Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

    Originally posted by crystal_thinking View Post
    bhot he umda interview parh k bhot acha laga per yeh b sach hy parhty parhty thak gae :garmi:.. mery question kal ayen gy :lpop:

    intzar rahey ga:salam:
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment


    • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

      Originally posted by crystal_thinking View Post
      hala jani abi to me k b question hn is aflaton sy
      :shyy:
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

        Originally posted by Tanha Hassan View Post
        pahely he 11 din kam milley tahey muje yeh yad rakhey ga
        hmmmm... app kahi to March ka month be apko hai degi admin

        Originally posted by thefire1 View Post
        Aap say ijaazat lay kar EXTENSION karwaa lain gain, aisay thoRi close honay dain gain INTERVIEW ko
        app apny sawalat dosri interview ki lyee raki.. to teek rahi ga
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

          Assalaam-O-Alaikum

          Waisay tamam members nay jo sawaal kiye aur aap kay tamam jawaabat paRhay, aap ki soch qabil-e-tareef hay, khush rahyeh, meray sawaal mandarja zayl hain.

          1. Kia taleeem insaan ko sanwaarti hay, yaa tarbiyat ka hona bhi zaroori hota hay?

          2. Aap nay apnay aik jawab main kaha tha kay aap Idealism per bilkul yaqeen nahin rakhtay, kia thoRi wazahat kar saktay hain?

          3. Aap nay apnay aik aur jawab main kaha tha kay friendship chahay Net ki hoo yaa asaliyat main iss main koi farq nahin, yaqeenan aap ka aisa kehnay main koi zaati tajurba shaamil hoga, kia hum sab share karnay ki zehmat karain gain?

          4. Aap aksar kehtay hain kay aap ki Tanha honay ki waja MEHANGAYI hay, main humesha sochta hoon kay zaroor iss kay peechay koi aisi baat hay jo aap kehnay say qaasir hain, kia aap woh hum say share kar saktay hain?

          5. Aap kay halqa-e-ahbaab main khatoon dost bhi shaamil hain, aap kiss hadh tak aisi dosti ko payaydaar samajhtay hain aur kiss hadh tak dosti nibhaatay hain?


          All the best, agar kuch sawaal aap ko zaaati noyait kay lagain tou aap uskay jawab dainay say ijtinaab bhi kar saktay hain, khush rahyeh :)

          Fi amaan ALLAH
          sigpic

          Comment


          • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

            Welcome :rose
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

              Oyeeeeeeeeeeeeeee Tanha

              Meray sawal kay jawab dain, dosra SHOW shuroo hochuka hay March say pehlay hi 372-haha
              sigpic

              Comment


              • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                Originally posted by thefire1 View Post
                Oyeeeeeeeeeeeeeee Tanha

                Meray sawal kay jawab dain, dosra SHOW shuroo hochuka hay March say pehlay hi 372-haha
                :hoho:
                yahi apka saza hai..jo app ni last mein sawalat pochy hai....

                @ Hassan ji ka interview 10th March tak continue rhai ga.... coz inka interview late shoro hochoka tha.... :taali:
                dosra SHOW jaldi shoro ka waja mein ni onko pm kardia hai :ys:
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment


                • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                  Shukar hay yeh saza mili waisay bhi aap ka avatar dekh kar darr sa gaya hoon main 372-scare

                  Originally posted by *Hala* View Post
                  :hoho:
                  yahi apka saza hai..jo app ni last mein sawalat pochy hai....

                  @ Hassan ji ka interview 10th March tak continue rhai ga.... coz inka interview late shoro hochoka tha.... :taali:
                  dosra SHOW jaldi shoro ka waja mein ni onko pm kardia hai :ys:
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    Shukar hay yeh saza mili waisay bhi aap ka avatar dekh kar darr sa gaya hoon main
                    dary mat.... yeah hifzaat ki lyee gun uthaya hai :lol
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                      issi liye tou darr hay kahin aap apni hifaazat main humain hifaazat say sukoon ki neend naa sula dain :lol
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                        hehehe.. ni janab... hum Kabooter ko nahi mar sakti... per apko kaisy :hehe:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                          tou phir gun say kaisi hifaazat, acha tou abhi samjha :)



                          Ab main samjha teray avatar main GUN ka matlab
                          Doulat-e-hun per darbaaaaan, bitha rakha hay
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                            buht hifzat hai.. :)
                            chali issy thread sy nikal bhag jaty hai .... ise phely ka Hassan ji nend sy jagi or humein yaha sy bhaga de :bhago:
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment


                            • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                              Ok :)
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Assalaam-O-Alaikum


                                walkikuam-o-salam:salam:



                                Originally posted by thefire1 View Post
                                1. Kia taleeem insaan ko sanwaarti hay, yaa tarbiyat ka hona bhi zaroori hota hay?


                                sirf Taleem insaan ko sanwar nahi sakti us k laey tarbeeat ka hona buth zaroori hai......kuch loog to parah likh ker be jahel he rahtey hain.is key buth sey examples aam hain....


                                Originally posted by thefire1 View Post
                                2. Aap nay apnay aik jawab main kaha tha kay aap Idealism per bilkul yaqeen nahin rakhtay, kia thoRi wazahat kar saktay hain?


                                mein Idealism ko sirf insaani zehan ka he ek aesa khyal samjta hun jo haqeeqat sey buth door ker deta hai insaan ko.......shayed aap ko meri bat baqi loogoo sey mukhtlif nazar aeye per yeh mera zaati nazriya hai.....aap ko is sey ikhtlif ka mukmal haq hai......yeh insaani zehan ka ek aesa khyal hai jis ka haqeeqat sey shyed koi wasta nahi hota:shyy:

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                3. Aap nay apnay aik aur jawab main kaha tha kay friendship chahay Net ki hoo yaa asaliyat main iss main koi farq nahin, yaqeenan aap ka aisa kehnay main koi zaati tajurba shaamil hoga, kia hum sab share karnay ki zehmat karain gain?


                                Ali bahi mein friendship ko buth ahmiat deta hun apni zindgey mein.........insaan ek dosrey k sath mukhlis hona he asal shrat hai friendship key........meri zaati zindgey mein ager aap dekhooo toPegham per Ranyia k sath mera rishta net per qaiam hua per ab hum donoo he yeh samjtey hain k hum behan bahi hain haln k na is ney muje dekha na mein ney us ko

                                is tarha meri sab sey close friendship jin logo k sath hai un mein ek naam Yaaram ka be hai aur hum itney qareeb hai ek dosrey sey itney sincer k shayed real mein be loog na hotey hun..isey tarha mera aap k sath realtion ...Mr.Khan k sath buth he close relation...wasi anjum...waseem....Adnan Shahid....Khalil kia yeh real life key misaal nahi hai yeh sab net friendship he to hain.



                                Originally posted by thefire1 View Post
                                4. Aap aksar kehtay hain kay aap ki Tanha honay ki waja MEHANGAYI hay, main humesha sochta hoon kay zaroor iss kay peechay koi aisi baat hay jo aap kehnay say qaasir hain, kia aap woh hum say share kar saktay hain?


                                Ali Bahi Tanha sirf ek nick hai....aur mehngai wali bat meraye zehan key ijaad.

                                yeh sirf for fun bat hai jis tarha mera sigi ab "complete Idiot" kab bana hai jab parts milyin gaye aur parts to rayin gaye he miss372-haha

                                i hope aap samja gaye hun gaye nahi to mein mazeed wazhat ker doon ga:dance5:

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                5. Aap kay halqa-e-ahbaab main khatoon dost bhi shaamil hain, aap kiss hadh tak aisi dosti ko payaydaar samajhtay hain aur kiss hadh tak dosti nibhaatay hain?


                                Jahan tak females sey Friendship ka taulq hai to yeh be ek buth he piydaar relation hai like male sey friendship bilkul same wesa he pakeza aur muhtram. per buth sey batooo ka khyal rakhna parta hai.aur buth kuch sochna be parta hai.mein sirf apney aap ko ek limait mein rakhta hun shayed isey laey females sey friendship bari piydaar rehtai hai meriteddy
                                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                                Comment

                                Working...
                                X