Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN the Spotlight ~Dear Rida~!

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

    Originally posted by *khushi* View Post
    v3ry Nic3 Int3rvi3w...:thmbup:

    M3in3 To Y3 Sayings Sav3 Kar Li Hain...:)
    Originally posted by *khushi* View Post
    agr333:)
    Hala D3 Ab M3 Ki Choclat3sss Bhi D3 D3in..teddy
    :d:
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #62
      re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

      Asalam-o-alikum Rida,

      Aap ka interview parha acha laga aap kay baray mein jan kar, mashALLAH aap nay kafi achay andaz mein sawalat kay jawabat diay hain, great work :thmbup:, aap ki soch kafi munfarid aur gehri hai(masahALLAH) yeh jan kar bhi acha laga. Quotes aur pegham bhi kafi thoughtful tha :clap:. Overall great work, jeti rahein khush rahein, abad rahein aur issi tarah PG family ka aik eham hissa bani rahein(Ameen) :dua

      aur aakir mein aik sher yaad aa gia to aap ko dedicate kartay hain

      Gham ki aahat bhi na aaiay teray dar par
      Pyar kay samandar ka to bhi aik kinara ho
      Kabhi bhol kay tapkay teri aankh say moti
      Thamay woh jo tujhay sab say pyara ho
      Last edited by pakgates; 20 January 2009, 11:24.

      Comment

      • #63
        re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

        Originally posted by itfreak View Post
        Asalam-o-alikum Rida,

        Aap ka interview parha acha laga aap kay baray mein jan kar, mashALLAH aap nay kafi achay andaz mein sawalat kay jawabat diay hain, great work :thmbup:, aap ki soch kafi munfarid aur gehri hai(masahALLAH) yeh jan kar bhi acha laga. Quotes aur pegham bhi kafi thoughtful tha :clap:. Overall great work, jeti rahein khush rahein, abad rahein aur issi tarah PG family ka aik eham hissa bani rahein(Ameen) :dua

        aur aakir mein aik sher yaad aa gia to aap ko dedicate kartay hain

        Gham ki aahat bhi na aaiay teray dar par
        Pyar kay samandar ka to bhi aik kinara ho
        Kabhi bhol kay tapkay teri aankh say moti
        Thamay woh jo tujhay sab say pyara ho
        buht buht buht dhiar saara shukriyaa...... aap kay comments kay liye aur itni khobsorat dedication kay liye bhi :D:
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #64
          re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

          M3i bhi agayiiiteddy

          1-aik baaat ap m3i jo apko na-pasand ho?
          2-aik baaat ap m3i jo apko pasand ho?

          3-Co -education honi chay3 ?? apk3 kia vi3ws hain isss bar3 m3i
          4-Zindagi kia hai??? ap usko k3s3 d3scrib3 karingi?

          5-Jab bht ziadah khush hoti hain to usss khushi ka izhaar k3s3 karti hain?
          6-agar achanak h3 koi good n3ws mil jay3 wht will b3 ur r3action???

          Comment

          • #65
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #66
              re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

              Originally posted by *Rida* View Post
              22. Muhabbat aur dosti mairay khayal main lazim-o-malzoom hain....dosti main muhabbat ho tabhi woh aik long term relationship sabit ho sakti hai.....aur Muhabbat mein dosti sonay per suhaga hai.....dosti.. mizaaj aur tarjeehat aik jaisi honay ki bina per buht taizi say ho bhi sakti hai aur qaaim bhi reh sakti hain... aisa zuroori nahin hai keh pasnd na pasand bilkul same ho....but mindset should be alike...mm ...muhabbat main aisi koi pabandi nahin hoti......bus ho jati hai.....

              well said............ :thmbup:

              Originally posted by *Rida* View Post
              24. Aazmaaish aur zindgi bhi aik dosray say mashroot hain....zindgi is tarah apnay honay ka ehsaas dilati hai......agar aazmaish khatam ho gai....tu Zindgi bhi khatam ho jai gi.....moat ka sukoot cha jaiga....ALLAH TALA nay hamain yeh zindgi ata ki hai.....zindgi ko guzarnay ka tareeqa , saleeqa sikhanay kay liye woh hamain mkhtalif aazmaishooN say guzarta hai....
              Originally posted by *Rida* View Post
              ham apnay +ve experiences say itna nahin seekh patay jitna -ve experiences say seekhtay hain..... main nay dekha hai keh shro shro main jo kuch hamain -ve lagta hai... woh hamaray beleives ko aur strong kar daita hai ......aur hamaray future kay liye aur bhi zyada behter sabit hota hai........chahain tu ham isay lightly lai saktay hain aur chahain tu rootay rootay sari zindgi guzar saktay hain.....
              remember " The more the Diamond cuts , the more it shins""

              buht khubsurat misal ki sath app ni wazia kia...

              Originally posted by *Rida* View Post
              25. sab ko apnay bachpan kay hi din achay lagtay hain... jab sab hi apnay taien shahana zindgi guzartay hain... with no worries, no problems......:D:

              :eye:

              Originally posted by *Rida* View Post
              26. hmmm...jitna kuch aap nay mention kia hai...... main compromising hoon..... aur mairay khayal main aisa hona chahiye..... waqt aur halaat kay lihaaz say khud ko baray aaraam say change kar laiti hoon......friends bhi mairay baray main aisa hai sochtay hain......watery nature hai.......jis bartan main dallo wohi shape ban jai.....jazbaati nahin hassas hoon bus.......kafi had tak thehraao aa gaya hai tabeeat mein.....aur main koshish karti hoon keh main buht hi cool minded ho jaon..........1st koi mujhay naraaz nahin karta .... 2nd main naraz hoti hi nahin.......agar kuch problem ho bhi tu main margin of error dainay ki qaaail hoon....

              :jazak:
              Originally posted by *Rida* View Post
              27. main buht slow slow khana khati hooon.....buht dair lagti hai.....mairay sath khanay walay bar bar kehtay hain...jaldi khao na....:hehe:
              Originally posted by *Rida* View Post
              main nay ghar main pocha tu mujhay kaha gaya....mairi sari hi aadatain pasand hain mairay ghar waloon ko.....

              MASAHALAH!!
              waisy ek kabi kabi slow khana sy nuqsan be hoti hai :khi:

              Originally posted by *Rida* View Post
              29.hmmm....
              Originally posted by *Rida* View Post

              ghalat fehmi nay batoon ko barha dala yunhi warna

              kaha kuch tha, woh kuch samjha , mujhay kuch aur kehna tha

              ghalat fehmiyaan wahan paida hoti hain jahan communication gap ho.....sahih tarah say baat ko explain nahin kia jai.......
              mairay say koi naraz nahin hota ...mairay ird gird buht pyaar karnay walay loag mojoud hain....:D:...

              30. koi apna bhi ho aur buht piyara bhi ho tu bhala woh kiun hamain dukh dai ga....... yeh tu question hi sahih nahin hai....:D
              right dear... :D
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment

              • #67
                re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                Originally posted by *khushi* View Post
                M3i bhi agayiiiteddy
                :phool:

                1-aik baaat ap m3i jo apko na-pasand ho?
                2-aik baaat ap m3i jo apko pasand ho?
                1. main apnay expression nahin chupa pati....chahay kuch acha ho ya na ho.... foran mairay face per bara bara likha nazar ajata hai ...keh mairi feelings kia hain.... mujhay achi tarah jannay walay tu kia strangers bhi baray araam maira chehra dekh kar samajh jaien...keh me ki kia feelings hain.....

                2. Main is mamlay mein Wasif Ali Wasif ki shagird hoon... Wasif Ali Wasif kehtay hain keh bad naseeb hai woh shakhs jisay apni tareef khud karni paray.....mairay ird gird itnay piyaray loag mojoud hain mairi tareef karnay kay liye....:wk,....mujhay kia zuroorat hai.......
                3-Co -education honi chay3 ?? apk3 kia vi3ws hain isss bar3 m3i
                4-Zindagi kia hai??? ap usko k3s3 d3scrib3 karingi?
                3. co-education sirf aik , 2 lines mein bayan karnay wala mamla nahin...poora thread ban jai is per tu.....is ka jawab jab zara zyada time hoga tab doon gi.... INSHALLAH TALA kal...

                4. Zindgi,,, khushi , gham, muhabbat, nafrat, milna, bicharna , dosti, larai, aur aisay hi dhair saray rangooN ka imtizaaaj hai.... mukhtalif phases ka majmooa hai......

                5-Jab bht ziadah khush hoti hain to usss khushi ka izhaar k3s3 karti hain?
                6-agar achanak h3 koi good n3ws mil jay3 wht will b3 ur r3action???
                5. jab khush hoti hoon tu bus khush hoti hoon..:D:..muskarahat hi rehti hai bus mairay chehray per..... ghar main sab ko shareek karti hoon apni khushi mein...koi khaas tareeqa nahin hotaa.....abhi me kay AUTOCAD kay test mein 98% marks aaye tu aglay din tak bhi me kafi khush hi thi....yeh mujhay us waqt maloom howa....jab office colleague nay bhi kaha tum khush lag rahi ho.....shayed me ki mukarahat ki hi waja say....us ko bhi maloom ho gaya...

                6. achanak good news milnay per thori si :wow: wali kafiyat hoti hai.... ALLAH ka shukar ada karti hoo.....:D:
                Last edited by *Rida*; 23 January 2009, 08:41.
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #68
                  re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                  :D: mujhay bhi khushi hoi keh aap ki coffee ka maza dobala ho gaya.....:hug:
                  waisay aap kahan ghayeb hain.....
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  • #69
                    re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                    Originally posted by *Hala* View Post
                    [/color][/size][/font]

                    MASAHALAH!!
                    waisy ek kabi kabi slow khana sy nuqsan be hoti hai :khi:
                    jee....nuqsaan bhi hota hai....us waqt zyada jab aap kahin dawat mein jaieen.....:hehe:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #70
                      re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                      Originally posted by *Rida* View Post
                      :phool:

                      1. main apnay expression nahin chupa pati....chahay kuch acha ho ya na ho.... foran mairay face per bara bara likha nazar ajata hai ...keh mairi feelings kia hain.... mujhay achi tarah jannay walay tu kia strangers bhi baray araam maira chehra dekh kar samajh jaien...keh me ki kia feelings hain.....

                      2. Main is mamlay mein Wasif Ali Wasif ki shagird hoon... Wasif Ali Wasif kehtay hain keh bad naseeb hai woh shakhs jisay apni tareef khud karni paray.....mairay ird gird itnay piyaray loag mojoud hain mairi tareef karnay kay liye....:wk,....mujhay kia zuroorat hai....... 3. co-education sirf aik , 2 lines mein bayan karnay wala mamla nahin...poora thread ban jai is per tu.....is ka jawab jab zara zyada time hoga tab doon gi.... INSHALLAH TALA kal...

                      4. Zindgi,,, khushi , gham, muhabbat, nafrat, milna, bicharna , dosti, larai, aur aisay hi dhair saray rangooN ka imtizaaaj hai.... mukhtalif phases ka majmooa hai......

                      5. jab khush hoti hoon tu bus khush hoti hoon..:D:..muskarahat hi rehti hai bus mairay chehray per..... ghar main sab ko shareek karti hoon apni khushi mein...koi khaas tareeqa nahin hotaa.....abhi me kay AUTOCAD kay test mein 98% marks aaye tu aglay din tak bhi me kafi khush hi thi....yeh mujhay us waqt maloom howa....jab office colleague nay bhi kaha tum khush lag rahi ho.....shayed me ki mukarahat ki hi waja say....us ko bhi maloom ho gaya...

                      6. achanak good news milnay per thori si :wow: wali kafiyat hoti hai.... ALLAH ka shukar ada karti hoo.....:D:
                      bht ache ans diy3 aur qu3stion 3 ka m3i wait karungi..mujh3 d3tail m3i janna hai aps3:phool:

                      Comment

                      • #71
                        re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                        1..P3gham p3 apk3 fav s3ctions kon kon s3 hain?:eye:

                        2..Apk3 fav nicks?? :lpop:

                        3..Agara apko apka nick chang3 ka kaha jay3 kia rakhi3ngi?

                        4..Apk3 fav emotions kon s3 hain??:D:

                        5..Pegham pe kis ki posting achi lagti hain lik3 s3nsibl3 r3pli3s?:)

                        6..Kis kis posting bachon wali lagti hai??:wk

                        7..P3gham ki kon kon c females se miln3 ko dil karta hai??teddy

                        8..agar apko 1 month k3 liy3 p3gham s3 ban kardia jay3 apka kia r3action hoga? :bhago:

                        9..ap job karti hai na..agar apko wahan s3 aik w33k ki l3av3 mil jay3 to usko k3s3 sp3nd kari3ngi??:lpop:

                        10..Choclat3s pasand hain apko?teddy
                        Last edited by *khushi*; 23 January 2009, 14:18.

                        Comment

                        • #72
                          re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                          I m sorry .. last two timez commentz lekhi thi last stage pe light hai chali gyee thi..
                          apki sab jawabat aur khayalat buht hai onchi or qabil tareef hai MASHALLAH!
                          be happy alwayz..
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          • #73
                            re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                            Originally posted by *Rida* View Post
                            jee....nuqsaan bhi hota hai....us waqt zyada jab aap kahin dawat mein jaieen.....:hehe:
                            yes!! meri ek couzin be hai ..she eatz too slowly.
                            jab be kahi dawat pe jati hai bechari bhoki reh jati hai.. per ghar mein akaar kuch apni lyee kahani ka intizam karti hai.. mein tu oss sy kehti ho.. ka app dawat pe jaya na karo to behtar hai ... :hehe:
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment

                            • #74
                              re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                              Ji kuch meri taraf sy sawalat........... :D:

                              Q1/ Kia net ki dunia mein kuch haqeeqat hoti hai? agar hai to kitna agar nahi hai to kyon :hhh:
                              Q2/ net per rishte nibhte hain yaa nahin ?? ager nahin to kyoon nahin :hhh:
                              Q3/Kal ki aurat or ajj ki aurat mein kia farq hai :hhh:
                              Q4/ Agar apko ek bat na psand ho aur wahi bat bar bar apki samni duhra jaye to app kia karegi :hhh:
                              Q5/ Agar apko ek din ki humkumat ki zimadari dia jayee to sab sy phely apki kia kaam hogi. :hhh:
                              Q6/ Aap kis tarhan ki company mey khush rahti hein :hhh:

                              baqi baad mein :eye:

                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment

                              • #75

                                Working...
                                X