Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN the Spotlight ~Dear Rida~!

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

    Originally posted by *Rida* View Post
    aap ko yeh khud gharzi lag rahai hai... yeh tu understanding hai.... ham larkiyaaN aik dosray ko samajhti hain...tabhi pata chalta hai keh kitni achi hain...:)
    :thmbup:

    Comment

    • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

      Originally posted by *Rida* View Post
      waisay aap nay chunkeH ajnabi loagooN kay hawalay say baat ki thi.....is liye main nay usi lihaaz say jawab diya......
      lakin tamam hi relationships kay liye main aik aur baat follow karti hoon...
      main nay shayed pehlay bhi kaha tha keh banda ko khud say sincere hona chahiye......mujhay aisa lagta hai jaisay koi shakhs dosray kay saath bura karnay say pehlay apnay aap say bura karta hai..... kiun keh aaj ya kal usay apnay kiye ka badla tu milay ga hi.....ksi aur say waisa hi solook karna chahiye jaisay banda apnay sath karwana chahay....agar usay achay solok ka reward na milay ya kharab solok per dosra shakhs bardasht kar lai.... tab bhi ALLAH TALA tu sab dekh hi raha hai ... jahan woh RAHEEM hai KAREEM hai wahin MUNTAQIIM bhi hai........ aik ehsaaas yeh hona chahiye keh ALLAH TALA aur banday kay darmiyaan aik rishta hai aur banday ko chahiye keh us rishtay ko pure rakhay....us ki purity ko qaaim rakhay.....koi shakh kisi dosray shakhs say jhoot bol sakta hai dhoka dai sakta hai lakin ALLAH TALA tu sheh rag say bhi zyada qareeb hai .....hamaray dilooN kay haal janta hai....jo shakhs is aik rishtay ka lihaaz karay gaa i think tamam rishtooN ka lihaaz karna seekh jai ga.....

      GS mein aati tu hoon..... pata nahin kiun sab nay issue banaya howa hai......
      waisay ab Fari nay kaha hai na saath daina ka....tu bongiyaan bhi marnay hi lagoon gi.....:D
      Baatein aap achi kerti hein, is baat ka mujay pata lag gaya he. Khair aap GS mein aaya keejiye wahan aap ka mujay bara intzaar rahay ga
      :thmbup:

      Comment

      • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

        Originally posted by *Rida* View Post
        agar itna giraaN guzar raha hai baat karna... keh chahray kay zawiye hi durust nahin ho rahay ... tu kis nay kaha hai aap say yeh takleef karnay ko.....:lpop:

          unky ya zawiye asay hi hian aanchal de un zawiye ko dadu zawiye ka naam day chuki hain372-haha

          Comment

          • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

            My Nxt Question....aap Kya Kuch Akelay Kr Saktin Hain......???
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

              Originally posted by saraah View Post
              MY 2ND QUESTION......::rose

              AURAT KO KITNA PRACTICAL HONA CHAHIYE.........?
              practical hona ......haqeeqat pasand honaay say hi relate karta hai i think......jab haqeeqat ko samjhain gay tu usi kay mutabiq apna amal rakhain gay...... aur usi had tak practical bhi ho jain gay......chahay females ghar main hoon ya job karti hoon... donOon hi surtoon mein .... apnay aap mein changings laanay kay liye baqaida practice ki zuroorat hoti hai..... aik mindset ki zuroorat hoti hai..... kuch planning ki aur phir us per amal karnay ki bhi.....amal na kia tu faida hi kia....zindgi mein baith kar sirf batain bananay ya sochnay kay liye nahin aaye.....hamaray deen mein bhi fozzol mein mashghool reh kar time waste karnay ki mumaniat ki gai hai....so itna practical hona hi chahiye keh insaan zindgi mein looser ki hasiyat say na jana jai.....
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                :tasali:

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Baatein aap achi kerti hein, is baat ka mujay pata lag gaya he. Khair aap GS mein aaya keejiye wahan aap ka mujay bara intzaar rahay ga
                aap ka zarf hai, husn e nzar hai jo aisa laga aap ko.....
                ALLAH khair karay.......
                Last edited by *Rida*; 20 February 2009, 07:57.
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                  Originally posted by fari View Post
                  unky ya zawiye asay hi hian aanchal de un zawiye ko dadu zawiye ka naam day chuki hain372-haha
                  dadu zawiye....:kr:
                  Aanchal say pochna paray ga is ka matlab....:D.
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                    Originally posted by saraah View Post
                    My Nxt Question....aap Kya Kuch Akelay Kr Saktin Hain......???
                    mujhay is question ka matlab samajh nahin aaya........ ALLAH ka shukar hai mujhay jo bhi task diya jata hai .... main bakhoobi usay poora karti hain....her kaam achay tareeqay say hi karnay ko koshish karti hoon.... agar is ka matlab hai team work mein zomfortable rehti hoon ya akelay tu .... main donooN hi sortooN mein kaam kar laiti hoon.... akalay bhi aur saath mil kar bhi.....
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                      Originally posted by *Rida* View Post
                      :tasali:

                      aap ka zarf hai, husn e nzar hai jo aisa laga aap ko.....
                      ALLAH khair karay.......
                      Aap ka shukriya, chalo kisi PG ke larki ne kuch acha to kaha :embarasse
                      :thmbup:

                      Comment

                      • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                        Gustaakhi kerne ki ijaazat chahtay huay aap se kuch sawaal

                        1. Aap job kerti hein, apnay colleagues se aap nuk'chari ho ke rehti hein ya friendly, aur is ke ilawa aap apni job se kitna comfortable feel kerti hein?

                        2. Jub apnay kisi colleague ya job se related person per bohat ziada ghusa aata he to us waqt kia kerti hein?

                        3. Ghar mein apni baat kis hud tak manwaati hein?

                        4. Khanay mein kia kia bana sakti hein?

                        5. Aap ne Geographia ka subject kia sooch ker choosa?

                        6. Goomna phirna kesa lagta he aap ko? Kabi karachi se bahir gaein? If yes, kahan kahan?

                        abi ke liye itnay he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                          Originally posted by *Rida* View Post
                          1. mujhay pegham kay taqreeban saray hi section achay lagtay hain... apni different qualities ki waja say...

                          2. fav nick buht saray hain......jin mein u ka nick bhi shamil hai.....
                          khushi, ummid, itfreak, Almas, Wafa, Wareesha, Shy, Ms. khan, Aanchal, Xenya Hala, Senorita, Saraah, Gul Gul-e-Lala, Miss SNG, MSA, ESR, Dua, Lucky, jia, hijab, Shaim, Aania, Ahsas, bus u he, bint-e-Adam, fari, Kashaf, La-Hasil , Madiha..Zeeshan...Muqadas....abhi yehi yaad aaye hai.....

                          3. main nay apna nick change kia tha aur "Aabgina" nick rakha tha.....

                          4. :D: :D :phool: :) :lpop: :hug: .....yeh hain most fav emotion.....

                          5. zyada tar.... Almas, Aanchal, Xenya, Muqadas, Saraah, Senorita, Musaddaq, Aquari, Mr. khan, Ms. Khan.....yeh hain woh members jin kay replies achay lagtay hain......

                          6. mairay khayal koi bhi aisi childish postings nahin karta....:)

                          7. Hala, Aanchal aur Xenya ....in say milnay ko dil karta hai.....

                          8. .......main nay aisa kia kiyaa hai.......

                          9. main ghar hi main rehna pasand karon gi... mazay mazay kay khanay banaon gi..... aur sab ko khilaaon gi.......

                          10. choclate buht zyada sweet hoti hai..... kam hi pasand karti hoon... crazy nahin hoon.....

                          :D: completed.......
                          :khi::khi:
                          thankyou rido rani :hug:

                          Comment

                          • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                            Originally posted by *Rida* View Post

                            kaunsay member say aap impress ho.

                            buht saray members say...un ki kuch khas qualities ki waja say.......jin mein shamil hein......Aanchal, Xenya, Hala, Wafa, Almas, Aamir, Fari, Shakeel Bhai, Saraah, ItFreak
                            , Saima Shaheen, Muqadas, khushi, Miss SNG, Pakiza....

                            ...:)
                            hehehheh rido rani yeh bohat ziyada hogai ghalaehmi

                            Comment

                            • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                              Originally posted by *Rida* View Post
                              practical hona ......haqeeqat pasand honaay say hi relate karta hai i think......jab haqeeqat ko samjhain gay tu usi kay mutabiq apna amal rakhain gay...... aur usi had tak practical bhi ho jain gay......chahay females ghar main hoon ya job karti hoon... donOon hi surtoon mein .... apnay aap mein changings laanay kay liye baqaida practice ki zuroorat hoti hai..... aik mindset ki zuroorat hoti hai..... kuch planning ki aur phir us per amal karnay ki bhi.....amal na kia tu faida hi kia....zindgi mein baith kar sirf batain bananay ya sochnay kay liye nahin aaye.....hamaray deen mein bhi fozzol mein mashghool reh kar time waste karnay ki mumaniat ki gai hai....so itna practical hona hi chahiye keh insaan zindgi mein looser ki hasiyat say na jana jai.....
                              Originally posted by *Rida* View Post
                              mujhay is question ka matlab samajh nahin aaya........ ALLAH ka shukar hai mujhay jo bhi task diya jata hai .... main bakhoobi usay poora karti hain....her kaam achay tareeqay say hi karnay ko koshish karti hoon.... agar is ka matlab hai team work mein zomfortable rehti hoon ya akelay tu .... main donooN hi sortooN mein kaam kar laiti hoon.... akalay bhi aur saath mil kar bhi.....

                              hmmmm..thank u.......:D:
                              actually me ne aurta ka emotional honay k muqablay me practical hona pocchhaaa thaa........:khi:
                              galti meri hi hui na......swaal sakeeqay se nae kiya jaldi me.......:D:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              • re: IN the Spotlight ~Dear Rida~!

                                Originally posted by MuQadas View Post
                                hehehheh rido rani yeh bohat ziyada hogai ghalaehmi
                                mujhay sahih fehmi hoi hai ghalat nahin.....:phool:
                                jab tumhara interview ho ga naa tu tafseeli tareef karon gi...:D.
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X