Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
trust in ALLAH
Collapse
X
-
Tags: None
-
-
Re: trust in ALLAH
Rida sis, yeh kissay kahaniyan aur Alif laila ki baaton se hum ba'shaoor loogon ko kabi convince nahi ker saktay. Allah ne insaan ko ba'akteyaar banaya he, zameen per asbaab paida kiye hein, achay buray ki tameez aur zindagi guzarne ka tareeka (Quran) dia he. Allah ne Halaku Khan aur Ameer Taimoor ke haath bhi nahi rookay jinhoon ne Khoopriyoon ke menaar tameer kiye aur apne pyaaray Hazrat Ayoob (ES) ko bhi zameen per takleef di. Allah ki apni he aik hikmat he. Hum apne perwardigaar se madad maang saktay hein, ager Allah us waqt madad na bhi karay to shayad hamari duaa ko hamari bhalai mein shamil ker le. Allah ki hikmat ko hum apni fantasy mein tabdeel ker ke apne dil ke karaar k liye kissay kahaniyan nahi bana saktay.:thmbup:
Comment
-
Re: trust in ALLAH
ALLAH TALA per yaqeen tu karna chahiye naaa.... aur yeh qissay kahaniyaan sirf samjhanay kay liye hotay hain... off-course yeh sacha waqia tu hai nahin....
Comment
-
Re: trust in ALLAH
Originally posted by *Rida* View PostALLAH TALA per yaqeen tu karna chahiye naaa.... aur yeh qissay kahaniyaan sirf samjhanay kay liye hotay hain... off-course yeh sacha waqia tu hai nahin....:thmbup:
Comment
Comment