Re: Makkha/Madina
Acha hairat ki baat hay, waisay main nay tou abhi tak aisa nahin dekha, albatta tasweerain khenchnay waaloon ko main nay kabhi nahin rouka aur naa hi unhain roukna munaasib samjha, unn kay dil main kiya baat hay tasweer laitay huway kay ALLAH SWT kay ghar kaay saath unhoon nay tasweerain khenchi aur ussay apni yaadgaar kay tour per mehfooz kia.... Kia pata meray Rab ko unki yeh ada bhi aziz hoo, ALLAH SWT hi gaib ka ilm jaantay hain isi liye humesha khamooshi say unhain dekha aur apnay wird karta hua nikal gaya....
Aik aur baat aksar tawaaf main mard aurat baaz auqaat aik doosray kay bohat qareeb aa jaatay hain aur badan takranay ka andesha hota hay, aisay main apnay aap ko mehfooz karna chayeh aur auroon ko dhakkay day day kar chalna, yaa koniyaan maar maar kar chalnay say bhi ijtinaab karna chayeh

Originally posted by Pagal1
View Post
Comment