Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

trust in ALLAH

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • trust in ALLAH

    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: trust in ALLAH

    sahi : )
    aksar auqaat ham hi kamzoor par jatay hain k kuch nahi ho raha acha life main
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: trust in ALLAH

      Rida sis, yeh kissay kahaniyan aur Alif laila ki baaton se hum ba'shaoor loogon ko kabi convince nahi ker saktay. Allah ne insaan ko ba'akteyaar banaya he, zameen per asbaab paida kiye hein, achay buray ki tameez aur zindagi guzarne ka tareeka (Quran) dia he. Allah ne Halaku Khan aur Ameer Taimoor ke haath bhi nahi rookay jinhoon ne Khoopriyoon ke menaar tameer kiye aur apne pyaaray Hazrat Ayoob (ES) ko bhi zameen per takleef di. Allah ki apni he aik hikmat he. Hum apne perwardigaar se madad maang saktay hein, ager Allah us waqt madad na bhi karay to shayad hamari duaa ko hamari bhalai mein shamil ker le. Allah ki hikmat ko hum apni fantasy mein tabdeel ker ke apne dil ke karaar k liye kissay kahaniyan nahi bana saktay.
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: trust in ALLAH

        ALLAH TALA per yaqeen tu karna chahiye naaa.... aur yeh qissay kahaniyaan sirf samjhanay kay liye hotay hain... off-course yeh sacha waqia tu hai nahin....
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #5
          Re: trust in ALLAH

          Originally posted by *Rida* View Post
          ALLAH TALA per yaqeen tu karna chahiye naaa.... aur yeh qissay kahaniyaan sirf samjhanay kay liye hotay hain... off-course yeh sacha waqia tu hai nahin....
          Hum tub tak Musalman nahi jub tak Allah Taalah ki wahdaniyat per aur us ke ahkamaat per yakeen na karein aur takleed na karein. Islam aik behtareen practical mazhab he yeh sirf kissay kahaniyoon aur fantasy per base nahi kerta, bulke yeh zinda loogon ko behtareen zindagi guzaarne mein moaawnat kerta he. Hinduism mein aur Islam mein asal faraq he yahi tha ke Hinduism ki bunyaad kissay kahaniyoon per he aur jub ke Islam ki bunyaad musalma hakeekaton per he, jub ke hum Islam se be'aklon wali muhabbat mein per ker is ko Alif laila ki nagri bana rahay hein. Hamaray deen mein abhaam nahi bulke hud'darja clarity he. Yeh kissay kahaniyan na to aik sachay musalman ko margoob ker saktay hein aur na us ke deen mein zara barabar koi faraq daal saktay hein. Kyoon ke Musalman aik hakeekat pasand hota he, usay is baat per kail kerne k liye ke wo Allah se madad mangay k liye kisi kissay kahani ki zaroorat nahi.
          :thmbup:

          Comment

          Working...
          X