Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

    Zabardst de Kiya baat ha:clap: ............janab!!! what a Quick service:wk
    APnay tu sab Inpagiyan ko pechay chor diya ha:kr: :kr: :kr: :kr:
    Thats the spirit:eye: Akhar De kes ki hain:D :D :D

    App kay khobsurat khiyalat tu baad ma atay ahin Pehlay app kay khobsurat alfaz aur unka istmal ata ha jo bohat bakamal tha:clap: :clap: :clap: :clap: aur khiyalat ka andaza tha mujhay per abb parh kar maza agiya. .......ap kay baray ma:eye:

    Mai tu abhi se sawal shrou kar rhi hon...kiun kah interview likhnay kay baad kuch sawal yaad ay thay jo mujhay lagta tha zayda zaroori thay aur maian nahi pouchay:pagal:
    khair

    sab se pehlay
    • App apnay doston kay baray ma batain jo abb tak ap ki zindagi mai ay ???
    • App ko lagta ha app ki zindagi aik asi kahani ha jesay likha ja sakta ha ? kiya app khabi chahin gi kah app ki zindagi ki kahani log parhay ??
    • Masood bhai kitnay bongay hain??( answer required in percentage) :kr: :kr: :kr:
    • App ko PG ka sab se acha Emoicon kon sa lagta ha?
    • Agar PG jasa khuloss yani:hathora :a stick: danday hathoray real life ma apply karnay ko milay tu app kay kiya tasurat hongay:khi: ?
    baki kay thori dair ma pouchti hon:lpop:

    Comment


    • #77
      Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

      Originally posted by fari View Post
      Zabardst de Kiya baat ha:clap: ............janab!!! what a Quick service:wk
      APnay tu sab Inpagiyan ko pechay chor diya ha:kr::kr: :kr:
      :blush: :blush: :blush: ..................ye inpage to :pagal: :pagal: :pagal:
      Originally posted by fari View Post
      Originally posted by fari View Post
      Thats the spirit:eye: Akhar De kes ki hain:D
      sara credit phir khud ka :pagal:
      Originally posted by fari View Post


      App kay khobsurat khiyalat tu baad ma atay ahin Pehlay app kay khobsurat alfaz aur unka istmal ata ha jo bohat bakamal tha:clap: :clap: :clap: :clap: aur khiyalat ka andaza tha mujhay per abb parh kar maza agiya. .......ap kay baray ma:eye:
      Thanks A lot de ki jaan :eye: :phool: :hug: Khush raho :phool:
      Last edited by Eshaa Chaudhry; 9 November 2006, 00:33.
      sigpic

      Comment


      • #78
        Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

        Originally posted by fari View Post

        Mai tu abhi se sawal shrou kar rhi hon...kiun kah interview likhnay kay baad kuch sawal yaad ay thay jo mujhay lagta tha zayda zaroori thay aur maian nahi pouchay:pagal:
        to chanda ab aapka time khatam huaa is hisaab se sawal kernay ka :zuban:
        Originally posted by fari View Post

        App apnay doston kay baray ma batain jo abb tak ap ki zindagi mai ay ???
        Dost hamaray bohat kamm he hain wesay to , school , college university mein sab se achhay se baat cheet hoy thi , lekin jo dost zindagee mein aaey :alhamd: unka saath hay ab tak..................hum dost kamm hee banatay hain lekin jinhein dost banaen phir ....:) ..her mumkin koshish ker k reach kertay hain un tak ...

        koshish kertay hain k aisa saath ho k chootay na.....

        gradeVIII mein hamaree dosti huey Farah se jo Ab Pakistan mein hain lekin ab hum mein twins sis ki terha pyar hay:) , bulkey college university mein sab humein twins sis samajhtay thay .....:D :D

        university mein Junaid se friendship hueey He is in England now......un se bhi raabta hay hamara .....................Yahan canada mein bhi ek do frnds hain jin mein hamari ek dost married hainn ...............................aur us k elawa yahan dosti hueey hamaree Masood se :)
        Originally posted by fari View Post

        App ko lagta ha app ki zindagi aik asi kahani ha jesay likha ja sakta ha ? kiya app khabi chahin gi kah app ki zindagi ki kahani log parhay ??
        Array chanda hamare zindagi to seedhi sadhi see hai is mein kya milay ga logon ko ...jo wo perhein :)
        Originally posted by fari View Post
        Masood bhai kitnay bongay hain??( answer required in percentage) :kr: :kr: :kr: ??
        99.99%......:kr: :kr: :kr:
        Originally posted by fari View Post
        App ko PG ka sab se acha Emoicon kon sa lagta ha???
        Ek ye ...doosra ye :a stick: teesra ye :lpop:
        Originally posted by fari View Post
        Agar PG jasa khuloss yani:hathora :a stick: danday hathoray real life ma apply karnay ko milay tu app kay kiya tasurat hongay:khi: ????
        hamaray taasuraat kya bas jhat se istemaal karein gay apnay khuloos k auzaaron ko is terha se :sword: ....:hathora ......:a stick: ........
        Originally posted by fari View Post
        baki kay thori dair ma pouchti hon:lpop:
        Otayyyyyyy:lpop:
        Last edited by Eshaa Chaudhry; 9 November 2006, 01:15.
        sigpic

        Comment


        • #79
          Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

          :clap: :clap: :clap: :clap:
          wow bohot he superb jawab dea hai sab sawalo ke..:thmbup: ....acha laga par ke.
          aap ke baare me jaan kar bohot khushi hoe ....waqae me aap ke khayalaat bohot achy hain.. Allah ap ko boht kush rakhy . ameen
          main ap sey sawalat zaroor karon ga.. lakin kuch dyr baae. lakin ap k intrvew per k mery zehn main 2 sawal ayn hyn . on k jawab dyn plzz. and dont mind:)
          Q:1 jab ap sawalat k jawab day rahe hote hayn to or kon kon hota hy ap ke pass..? kion k ap har jawab main likhte hyn k (Ham ney hydrabd school main para.. Ham wahan rehty they .. etc etc....?
          Q:2 . ap Esha k time paida hoeen is liya ap ka naam Esha hy,, Ager ap zuhar yah Maghrab k time paida hotee to ap ka naam kia hota ? ?
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • #80
            Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

            Originally posted by ASAD View Post
            :clap: :clap: :clap: :clap:
            wow bohot he superb jawab dea hai sab sawalo ke..:thmbup: ....acha laga par ke.
            aap ke baare me jaan kar bohot khushi hoe ....waqae me aap ke khayalaat bohot achy hain.. Allah ap ko boht kush rakhy . ameen
            main ap sey sawalat zaroor karon ga.. lakin kuch dyr baae. lakin ap k intrvew per k mery zehn main 2 sawal ayn hyn . on k jawab dyn plzz. and dont mind:)
            :blush: :blush: :blush: bohat Shukriya ...Asad:phool: Allah Kareem aapko bhi bohat khush rakhein aur Apni Amaan mein (Ameen )


            jee suree kijieey swal humnay kab mana kiya :embarasse ....Aur second thing hum mind nahin kertay :na: dont worry:p
            sigpic

            Comment


            • #81
              Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

              Originally posted by ASAD View Post
              :clap: :clap: :clap: :clap:

              Q:1 jab ap sawalat k jawab day rahe hote hayn to or kon kon hota hy ap ke pass..? kion k ap har jawab main likhte hyn k (Ham ney hydrabd school main para.. Ham wahan rehty they .. etc etc....?

              Jab hum sawalon k jawab de rahay thay to humaray pss Ek hum khud thay aur doosra hamara conscious:D :D :D
              Originally posted by ASAD View Post
              Q:2 . ap Esha k time paida hoeen is liya ap ka naam Esha hy,, Ager ap zuhar yah Maghrab k time paida hotee to ap ka naam kia hota ? ?
              Ger hum kisi aur waqt bhi peda hotay to bhi yehee naam hota kion k ye naam hamara naan jaan (Marhoom) ko bohat pasand tha:)
              sigpic

              Comment


              • #82
                Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                [quote=ASAD;272059]
                Q:1 jab ap sawalat k jawab day rahe hote hayn to or kon kon hota hy ap ke pass..? kion k ap har jawab main likhte hyn k (Ham ney hydrabd school main para.. Ham wahan rehty they .. etc etc....?
                quote]


                :kr: :kr: :kr: :kr:

                Comment


                • #83
                  Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post



                  99.99%......:kr: :kr: :kr:

                  Ek ye ...doosra ye :a stick: teesra ye :lpop:

                  hamaray taasuraat kya bas jhat se istemaal karein gay apnay khuloos k auzaaron ko is terha se :sword: ....:hathora ......:a stick: ........


                  :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: 99.99%

                  Comment


                  • #84
                    Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                    Sawalat hazir hain de!!!

                    • App ko shopping ka shoq kiun nahi ha:kr: :kr: :kr: ?
                    • App ko driving ka shoq ha?
                    • app ka pasandeda apna shair aur gazal?
                    • App ka pasandeda shair aur gazal ya nazam Kesi aur shair ki ?
                    • kes kisam kay nature kay log ap ko pasand ha?
                    • App apnay hubby ma kiya qualtities dekhna chahti hain:D ?
                    • App koi asa kesa suniya jes ma app nay kesi se bohat bara panga liya ho ?:khi:
                    Last edited by fari; 12 November 2006, 08:36.

                    Comment


                    • #85
                      Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                      bohat khoob ,
                      esha jee aap k tamam sawalat k jawab parhy aap ny bohat maharat se kisi manjhy huy likhari ki tarah tamam sawalat k jawabaat diye aur khas tur par mujhy aap k sawalon k jawab deny ka andaz bohat pasnd aya.....aur AAP k bary main kafi khuch janny k mila ...ahm aham.....aap ki zaat ki mazeed khoj kiliye chand gair zaroori sawaalat k sath hazir hon k jin ka jawab zaroori hy.:wk
                      1:aap ny kaha k aap ko kitabon se khasa shagaf hy to kaya aap batana pasad kareen gi k nasar main aap ny kin kin ko parha hy aur kon kon aap k pasand hy aur kiuon pasand hy yani jo aap aap ko pasand hy us ki tehreer ki chand khobian zaroor biyan kijiye..
                      shairee main aap k pasandeeda shair aur shaira aur pasand any ki wajha aur sath hi main unki sharee ki khobion ki wazhat mukhtasar..?
                      faur tesra aur sab se aham aur gair zaroori sawal kaya aap ny gredution ..shah lateef collage latif abad #6 se kiya?:lpop:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #86
                        Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~



                        :eye:
                        • App aik Successful life ko kisy define karti hai :hhh:
                        • App ko konsa game khelni ka pasand hai :hhh:
                        • Kia app cooking karti hai :hhh: or khani mein konsa khanaa pasand hai or konsa nahi :hhh:



                        Be happy
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • #87
                          Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                          ooopsss:embarasse So Sorry Aabi bhai humnay isa thread ka visit hee nahin kiya .,.aaj dekha to maloom huaa k aap nay sawal kiey hain ...:pagal:

                          InshaAllah jald hee aap k aur Hala JANI K SAWALON K JAWABAT K SAATH HAAZIR hotay hain :) :) :)
                          Last edited by Eshaa Chaudhry; 15 November 2006, 06:56.
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                            yahan ESHA ka interview ho raha tha aur mujay pata he nahi

                            Post khool ke betha hua hoon, kafi der se net ki speed slow he, tumharay replies open he nahi ho rahay hein...jese he open hotay hein me perh ke respond kerta hoon...miyaoon :blush:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #89
                              Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                              Originally posted by fari View Post
                              Sawalat hazir hain de!!!




                              aaww de ki jaan :hug: humein aapk ye sawalat aaj nazar aaey:embarasse
                              Originally posted by fari View Post
                              App ko shopping ka shoq kiun nahi ha :kr: :kr: ?
                              yaar bas masla ye hay k itni khowaree humse nahin hoty ............garmi mein ghoomo ek cheez k lieey itna khowar ho:fuming: ...baazaron mein jahan aurton se ziyada mard hotay hain............ Pakistan mein boooooooht kamm jatay thay shopping per:D ..lekin ab ye hota hay k saalon baad pak jatay hain to mann kerta hay k dekh k aaen hamara shehar kesa hai:) ..yahan phir bhi chalay jatay hain
                              Originally posted by fari View Post
                              • App ko driving ka shoq ha??

                              • haan ji bohat ziyada , specially jab baarish ho rahee ho :wk , to saath mein dheema sa music (ghazal) ho aur hum hon aur hamare gari...........:blush:
                              Originally posted by fari View Post
                              app ka pasandeda apna shair aur gazal?

                              :blush: :blush: Humnay itna ziyada to likha hee nahin chanda jo aapko bataen :)
                              lekin apni pehli nazm humein bohat achhi lagi thi,:) kion k wo pehli kaawish thi hamari........

                              Main Aur WO Baythay Thay Tanha
                              Sahil_e_samander pe
                              kar rahay tahy batein kuch khushi ki
                              Zindagi ki...
                              K achanak
                              hath us ka huaa buland fiza mein
                              AUr chaand ko dekh kar kaha us nay
                              dekho chaand to Tum sa roshan hai...
                              Sun k baat us ki muskura dee thi main
                              Haan magar aaj..
                              jab koi nahin hai pass meray
                              aur wo bhi nahin hai saath meray
                              Ehsas huaa Us sach ka
                              k Tab chaand mujh sa roshan tha
                              Aur Ab.....
                              Main chaand ki tarha tanha!!!
                              (Eshaa)

                              Originally posted by fari View Post

                              App ka pasandeda shair aur gazal ya nazam Kesi aur shair ki ?
                              aaahhha kya pooch liya larki hum likhnay per aey to bas phir aap khud toba kar lo gay

                              pasandedah sh'r , hain to bohat se lekin amooman ye sh'r hamaree zuban per hota hay boht c baaton k jawab mein k.....

                              Bas Isee Baat Pe Hum Se Hai Khafa Gardish-e-Waqt
                              Hum Ne Seekhay Nahin Andaz Zamanay Walay:)


                              AUr ghazal aur nazmon mein Ahmed FAraz, Amjad islam Amjad ka almost sara hee kalam:D
                              aur ye ik nazm bhi bht pasand hai hamein ....shayar ka naam maloom nahin ...

                              Hamein khabar hay tamam dukh hay
                              Ye aas dukh hai, niraas dukh hay
                              Udaasiyon ka libaas dukh hay
                              Ye tashnagi jo azab ban ker theher gaeey hay
                              Badan k boseeda saahilon per
                              To is ka ehd-e-dawam dukh hay
                              Ye shor karti hawa ka sara khiraam dukh hay

                              Hamein khabar hay tamam dukh hay
                              Ye tum mohabbat nibaaahatay ho
                              To is mohabbat ka naam dukh hay
                              Ye wasl mausam jo ik musalsal mughalta hay
                              To is rafaqat ka naam dukh hay
                              Aur isee wehshat numa fiza mein
                              Khamosh rehna bhi ik saza hay
                              Magar kisi se kalam dukh hai
                              Hamein khabar hay tamam dukh hai
                              Originally posted by fari View Post
                              kes kisam kay nature kay log ap ko pasand ha?
                              Her wo shaks hamree nazar mein qabil e tehseen hai jo Insaaniyat ki khuloos ki aur rishton ki qadar karay :) .....doghlay logon ki tabiyt saaf kar detay hain hum :na: ...aur doosray humse formalities nahin nibhaeey jaateen:na:

                              Originally posted by fari View Post
                              App apnay hubby ma kiya qualtities dekhna chahti hain:D ?
                              Aik mashriqi larki se aise batein poochtay hain bhala humein chamo bhi aa sakty hai:blush: :blush: :blush: .............hmm hubby mein :mm: :mm:
                              tafseel likhnay baythhay to subha se shama ho jaey shayad :wk


                              Wo jo rihton k mani janata ho, her rishtay ko us k asal muqam per rakh sakay... , mohabbat ko samjhta ho, .....understanding ho.......(yaar aur nahin bata rahay hum, k her baat nain bataeey jatee ):shh: .....haan ek khas baat k hubby ban k rahay teacher nahin
                              Originally posted by fari View Post

                              App koi asa kesa suniya jes ma app nay kesi se bohat bara panga liya ho ?:khi:

                              WO kya hai k :blush: hum university aur college mein her ek se hee panga lay letay thay jahan kisi nay ghalat baat ki jaht poanch gaey tabiyt saaf karnay :hathora ..:hathora
                              University mein boht bara panga kiya tha pooray seniors k group k saath ..........
                              lekin recently batatay hain .....hamaree yahan canada mein ek gori se elevator mein laraeey hogaeey thi ..........:D :D :D
                              hum aur wo gori hee thay elevator mein aur us elevator mein bhi kuch prb thi boht slow chal rahee thi ..........
                              us gori k saath uska pet(DOG) bhi tha jo pooree elevator mein ghoom raha tha ...humnay do teen baar kaha usey k plz stay away from me lekin wo badtameez bandi thi sab south asians se panga letee rahee hai ................:fuming: :fuming: baat bay baat asians per ghussa hoty hain .....

                              mana nahin hueey finally us k pet(dog )ka munh hamare pant per lag gaya .........bas itnaa ghussa aaya humein ....k ab bhala namaz khakh hogi, already office se late ho rahay thay hum....humney tab bhi usey aaram se kaha k dekha hum mana kar rahay thay tumhein ab naapaki ho gaeey ho gaeey na kapron ki.....to kehtee hain u paki ppl......:fuming: are uncivilized (do chaar fazool kisam words usey kiey jo yahan boht common hain).................bas unka sun'na hum nay bhi sunaeen usey k tum , tum log to civilized ho na kuttay paal letay ho baghal mein dieey ghoomtay rehtay ho.......aur bachon ko khula chhor detay ho k tan dhaanpnay ko un k pass kapra bhi nahin hota ....galiyon baazaron mein aawara gardee kertay aur duniya ki her buraeey phelatay rehtay hain ....so sorry to say hum tum logon jesay civilized nahin ho saktay :D :D :D :D

                              aaj bhi us bandi ka bas nahin chalta humein kacha kha jaey jasb kabhi building mein us ki nazar perty hai hum per to
                              .




                              Last edited by Eshaa Chaudhry; 15 November 2006, 07:28.
                              sigpic

                              Comment


                              • #90
                                Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                hamaree yahan canada mein ek gori se elevator mein laraeey hogaeey thi ..........:D :D :D
                                hum aur wo gori hee thay elevator mein aur us elevator mein bhi kuch prb thi boht slow chal rahee thi ..........
                                us gori k saath uska pet(DOG) bhi tha jo pooree elevator mein ghoom raha tha ...humnay do teen baar kaha usey k plz stay away from me lekin wo badtameez bandi thi sab south asians se panga letee rahee hai ................:fuming: :fuming: baat bay baat asians per ghussa hoty hain .....

                                mana nahin hueey finally us k pet(dog )ka munh hamare pant per lag gaya .........bas itnaa ghussa aaya humein ....k ab bhala namaz khakh hogi, already office se late ho rahay thay hum....humney tab bhi usey aaram se kaha k dekha hum mana kar rahay thay tumhein ab naapaki ho gaeey ho gaeey na kapron ki.....to kehtee hain u paki ppl......:fuming: are uncivilized (do chaar fazool kisam words usey kiey jo yahan boht common hain).................bas unka sun'na hum nay bhi sunaeen usey k tum , tum log to civilized ho na kuttay paal letay ho baghal mein dieey ghoomtay rehtay ho.......aur bachon ko khula chhor detay ho k tan dhaanpnay ko un k pass kapra bhi nahin hota ....galiyon baazaron mein aawara gardee kertay aur duniya ki her buraeey phelatay rehtay hain ....so sorry to say hum tum logon jesay civilized nahin ho saktay :D :D :D :D

                                aaj bhi us bandi ka bas nahin chalta humein kacha kha jaey jasb kabhi building mein us ki nazar perty hai hum per to
                                .
                                [/left]
                                Aray waah tum to cheeti lagi ho :blush: shaabash meri cheeti :comfort: Gooriyon pe apna roob rakhna, aur jo ziada ger-ber karay to usay mera reference de dena...maybe mein isi tarah he mash'hoor ho jaon :kr:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X