Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

    Originally posted by u_r View Post
    nice one!!
    for Q 23

    hehe... apse training leni pari gi iss ki to

    for Q 24

    watan se muhabaat... mashALLAH bohat khob... hmain issi qisam ke logon ki wazorat hai... kiun ke ap jesay logon ki wajeh se hi to Pakistan qiam o diam hai... bohat khob


    Comment


    • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

      Originally posted by Tanha Hassan View Post
      Originally posted by Tanha Hassan View Post
      jazakALLAH for including me bro :rose


      Comment


      • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

        ab meri bari :esmile:

        Q1. apne mazi ka koi aesa waqiya biyan karain jisay aap abhi bhi yaad karte hain to pareshan/khush ho jate hain??

        Q2. mazi ki koi aesi cheez jisay agar apko mauqa mile ko badalna chahenge??

        Q3. dost ko manate kese hain??

        Q4. kisi insan ki sab se buri adat kia lagti hai??

        abi to yehi yaad aa rahe hain... baqi baad mein khabar leta hoon :D:
        Last edited by pakgates; 18 February 2010, 14:28.


        Comment


        • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

          Originally posted by bhataktii rooh View Post
          bhaijaan ....buhut hi ac'hey jawabaat hain...:rose
          thanx a lot apney baarey main itna sub share karney k liye...

          waqt miley ga tu insha'Allah zaroor akar ap sey sawalaat karoon gii...

          till den take care...Allah Hafiz..:hii:

          thankx a lot ranooo

          Muje intzar rahey ga aap k sawlat ka

          aap be apna khyal rakhey ga buth sara Allah hafiz
          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

          Comment


          • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

            Originally posted by pakgates View Post

            and for Q 28 :hathora
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment


            • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

              Originally posted by pakgates View Post
              for Q 23

              hehe... apse training leni pari gi iss ki to
              jeee zaroor Tasreef laey ga kabi

              Originally posted by pakgates View Post
              for Q 24

              watan se muhabaat... mashALLAH bohat khob... hmain issi qisam ke logon ki wazorat hai... kiun ke ap jesay logon ki wajeh se hi to Pakistan qiam o diam hai... bohat khob

              bahi mein ney jab hosh sambhal tha to hamrey dada jan hum sab ko yeh he seekhtey tahey.........k kasey unhooo ney hijrat k dukh dakhey hain apni behn maa bahi ko qatal hotey dekha ...family key aurtooo key izat pamal hovey tab yeh sab jaan ker dukh hota tha buth
              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

              Comment


              • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                Originally posted by pakgates View Post
                jazakALLAH for including me bro :rose
                :taali:
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment


                • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                  Originally posted by pakgates View Post
                  ab meri bari :esmile:
                  :donno:

                  Originally posted by pakgates View Post
                  Q1. apne mazi ka koi aesa waqiya biyan karain jisay aap abhi bhi yaad karte hain to pareshan/khush ho jate hain??
                  bahi mein already bata chuka hun k mein Dukh mein khus rehta hun per first time jab mein shdeed prechan hua wo Last year key bat hai.Marey bahnjey key birth k bad kuch hours guzrey tahey k us key halat khtrnaak had tak bigar gaye.Doctors ney hum ko kahan k aap k pass sirf 10 min hain jahan laey k ja saktey ho laey jaooo.ku k 10 min k bad is ka bachna na mumkin sa lagta hai.Ahmad meri bahoo mein tha aur aur shoulder per mein ney oxygen cylender rakha aur baghta hua dosrey hospital puncha.yeh 7 min meri zindgey key sab sey bari prechani thay.in 7 min mein mein yeh he dua kerta raha k Ya Allah meri zindgey laey laey aur marey bahnjey ko nai zindgey daye khair Allah k karam sey ab wo Mashallah bilkul normal and sehat mand haiteddy

                  Originally posted by pakgates View Post
                  Q2. mazi ki koi aesi cheez jisay agar apko mauqa mile ko badalna chahenge??
                  mein apan school badloon ga ta k jo kamzori aaj be muje feel hoti hai apni base kamzor honey key waja sey wo na rahey marey ander372-scare

                  Originally posted by pakgates View Post
                  Q3. dost ko manate kese hain??
                  Pahley sorry kerta hun minat tarla372-haha

                  phir galey laga leta hun wasey marey dost muj sey naraz nahi hotey ku k mein un ko naraz nahi kertateddy

                  Originally posted by pakgates View Post
                  Q4. kisi insan ki sab se buri adat kia lagti hai??

                  apney aap ko dunia ka sab sey bara aqal mand samjtey hain372-shed

                  Originally posted by pakgates View Post
                  abi to yehi yaad aa rahe hain... baqi baad mein khabar leta hoon :D:

                  thankx a lot intzar rahey ga:rose
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment


                  • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                    sab se pehle thankyou ke aap ne officially apne interview mein mujhko Khala mana:Daab to tameez se pesh aana shuru ker do
                    wese answers se sabit ho gaya ke bahtein boht bana lete ho, kabhi 1/2 lesson humhein bhi de dooke baatein kese banai jaati hein:fly:
                    mera swal yeh he, mager iss mein kai chote chote swal hein!!!!!!!!

                    Q-forum se pata challa he ke aap raat 10 baje so jatein hein, aur subh 2-2.30 bajeh tahajud(:SubhanAllhaa::garmi:) ke liye jaag jaatein hein.iss ke baad shaed nahi sote.

                    *mein yeh jaanna chahti huhn keyeh 4-4.5 hrs ki neend aap ko din bhr kese fresh aur energised rakhti he?job per kese function kerte ho?din ko to nahi sote, neend ko pura to nahi kerte!
                    *yeh aadat shuru se hi he, yaa kehin recently apnai he?


                    iss forum per boht se log hein jo ghore, ghade, oontth aur bakriyahn(nai mein khud easi nahi huhn-doosruhn ki baat ker rahi huhn:shyy:) bech ker sote hein-un ko aap kiya tips dete hein , taake woh bhi kum soya karehn aur thori see neens ke baad fresh mehsoos karehn????

                    thankyou in advance


                    sigpic

                    Comment


                    • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                      Originally posted by u_r View Post
                      sab se pehle thankyou ke aap ne officially apne interview mein mujhko Khala mana:Daab to tameez se pesh aana shuru ker do
                      mana hai samjha nahi372-haha
                      Originally posted by u_r View Post
                      wese answers se sabit ho gaya ke bahtein boht bana lete ho, kabhi 1/2 lesson humhein bhi de dooke baatein kese banai jaati hein:fly:
                      han jee app zaroor hazari dajey ga hamrey dar e Dulat per aap ko to sekha he doon ga

                      Originally posted by u_r View Post
                      mera swal yeh he, mager iss mein kai chote chote swal hein!!!!!!!!
                      jeee no problem:dance5:

                      Originally posted by u_r View Post
                      Q-forum se pata challa he ke aap raat 10 baje so jatein hein, aur subh 2-2.30 bajeh tahajud(:SubhanAllhaa::garmi:) ke liye jaag jaatein hein.iss ke baad shaed nahi sote.
                      jeee us k bad nahi sota mein ku k then office and office he

                      Originally posted by u_r View Post
                      *mein yeh jaanna chahti huhn keyeh 4-4.5 hrs ki neend aap ko din bhr kese fresh aur energised rakhti he?
                      mein 15 min key neend laey k be agley 24 hours kaam ker sakta hun without rest.just 15 min key neend muje full fresh ker datey hai:dance2:

                      Originally posted by u_r View Post
                      job per kese function kerte ho?
                      kisi be company mein project designer key hasseat buth aham hoti hai is laey mein buth active hun

                      Originally posted by u_r View Post
                      din ko to nahi sote, neend ko pura to nahi kerte!
                      9 to 5 office timing hai soona kasey??

                      Originally posted by u_r View Post
                      *yeh aadat shuru se hi he, yaa kehin recently apnai he?
                      8 years sey same adat hai:dance5:


                      Originally posted by u_r View Post
                      iss forum per boht se log hein jo ghore, ghade, oontth aur bakriyahn(nai mein khud easi nahi huhn-doosruhn ki baat ker rahi huhn:shyy:) bech ker sote hein-un ko aap kiya tips dete hein , taake woh bhi kum soya karehn aur thori see neens ke baad fresh mehsoos karehn????

                      thankyou in advance

                      sab k halat muj jasey to hotey nahi is laey better hai k aap apni full neend ko enjoy keroooo:dance5:
                      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                      Comment


                      • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                        :roseTo Lovely Tanha Hassan:rose



                        Khuda Karay Ke Tum Jio Hazaar Bars!!!!
                        Aur Har Bars Ke Hon Din Pachas Hazaar!
                        Last edited by BANJARAH; 19 February 2010, 14:28.
                        :oldie:
                        S T I L L W A I T I N G
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                          Originally posted by Tanha Hassan View Post

                          بہت بہت شکریہ آپ کا سارا ویسے مجھے یقین نہیں تھا کے آپ انٹرویو پڑھو گی




                          ہاں کتاب بھی پڑھ ہی لیتا ہوں ویسے عمران سریز کا بھی سٹاک ہے کافی چاہے تو بیھجوں




                          وڈی اُستانی جی آپ کو اجازت لینے کی کیا ضرورت اور مجھے آپ کے سوالات کا انتظار رہے گا بشرطیکہ وہ سادہ سے ہوں ہاہاہاہاہاہاہاہاہاہا





                          کیوں کیوں کیوں یقین نہیں تھا میری کسی پیغام ممبر سے دشمنی نہیں جو میں کسی کا انٹرویو نا پڑھوں ہاں لیکن رومن میں ہو تو سچی بات ہے کہ زیادہ نہیں پڑھا جاتا
                          آپکے جوابات تو اردو میں ہیں اس لیے آسانی رہئ
                          /hmmm
                          نہیں عمران سیریز نہیں پڑتھی میں اپنے بس کا روگ نہیں
                          :lol

                          اوکے اوکے سادہ ہی ہونگے سوال
                          میری طرح
                          /shade
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                            Originally posted by Tanha Hassan View Post
                            V V good replies,,,,,,,,,,,,

                            Khasoosann PG kay hawallay sayy tmharray Jazbaat v v appreciateable janiiiiiiiiiiiiii.......

                            B happy
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment


                            • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                              Originally posted by Tanha Hassan View Post
                              mana hai samjha nahi372-haha


                              han jee app zaroor hazari dajey ga hamrey dar e Dulat per aap ko to sekha he doon ga

                              dar e dulat per haziri diye bgher hi online lessons hi de do!

                              jeee no problem:dance5:



                              jeee us k bad nahi sota mein ku k then office and office he



                              mein 15 min key neend laey k be agley 24 hours kaam ker sakta hun without rest.just 15 min key neend muje full fresh ker datey hai:dance2:


                              mgger kesse??????:think:
                              kisi be company mein project designer key hasseat buth aham hoti hai is laey mein buth active hun

                              acha abh bass bhi ker...nahi kaha ke designer hone aur aham hone ki baat ker:khi:

                              9 to 5 office timing hai soona kasey??



                              8 years sey same adat hai:dance5:





                              sab k halat muj jasey to hotey nahi is laey better hai k aap apni full neend ko enjoy keroooo:dance5:
                              seedha seedha keh ke apna raaz kissi ko nahi batna chahta!!!!

                              plz bata do na


                              sigpic

                              Comment


                              • Re: In The Spotlight ~*Tanha Hassan ji~*

                                Originally posted by saraah View Post
                                کیوں کیوں کیوں یقین نہیں تھا میری کسی پیغام ممبر سے دشمنی نہیں جو میں کسی کا انٹرویو نا پڑھوں ہاں لیکن رومن میں ہو تو سچی بات ہے کہ زیادہ نہیں پڑھا جاتا

                                آپکے جوابات تو اردو میں ہیں اس لیے آسانی رہئ
                                /hmmm
                                نہیں عمران سیریز نہیں پڑتھی میں اپنے بس کا روگ نہیں
                                :lol

                                اوکے اوکے سادہ ہی ہونگے سوال
                                میری طرح

                                /shade

                                bas wasey he....dil ka kia kia ja sakta hai jo marzi sochey:shyy:

                                Imran series parhney k laey hosla cahey dimagh key Laasi ban jati hai Baqool Sarfraz Qamar372-haha

                                ager aap key tarha k hooon gaye to phir marey k marey
                                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                                Comment

                                Working...
                                X