Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

    kiya Muhabbat Pass na ho ker bhi Pass rahati ha?.

    Comment


    • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

      Originally posted by ahsaas View Post
      ahaan ...buhat achy Qz n replies ...
      Shukriya Ahsaas:rose
      sigpic

      Comment


      • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

        Originally posted by J.KHAN View Post
        kiya Muhabbat Pass na ho ker bhi Pass rahati ha?.
        :cc::lpop:

        Comment


        • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

          Originally posted by J.KHAN View Post
          kiya Muhabbat Pass na ho ker bhi Pass rahati ha?.
          Bahoot achha sawal kiya hai aap ne :rose
          ji mein yahi kahoon ga k faslay mohabbat ki raah mein koi deewar nahi hain
          mohabbat jis se ho jati hai woh agar door bhi ho ya na bhi mil sake to
          mohabbat kam nahi hoti hai mohabbat paas na ho kar bhi paas he rehti
          hai

          Faslay dil k hua karte hain judai k nahi
          chahnay walay to tasawar mein bhi mila karte hain :)
          sigpic

          Comment


          • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

            Originally posted by Rosy View Post
            Ferozi aur gulabi ye color na sirf aankhon ko achhay lagtay hai
            balkay roohani khushi aur mohabbat ki nishani hai

            Yeh dono tu meray Fav color hain.:)
            Pink colour mera bhi fav hai :)
            sigpic

            Comment


            • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

              Originally posted by ahsaas View Post
              :cc::lpop:
              Ahsaas is Ques se aap kion confused hain :cc::)
              sigpic

              Comment


              • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                :salam:
                Wasi Bro aap k bare mein jan kar bohat acha laga :)
                bohat ache replies diye aap ne :rose
                hamari Dua he K ALLAh tala aap ko bohat bohat khush rakhe'n.
                chalye hamare bhi Qz ka reply dijye:)

                *aap ko nahi lagta k teaching bohat hi responsible job he than others?
                *aik Gud teacher mein kya qualities honi chahye ???
                *kya aap un qualities par poora uterte hein ?
                *ache student ko define kijye ?
                *aap k shobe mein jo kharabiyan hein unhein kese theek kiya ja sakta he ?
                *aap apne tor par unhein theek karne ki koshish karte hein ? if Yes , then How ?
                *Aap mashALLAh se Sindh Board se hi taluq rakhte hein :) mojuda taleemi nizam kesa he ?aap satisfy ho ?

                Bus thorre se Qz. mushkil to nahi kiye na:lpop:

                Comment


                • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                  :salam:
                  Wasi Bro aap k bare mein jan kar bohat acha laga :)
                  bohat ache replies diye aap ne :rose
                  hamari Dua he K ALLAh tala aap ko bohat bohat khush rakhe'n.
                  chalye hamare bhi Qz ka reply dijye:)
                  :salam:
                  Shukriya wareesha :rose

                  *aap ko nahi lagta k teaching bohat hi responsible job he than others?

                  ji teaching bahoot he responsible job hai is job mein teacher ki thori si galti
                  guflat ya kotahi bachoon k mustaqbil kharab kar sakti hain ek teacher
                  jo apni job emandari se nahi karta usay aagay chal k bahoot bara hisab
                  dena hoga
                  *aik Gud teacher mein kya qualities honi chahye ???

                  Qualities of a good teacher are......
                  punctual,skilled,well behaved,flexible,cool minded,and polite
                  *kya aap un qualities par poora uterte hein ?

                  mein ab apni khoobiyan apnay moo se bayan nahi kar sakta
                  lekin mein apnay aap ko ek achha teacher zaroor kahoonga
                  kiyon k meri jitni bhi trainings hui hain mene koi na koi award zaroor
                  jeta hai....Aur mere students bhi compititions mein hamesha awal he aaye
                  hain lekin mujh mein kuch kamiyan bhi hain.....sab qualities per poora nahi
                  utarta hoon mein
                  *ache student ko define kijye ?

                  Sab students achhay hotay hain school mein to sab ko ek jaisa mahol
                  milta hai lekin school se bahir nikalnay k baad sab k ghar ka mahol
                  mukhtalif hota hai aur un k zehnoo per woh mahol ziada asar andaz
                  hota hai........achhay student apna her kaam waqat per kar k aatay hain
                  aur teacher ki baat ko gaor se suntay hain aur jald pick bhi kar lete hain

                  *aap k shobe mein jo kharabiyan hein unhein kese theek kiya ja sakta he ?

                  Yahan sab se bari waja copy culture hai.......jab students ko pata hai k copy
                  kar k pass hona hai to woh ziada mehnat nahi karte is ummid per k copy kar
                  k pass ho jainge sab se pehlay copy culture ko khatam kiya jai aur doosri baat
                  ye k schools mein siyasi mudakhilat nahi honi chahiye Aur ek eham baat k yahan
                  teachers siyasi buniyadoon per liye jati hain aur apnay apnay log bharti kiye jatay
                  hain chahe woh is job k liye ehal hon ya na hoon.......aur education k liye budget
                  bhi ziada rakh jai.......ye sab kharabiyan door karnay k liye Govt: k saath saath
                  hamaray bala afsran aur hum sab ka farz hai

                  *aap apne tor par unhein theek karne ki koshish karte hein ? if Yes , then How ?

                  Ek teacher ka kaam hota hai ek bachay ko ba amal aur mukamil insaan banana
                  Aim of education bhi yahi hai
                  buray bhalay ki tameez sikhai jai
                  bashaoor shaheri banaya jai
                  successful person banaya jai
                  Aur bachay mein 3 maharten paida ki jai
                  taleemi maharaten
                  zindagi ki maharaten
                  samaji aqdar
                  mein apnay taor per koshish karta hoon k mere students copy karne se parhez karen
                  aur agar mein exam committee mein member hota hoon to kisi k liye koi riyait nahi hoti

                  *Aap mashALLAh se Sindh Board se hi taluq rakhte hein :) mojuda taleemi nizam kesa he ?aap satisfy ho ?
                  Mojooda taleemi nizam se mujhe kuch jagah ikhtilaf hai yahan primary mein aisay books
                  hain jo bachay ki samjh se bala tar hain khas taor per english ki aisay lessons diye gai hain
                  jo bachon ko samjhana bahoot mushkil hota hai aur 5th class k ek bachay ek saath 7 subjets
                  parhana aur samjhana bahoot mushkil hota hai is ki jagah agar marboot nisab kiya jai to students k liye aasani hogi ye sirf primary level ki baat kar raha hoon aagay chal k students
                  khud he is qabil ho jaingay k woh samjh saken k unhen kiya parhaya ja raha hai

                  Bus thorre se Qz. mushkil to nahi kiye na:lpop:
                  Nahi ji aasan Questions thay:)
                  Last edited by WASI ANJUM; 28 February 2008, 18:47.
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                    Originally posted by WASI ANJUM View Post
                    Shukriya Ahsaas :rose
                    Originally posted by WASI ANJUM View Post
                    Shukriya Ahsaas:rose
                    Welcome..:rose

                    Originally posted by WASI ANJUM View Post
                    Ahsaas is Ques se aap kion confused hain :cc::)
                    Soch rahy thy k Ap ka jawab kesa hoga..:blush:

                    Comment


                    • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                      Wasi Bro thanx itne ache javabat ka:rose
                      ALLAH tala aap ko bohatttt khush rakhe:dua

                      Comment


                      • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                        Originally posted by wareesha View Post
                        Wasi Bro thanx itne ache javabat ka:rose
                        ALLAH tala aap ko bohatttt khush rakhe:dua
                        Bahoot bahoot shukriya Wareesha :rose
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                          ohhh
                          wasi bahi bohat maza aya interview parh kar

                          Comment


                          • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                            Bahoot bahoot shukriya baqar
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                              Originally posted by WASI ANJUM View Post
                              Bahoot bahoot shukriya baqar
                              :welcome:

                              Comment


                              • Re: ~*In the Spotlight*~WASI ANJUM*~

                                main bhi kuch poucho

                                Comment

                                Working...
                                X