ? us ki apni khawaishain houn gee woh kahan gain ? woh kis khatay main jati hain ....?
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      Working...
                      X