Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN the Spotlight ~Dear Rida~!

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

    Originally posted by saraah View Post
    hmmmm..thank u.......:D:
    actually me ne aurta ka emotional honay k muqablay me practical hona pocchhaaa thaa........:khi:
    galti meri hi hui na......swaal sakeeqay se nae kiya jaldi me.......:D:
    infact maira khayal gaya tha us taraf ...... aur shayed maira pehla jawab kisi had tak is question kay liye bhi ho sakta hai.....
    khwateen ka khameer hi aisa hai... ALLAH TALA nay banaya hi aisa hai.... waqt guzarnay kay sath sath tabeeat mein thehraao aa sakta hai .......wahi baat hai ..... apny aap ko change karnay kay liye aik mindset ki zurorat hoti hai..........kabhi main bhi apni frnds mein buht zyada emotional kehlati thi.... kuch cheezoon kay baray mein ab bhi hooon....... lakin halaat ki tabdeeli kay saath khud mein tabdedli lana hi behter rehta hai......
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Gustaakhi kerne ki ijaazat chahtay huay aap se kuch sawaal

      1. Aap job kerti hein, apnay colleagues se aap nuk'chari ho ke rehti hein ya friendly, aur is ke ilawa aap apni job se kitna comfortable feel kerti hein?

      2. Jub apnay kisi colleague ya job se related person per bohat ziada ghusa aata he to us waqt kia kerti hein?

      3. Ghar mein apni baat kis hud tak manwaati hein?

      4. Khanay mein kia kia bana sakti hein?

      5. Aap ne Geographia ka subject kia sooch ker choosa?

      6. Goomna phirna kesa lagta he aap ko? Kabi karachi se bahir gaein? If yes, kahan kahan?

      abi ke liye itnay he
      yeh kia hota hai.........

      khud ko khud hi nay iajazat dai di....:hehe:

      umeed hai aa gay questions khatam ho jaine gay.....
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

        Originally posted by *Rida* View Post
        infact maira khayal gaya tha us taraf ...... aur shayed maira pehla jawab kisi had tak is question kay liye bhi ho sakta hai.....
        khwateen ka khameer hi aisa hai... ALLAH TALA nay banaya hi aisa hai.... waqt guzarnay kay sath sath tabeeat mein thehraao aa sakta hai .......wahi baat hai ..... apny aap ko change karnay kay liye aik mindset ki zurorat hoti hai..........kabhi main bhi apni frnds mein buht zyada emotional kehlati thi.... kuch cheezoon kay baray mein ab bhi hooon....... lakin halaat ki tabdeeli kay saath khud mein tabdedli lana hi behter rehta hai......
        hmm...aap ke jawaab ka lub e lubaab yeh hai aurat me lachak hoti hai....she can change easily.......right.....
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

          Originally posted by saraah View Post
          hmm...aap ke jawaab ka lub e lubaab yeh hai aurat me lachak hoti hai....she can change easily.......right.....
          yuppppp........ compromising hona chahiye kisi had tak.......had say zyada lineant hona bhi sahih nahin hota......
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

            Rida... aap ke baare mein parh ker or jaan kar accha laga.... :rose... socha yeh thread close hojaaye us se pehle reply kar dein... :D
            humesha khush raho.... gud luck for everything... :hug:

            Comment

            • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

              Rida tum itna kam kam kio bolti hoo ?:D:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                Originally posted by ummid View Post
                Rida... aap ke baare mein parh ker or jaan kar accha laga.... :rose... socha yeh thread close hojaaye us se pehle reply kar dein... :D
                humesha khush raho.... gud luck for everything... :hug:
                thans Ummid :hug:
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Rida tum itna kam kam kio bolti hoo ?:D:
                  yeh bhi mahoul ka hi asar hai......ham loag seprate ghar mein rehay aur zyada loagon say milna julna raha nahin ....... siblings bhi zyada nahin khud hi kam go aur tanhai pasand hoti chali gai...... bus isi liye kam kam bolti hooon.....:)
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    yeh bhi mahoul ka hi asar hai......ham loag seprate ghar mein rehay aur zyada loagon say milna julna raha nahin ....... siblings bhi zyada nahin khud hi kam go aur tanhai pasand hoti chali gai...... bus isi liye kam kam bolti hooon.....:)
                    yeh buri aadat he, isay door karo
                    :thmbup:

                    Comment

                    • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      yeh buri aadat he, isay door karo
                      mairi friends kehti hain...main bolti kam...lakin hansti muskarati zyada hoon.... aur mairay qareebi loagoon ko kabhi bhi mairay kam bolnay say koi problem nahin rahi.......:)
                      abhi tak Zaban ki hifazat aur Islamic point of view say itna kuch perh chuki hoon..... keh mujhay is baat ka hergiz afssos nahin hota.....kam lakin acha bolna bhi tu aik khobi hai......
                      mujhay naam yaad nahin ....aik sahabi sirf is liye monh mein pathar rakhtay
                      thay keh unhain kam baat karnay ka moqa milay......
                      kehtay hain zyada batoni loagooN per gongay hi rashk kar saktay hian.......amoman zyada bolnay walooN say loag ukta jatay hian.....lakin aik achay listener say kabhi koi tang nahin ho sakta ....:lpop:

                        Bolna aik art he. Aur tumhari logic se aik quote yaad aa rahi he mujay.

                        "Logic is a systematic method to come to the wrong conclusion with confidence". Aisi logics na do jisay dil na maanay. Baat kum boolnay aur ziada bolnay walay loogon ki nahi ho rahi. Baat yahan aap ki ho rahi he. Aap ko bohat kum discussion kerte dekha gaya he jub ke ziada apni dunia mein he gum paya gaya he. Hope you get me
                        :thmbup:

                        Comment

                        • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Bolna aik art he. Aur tumhari logic se aik quote yaad aa rahi he mujay.

                          "Logic is a systematic method to come to the wrong conclusion with confidence". Aisi logics na do jisay dil na maanay. Baat kum boolnay aur ziada bolnay walay loogon ki nahi ho rahi. Baat yahan aap ki ho rahi he. Aap ko bohat kum discussion kerte dekha gaya he jub ke ziada apni dunia mein he gum paya gaya he. Hope you get me
                          Islam aap ko logic lagta hai...:(...........main nay koi baat apni taraf say nahin ki......
                          main nay apni hi baat ki hai ..... apnay andar gunjaaish rakhti hooon.... take achi batain follow kar sakoon...... aur jin per pehlay hi karband hoon...us per ALLAH TALA ka shukar ada karti hoon........
                          aisa sirf aap hi nay dekha hai..... kitni postings dekhtay hain aap mairi..... her aik ki khushi mein khush hoon, dukh mein shareek hoon.... loag mairay baray mein pehli baat maira cooprative aur help ful hona kehtay hain.... dosroon say acha relationship hota hai tabhi tu yeh jaan patay hain....
                          aap ki baat main samajh gai hoon... umeed hai aap bhi mairi baat samajh jain gay.....aur yeh shayed aap hi nay kaha tha...

                          Baatein aap achi kerti hein, is baat ka mujay pata lag gaya he. Khair aap GS mein aaya keejiye wahan aap ka mujay bara intzaar rahay ga
                          Last edited by *Rida*; 2 March 2009, 07:47.
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment

                          • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                            Originally posted by *Rida* View Post
                            yeh bhi mahoul ka hi asar hai......ham loag seprate ghar mein rehay aur zyada loagon say milna julna raha nahin ....... siblings bhi zyada nahin khud hi kam go aur tanhai pasand hoti chali gai...... bus isi liye kam kam bolti hooon.....:)
                            mere sath b esa thaa.rida...bt me kafi bol leti hoon......:khi:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                              Originally posted by saraah View Post
                              mere sath b esa thaa.rida...bt me kafi bol leti hoon......:khi:
                              main nay bataya na...mairi family aur friends mein koi isay issue nahin banata.....aur main itna zyada bhi khamosh nahin rehti......koi saath bolnay wala ho tu main bhi batain karti rehti hoon...:)
                              ho sakta hai pegham per aisa lagta ho.......woh bhi sirf is liye keh main bongiyaan nahin marti...... simple si batain karti hoon bus.....lakin ab Fari saath hai naa... seekh jaon gi yeh kaam bhi :hehe:
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                                Originally posted by *Rida* View Post
                                main nay bataya na...mairi family aur friends mein koi isay issue nahin banata.....aur main itna zyada bhi khamosh nahin rehti......koi saath bolnay wala ho tu main bhi batain karti rehti hoon...:)
                                ho sakta hai pegham per aisa lagta ho.......woh bhi sirf is liye keh main bongiyaan nahin marti...... simple si batain karti hoon bus.....lakin ab Fari saath hai naa... seekh jaon gi yeh kaam bhi :hehe:
                                its ok rida...i know.....forum wgera pr aap uss waqt tak kisi k baray me raye qayam nae kr skaty...jab tak aapki kaafi zayda chit chat na ho jaye....kam az kam mera khyaal tou yahi hai
                                aur jahan tak baat hai k aap chat kiyon nae krtay/krtin....tou its dfntly sm thing personal......we shudnt force anyone.....
                                aur jahan tak baat hai...me ne khamiyon me iss baat ki tayeed ki aamir ki...k aap serious lagtin hain....tou yesss.....i felt so....:D:....coz aap jo replies krtin hai na...thraeds me....wo usually serious hotay hain.....even me ne jitna aapka interview parrha hai...iss me b ''mazaah'' ka unsar kam hai.......bt ok...ok...ok....///......no problem........///

                                n dont call it bongiyaan
                                kya aapko lagta hai k me bongiyaan maarti hoon.......
                                (har waqt///)
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X