Re: Makkha/Madina
Tawaaf k leye best time subaha k 8:30 say 10:30 tuk ka hai ..us waqat baki times ki nisbat rush zara sa kum hota hai ...kiokay tahajud or fajar ki namaz parh k aksar loog chalye jatay hian or us waqat nafil parhnay ka time bhi nahi hota to is waja say rush thora kum ho jata hai ...or families k leye is time tawaaf karna behtar hai agar zaida rush main nahi phansnana chahtay to : d

mujhay yeh cheez pasand nahi ai ..yeh govt main apnay hath main leena chaye ..ya free rakhian yeh ...ya apnay banday rakhye jo kam prize pay wo chairs daian tawaaf or saee k leye ...
Comment