Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Makkha/Madina

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Makkha/Madina

    ماشاء اللہ
    بہت خوشی ہوئی سن کر
    اللہ قبول کریں
    :rose
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment

    • #32
      Re: Makkha/Madina

      Originally posted by Aanchal View Post
      :lol: main kisi ko dara nahi rahi me nay jo deekha vohi kahoun gee : d
      manfi batiaan nahi hian yeh ..jub kisi jaga /cheez pay baat kartay hian to us k har pehloo ko ujagar kia jata hai : )

      wheel chair koi muft nahi hoti ....bahir kharye bandaye 150 Riyaal mangtay hian ...tawaaf or saai k leye
      or safa marwa main 50 riyaal mangtay hian .....
      mere ammi thuk gai the aik wheel chair chaye the ..vohan jo larkye khrye they 50 riyal mangye ..me nay kaha 50 riyaal nahi hiaan 50 dh hain mery paas..unhoo nay 50 dh lay leye ....
      bemaani hai yeh ...makka ki management andhi hai jo isay yeh nazar nahi ata ? k andar business chal raha hai aisay logoo ka ?
      wo wheel chair jo free hian wo kaha rakhi hoti hain ? naye janaye walye logoo ko kaha say pata chalye ga ????

      light ki aap ko zarorat parye gee ,,khamkhwa risk leenay ki zarorat nahi aik torch sath lay k jaian : )

      jotoo k mamlye main bhi main yehi kahoo gee k apni ehteyaat zarori hai ..shopper ya bag main rakhian ...or hawaai chapal kitnay logoo k aik jesay hotay hian us main zaida gum honay ka andeesha hota hai ...
      or yeh k aap ki chappal nahi mill rahi to aap wesi k isi dosray ki chappal masjid say nahi lay ja saktay (aisa me nay kisi islamic lecture main suna tha )
      mujay wheel chair wali baat pe kafi heerangi ho rahi he, zahir he aap loog is process se guzray ho so you have authentic information. Mere khyal mein yeh free honi chahiyein. Govt. ko chahiye jahan jagah jagah safai k liye itnay loogon ko taiynaat kia jata he wahan per zaeef aur nadaar loogon k liye free wheel chair ka intzaam bhi hona chahiye aur wheel chair chalanay mein ager koi family member help ker de to well and good warna service bhi free honi chahiye.

      Aur jooton ki jahan tak baat he to Masjid alHaram mein aap ko lockers miltay hein, ager aap loog itnay concerned ho to locker kyoon nahi lete. Mere paas shoes thay aur aik leather ki chappal bhi thi. Shoes ko mein ne locker mein rakha aur chappel ko stand mein. Ta ke ager gum ho bhi jaye to bhi tension na ho.
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: Makkha/Madina

        Originally posted by Aanchal View Post
        khana vohn pay mazaye ka hota hai ..or zaida mehnga bhi nahi hota : )
        Haan yeh baat sahi kahi. Wahan khana kafi susta hota he. Aur tind bhi bohat susti hoti he :kr:
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: Makkha/Madina

          Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

          mujay wheel chair wali baat pe kafi heerangi ho rahi he, zahir he aap loog is process se guzray ho so you have authentic information. Mere khyal mein yeh free honi chahiyein. Govt. ko chahiye jahan jagah jagah safai k liye itnay loogon ko taiynaat kia jata he wahan per zaeef aur nadaar loogon k liye free wheel chair ka intzaam bhi hona chahiye aur wheel chair chalanay mein ager koi family member help ker de to well and good warna service bhi free honi chahiye.

          Aur jooton ki jahan tak baat he to Masjid alHaram mein aap ko lockers miltay hein, ager aap loog itnay concerned ho to locker kyoon nahi lete. Mere paas shoes thay aur aik leather ki chappal bhi thi. Shoes ko mein ne locker mein rakha aur chappel ko stand mein. Ta ke ager gum ho bhi jaye to bhi tension na ho.
          me to wapas a gai houn ub yeh pagal ka kaam hai k wo ja kay complain kar aye saudi govt ko :lol:

          wesay pagal ..aap masjid -al-haraam k paas rehtay ho to khud vohan ja ka deekh lo..masjid k bahir wheel chair walye kharye houn gay un say chair leenay ka kehna to dekho kitnay pesay mangtay hian : d or safa marwa main bhi deekhna...arabic kalye kalye baduu larkye kharye houn gay ........or yeh bhi batana k aisay logoo ki complian kaha ki ja sakti hai agar yeh furad kar rehye hian to ....?
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #35
            Re: Makkha/Madina

            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

            Haan yeh baat sahi kahi. Wahan khana kafi susta hota he. Aur tind bhi bohat susti hoti he :kr:
            vohan k chawal barye sehatmand hotay hian :lol: Mandi or ruz bukhari : d

            kenchi sath the to tind ki nobat nahi ai :rew: ..wesay aap ki tind pori uug ai k nahi :rew:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #36
              Re: Makkha/Madina

              wesay Madina k loog Makkha k logoo ki nisbat zaida friendly hain ..: )
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #37
                Re: Makkha/Madina

                Originally posted by Aanchal View Post
                vohan k chawal barye sehatmand hotay hian :lol: Mandi or ruz bukhari : d

                kenchi sath the to tind ki nobat nahi ai :rew: ..wesay aap ki tind pori uug ai k nahi :rew:
                Haan ub to takreebun meri tind ugg aai he :kr: mein ne saari zindagi apni hoosh mein kabi tind nahi kerwai thi lekin yeh bhi aik great experience tha. Allah ki shaan, tind, jo kabi sooch nahi sakta tha kerwanay ka, jub tind hui tub bhi dil mein aik ajeeb sa itmenaan aur khushi thi
                :thmbup:

                Comment

                • #38
                  Re: Makkha/Madina

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  wesay Madina k loog Makkha k logoo ki nisbat zaida friendly hain ..: )
                  wo kese :lol
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: Makkha/Madina

                    Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

                    wo kese :lol
                    ikhlaaq k lihaaz say : )
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #40
                      Re: Makkha/Madina

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      me to wapas a gai houn ub yeh pagal ka kaam hai k wo ja kay complain kar aye saudi govt ko :lol:

                      wesay pagal ..aap masjid -al-haraam k paas rehtay ho to khud vohan ja ka deekh lo..masjid k bahir wheel chair walye kharye houn gay un say chair leenay ka kehna to dekho kitnay pesay mangtay hian : d or safa marwa main bhi deekhna...arabic kalye kalye baduu larkye kharye houn gay ........or yeh bhi batana k aisay logoo ki complian kaha ki ja sakti hai agar yeh furad kar rehye hian to ....?
                      مس آنچل صاحبہ میری ایسی قسمت کہاں کہ میں ان دو مقدس مقامات کے قریب مستقل سکونت حاصل کر پائوں "کہ ہرنماز وہاں ادا ہوسکے" اتفاق کی بات ہے کہ میں 17 سے21اپریل کو وہیں پر تھا اور اس سے پہلے بھی الحمدُللہ کئی عمرے ادا کئے ہیں۔
                      جہاں تک بات رہی وہیل چئیر کی تو لازمی طور پر آپ وہی تحریر کر رہی ہیں جس سے آپ گزریں لیکن غلط میں بھی نہیں کیونکہ میری دو چار مرتبہ ایسے ضعیف افراد کے لواحقین سے ملاقات ہوئی جنہوں نے وہیل چئیر استعمال کیں۔اور بتایا کہ اُنہوں نے ان کی کوئی فیس ادا نہیں کی۔لازمی طور پر جس طرح ہر جگہ مطلبی لوگ موجود ہوتے ہیں آپ کا پالا بھی اسی طرح کے فراڈ لوگوں "سے پڑا ۔
                      بہتر ہوتا ہے کہ اس طرح کے لوگوں سے رابطہ کرنے کے بجائے وردی میں ملبوس ڈیوٹی آفیسرز سے رابطہ کیا جائےاور اُن کو اپنی غرض بتائی جائے۔

                      آپ کی جانب سے مزید معلومات کا انتظار رہے گا۔
                      :star1:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Makkha/Madina

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        wesay Madina k loog Makkha k logoo ki nisbat zaida friendly hain ..: )

                        یہ بات تو آپ نے سو فیصد درست لکھی

                        مکہ وہ شہر ہے جہاں سے نبی ﷺ کو ہجرت کرنی پڑی"وہاں کے کٹھور دل لوگوں کی وجہ سے

                        اور مدینہ وہ شہر جس نے نبی ﷺ کو خوش آمدید کہا وہاں کے ملنسار اور محبت کرنے والوں کی وجہ سے

                        آنکھوں میں بس گیا ہے مدینہ حضورﷺ کا
                        بے بس کا آسرا ہے مدینہ حضورﷺ کا

                        پھر جا رہے ہیں اہل محبت کے قافلے
                        پھر یاد آرہا ہے مدینہ حضورﷺ کا

                        قدسی بھی چومتے ہیں ادب سے یہاں کی خاک
                        قسمت پہ جھومتا ہے مدینہ حضورﷺ کا

                        جب سے قدم پڑے ہیں رسالت ماآب کے
                        جنت بنا ہوا ہے مدینہ حضورﷺ کا

                        ہر زرہ زرہ اپنی جگہ ماہتاب ہے
                        کیا جگ مگا رہا ہے مدینہ حضورﷺ کا

                        ہے رنگ و نور جس نے دیا دو جہان کو
                        وہ نور کا دیا ہے مدینہ حضورﷺ کا

                        ہو ناز کیوں نہ اُس کو نیازی نصیب پر
                        جس کو بھی مل گیا ہے مدینہ حضورﷺ کا
                        :star1:

                        Comment

                        • #42
                          Re: Makkha/Madina

                          jab ghar say dour jatay hain tu zahir hai ghar wala araaam nahin miltaa...safar ki aur jahan jaien wahan ki thori buht preshniyaan tu bardasht karni perti hain .. her tarah kay loag her jaga hotay hain...

                          @SAZ aaap is ko lightly hi lain ..... aap wahan rehtay hain wahan kay shab o roz say saloon say waqif hain ....jab keh ham jaisay wahan jaien gay tu preshan hona fitri hoga ... khas kar woh loag jinhoon nay kabhi ksi foreign country ka safar nahin kia.... Aanchal wohi bata rahi hain jo unhoon nay experience kiaaa....aap bhi Aanchal kay sath sath hamari knowledge main izafa kartay rehain ...:).
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • #43
                            Re: Makkha/Madina

                            Originally posted by *Rida* View Post

                            جی مس میں نے اس بات کا قرار کیا ہے کہ "مس آنچل "وہی کچھ بیان کر رہی ہیں جو کہ انہوں نے یہاں دیکھا

                            بہتر ہے کہ یہاں سے جو لوگ حج و عمرہ کے لئے جائیں اُن کے ساتھ ایک ٹرانسلیٹر ساتھ ہو اگر ایسا ممکن نہ ہوتو کوئی ایسا فرد ساتھ ہو جو کہ پہلے یہاں وزٹ کر چکا ہو۔
                            :star1:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Makkha/Madina

                              mairi baat samjhnay ka shukriyaa aur mairi yeh baat bhi consider kijiye gaaa

                              .aap bhi Aanchal kay sath sath hamari knowledge main izafa kartay rehain
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              • #45
                                Re: Makkha/Madina

                                کوشش کروں گا لیکن میں چونکہ یہاں پر ہوتا ہوں اس لئے شائد میں اُن تجربات سے نہ گزرا ہوں جن تجربات سے مس آنچل یا ان جیسے پہلا وزٹ کرنے والے گزرتے ہیں تو اُن کی بات ذاتی تجربہ کی بنا پر زیادہ توجہ طلب ہوگی۔
                                :star1:

                                Comment

                                Working...
                                X