Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

    buht acha laga ....pegham ki aik buht frndly,creative aur dilnasheen andaaz main khayalat ko alfaaz main samonay wali hasti ko interview spot mein dekh kar.....Masood bhai nay introduction main bilkul sahih kaha.....:)
    pegham per itnay piyaray members ko dekh kar buht khushi hoti hai....:D:
    ALLAH TALAA aap ko buht dhair saari khushiyaan ata karay Ameen
    Click image for larger version

Name:	w1.gif
Views:	2
Size:	46.6 KB
ID:	2365524
    Last edited by *Rida*; 6 November 2006, 12:05.
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #47
      Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

      Ya Allah:tauba :tauba aabi bhai ye kis kisam ki urdu aur punjabi ki khichri paka rahay hain aap.....
      Wessay :mm: ye haal kessay charhta hai ..haal hota hai na:cc: "jb hum kisi se poochein k "kia haal hai aapka":hhh:
      lo kar lo gal chaudhry ji u ko haalka pata naheen jab pinda thawan main dhool bajta hy na to kai lokon ko haal par jata hy bus wohi wala hal sada bhi hogaya tha.


      aaw thts so sweet of You Bhai :blush: :blush: :blush: :blush: :blush: ...aap aakh lein jitni baar bhi aakhna hai [/quote]
      oh u welcome shelcome ji:lpop:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #48
        Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

        bohat wadiya esha jee .:salam: :rose
        bohat dino k bad koi achi cheez parhny ko mili .:lpop:

        aap ka sawlon ka jawab deny ka andaz mujhy bohat hi pasand aya.:clap:
        lagta hy aap ko urdu adab se koi khas dilchaspi rahi hy.:thmbup:

        aur sab se ziyada khushi aur yon kahiye k hayrat bhi mujhy ye jan kar hui k aap haydarabad main peeda hueen aur waheen se taleem hasil ki

        khushi is liye hui k haydarabad hi wo shehar hy jis main meri zindgi k 18 qeeemti saal guzray.

        aur meri taleem bhi matric tak waheen se hy.aaj bhi rasham gali aur shahi bazar bohat yaad aaty hain gol bilding .shah lateef sweet house latif abad #6 aur iqbal sweets is k ilawa sadar haydarabad k sogat e sheeren ki to kaya hi baat hy.bilkhusos thndi sarak ki thandi thandi hawa k to kaya hi kehny.:36_3_2[1]:

        aur hayrat is liye hui k agar aap haydar abad main peeda hui hain to itni achi punjabi kaysy bol leyti hain lazman ya aap k waldeen bhi aslan punjab se hi hongy wesy ziyada tar haydarabad main jo punjabi log abad hain un ka taluq faisalabd k ilaqy se hy.:cc:
        bahar hal beshak mera abai sheh gujrat hy laikin haydarabad main sweet bacpan guzra wo naheen bolta meri zindgi k yaad gaar lamhaat thy aur aik baat yad rakhiye ga ab aap mery tabar tor sawaalat k jawaabat deny kiliye pat tol lijiye....:sword:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #49
          Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

          :phool: welcome esha ji..:phool:
          sorry aap ko welcome sub se late kar rahe hain..:embarasse
          hope aap mind nahi kareinge...

          Attached Files

          Comment


          • #50
            Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

            Originally posted by Hala View Post



            Eshaa Ji





            :phool: :phool: :phool:
            Originally posted by Hala View Post
            sorry 4 late :eye:
            No sorry sweetest :na: :na:
            Originally posted by Hala View Post
            Wah! ji yah month meri liye surprising ka hai ..... app ko interview per buht welcomE. :phool:

            Eshaa ji tu forum ki buht sy sweet member hai .....or humein inki interesting and informative posts dekhna or pharni ka acha lagta hai .... Eshaa De be PG ki har section mein buht interest rakti hai .....
            :blush: :blush: :blush: :blush: :blush: :blush: :blush: :blush:
            Originally posted by Hala View Post
            abi app ki 10 jawabat pher kar buht achaa lagaa ....kafi interesting jawabat dia hai app ni ...... :clap:

            ab app jaldi sy baqi 30 ka jawab di .. per hum be kuch sawal dasi :)

            khush rahi :rose
            So shhweet of u dear:hug: ....InshaAllah zara sa time uar dijiey hum apnay 30 jawabaat k saath haazir honagy bht jald ..phir aap pooch lijiey ga sawal jitnay chahein:wk :wk
            Last edited by Eshaa Chaudhry; 7 November 2006, 07:08.
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

              Originally posted by Rida View Post
              Assalam-0-Alaikom:rose

              mian bhi late ho gai sorry

              Warm Warm
              [ATTACH]26293[/ATTACH]

              [ATTACH]26291[/ATTACH]Eshaa dear [ATTACH]26292[/ATTACH]

              in the Spotlight


              [ATTACH]26294[/ATTACH]
              Wa Alaikum Assalam,
              its ok dear koi baat nahin :eye: :eye: ..ye Sorry worry na kijiey humse :na: :blush:

              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                Originally posted by Rida View Post
                buht acha laga ....pegham ki aik buht frndly,creative aur dilnasheen andaaz main khayalat ko alfaaz main samonay wali hasti ko interview spot mein dekh kar

                :blush: :blush: :blush: :blush:
                ab ham soch rahay hain k aaj to amma jaani ko ye sab perhwa hee dein:blush: shayad unehin ye perh k hee yaqeen aajaey

                kahir mazaq bertaraf ,thanks alot dear...:hug:MashaAllah Pegham per sab hee boht purkhuloos aur pyar baant'nay walay members hain ,

                Originally posted by Rida View Post
                .....Masood bhai nay introduction main bilkul sahih kaha.....:)




                :blush: Ye Masood bhi na:tauba :tauba Itna mana kiya hay itnaa sach na bola karein:D :D


                Originally posted by Rida View Post

                pegham per itnay piyaray members ko dekh kar buht khushi hoti hai....:D:
                ALLAH TALAA aap ko buht dhair saari khushiyaan ata karay Ameen
                [ATTACH]26296[/ATTACH]


                je bilkul shaee kaha aap nay bht khushi hoty hai itnay achhay members ko dekh k :masha jessay ek ghar k afraad hon :) :)
                aap bhi khush rahieey , Allah kareem ki rehmaton k saaey mein(Aameen):dua

                Attached Files
                Last edited by Eshaa Chaudhry; 7 November 2006, 07:47.
                sigpic

                Comment


                • #53
                  Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                  Originally posted by ummid View Post
                  :phool: welcome esha ji..:phool:

                  :hug:
                  Chanda:)
                  Originally posted by ummid View Post

                  sorry aap ko welcome sub se late kar rahe hain..:embarasse
                  hope aap mind nahi kareinge...




                  Dont be Sorry dear :na: ..hum mind nahin kertay :) :)
                  Be Happy always:dua
                  Last edited by Eshaa Chaudhry; 7 November 2006, 07:46.
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    bohat wadiya esha jee .:salam: :rose
                    bohat dino k bad koi achi cheez parhny ko mili .:lpop:

                    aap ka sawlon ka jawab deny ka andaz mujhy bohat hi pasand aya.:clap:
                    Bohat Shukriya Aabi Bhai :) :blush: :blush:
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    lagta hy aap ko urdu adab se koi khas dilchaspi rahi hy.:thmbup:
                    Khas dilchaspi rahee nahin bulkay hay aur ye hamari Mother se inherited hai hamein:) :)
                    Originally posted by aabi2cool View Post

                    aur sab se ziyada khushi aur yon kahiye k hayrat bhi mujhy ye jan kar hui k aap haydarabad main peeda hueen aur waheen se taleem hasil ki

                    khushi is liye hui k haydarabad hi wo shehar hy jis main meri zindgi k 18 qeeemti saal guzray.aur meri taleem bhi matric tak waheen se hy.
                    ahan Bhai Really Gald to know that k aap bhi hyderabad rahay hain 18 years thts soo coool ...phir to aap hamaray pind k huey na:wk

                    Originally posted by aabi2cool View Post

                    aaj bhi rasham gali aur shahi bazar bohat yaad aaty hain gol bilding .shah lateef sweet house latif abad #6 aur iqbal sweets is k ilawa sadar haydarabad k sogat e sheeren ki to kaya hi baat hy.bilkhusos thndi sarak ki thandi thandi hawa k to kaya hi kehny.:36_3_2[1]:
                    ahan Resham gali :D :D kya ronaq hai wahan ki to .aam dino mein bhi lagta hay k Eid ka sa saaman hai:lpop: , raha shahi baazar to wo humnay nhin dekha kabhi.:embarasse shaah lateef sweet house Aur us k saath universal , jahan ki humnay hamesha khakh chhani hai greeting cards , shairy ki books lenay aur diaries khareednay k chakaron mein :eye: :eye: Hum latifabad #6 mein hee rehtay hain:D :D :D :D ..Thandi sarak aur cann't area , bhai kya yaad kerwa rahay hain aap hamein ...hamara to mann kernay laga k pakistan chalay jaaen abhi hee
                    Originally posted by aabi2cool View Post

                    aur hayrat is liye hui k agar aap haydar abad main peeda hui hain to itni achi punjabi kaysy bol leyti hain lazman ya aap k waldeen bhi aslan punjab se hi hongy wesy ziyada tar haydarabad main jo punjabi log abad hain un ka taluq faisalabd k ilaqy se hy.:cc:
                    Jee aap nay sahee pehchana hamaree roots FaisalAbaad ki hain , ghar mein hum sab behan bhai urdu boltay hain , jab k Baba jaani Aur Amma punjabi and u knw jab punjabi Amman hon to salwatein to pure punjabi mein hee milty hain un se:D ..........last year k visit per hee humnay punjabi seekhi thi so ab punjabi section mein paey jaatay hain:D
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    bahar hal beshak mera abai sheh gujrat hy laikin haydarabad main sweet bacpan guzra wo naheen bolta meri zindgi k yaad gaar lamhaat thy
                    BAyshak jahan bachpan guzara ho , jahan rahay hon wahan guzara ik ik pal aapki yaadon mein mehfooz rehta hay ....hamein to khud un darr o deewar se bht ishq hay jahan humnay bachpan guzaara:) ...jahan zindagi k khushgawar pal bitaey :) :) hum to aaj bhi kehtay hain k hum yahan canada ghalat aa gaey :) kion k hum is des k paanchhi nahin :na:
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    aur aik baat yad rakhiye ga ab aap mery tabar tor sawaalat k jawaabat deny kiliye pat tol lijiye....:sword:
                    :sword::sword: Ok ji hum ready ho k aaen gay :D
                    Last edited by Eshaa Chaudhry; 7 November 2006, 08:29.
                    sigpic

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                      :rose
                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Wa Alaikum Assalam ,
                      First of All A bundle of thanks To my lovely home Pegham :phool: :phool: :phool:
                      And secondly To my sweetest, sweetest , sweetest Jaanu Bacha :hug: , De ki chhoti se shararti chirya Fari ....Luvvvv u Chanda:hug:

                      bohat boht sara wala khush rahein , hansti muskuraty , sharartein kerty hueey .....:eye: :eye: AllahKareen aapki her khushi, her khwahish poori karay :dua Ameen

                      :blush: :blush: :blush: :blush: :blush: :blush: :blush:
                      Pegham ki tarf se bhi aur app ki chirya ki tarf se bhi
                      u r Most welcome De:phool::rose ................
                      :hug::hug::hug:
                      :hug::hug:
                      :hug:
                      ap ki meri itni taref karnay per
                      I just wana se kah :eye:

                      Mai chiriya kes ki hon:wk

                      :salam: Agay ap khud samjh dar ho
                      :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
                      App ki duaon ka bohat bohat shukriya....:phool: .:salam:
                      Inshallah ap ko bhi Zindagi ki har khushi naseeb ho...........Aur koi ghum na rahay ap ki life ma:dua

                      :hug:Love You De:hug:

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Ye kis kisam ki hard working hai :embarasse

                        :comfort: ya wohi hard work:wk ha jo ap PG ka mundo ko seedha karnay kay liya karti hain:khi:

                        Comment


                        • #57
                          Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                          Originally posted by Masood View Post
                          HEER main ney nahin Fari ney bnaa diya hai - main ney HEERA likh kar diya tha :p mujhey kya patah woh apni DEE ko heer dekhna chahti hai :p

                          :a stick: cheater uncle :zuban: maina ap ko type karkay dekhaiya tha na ....fir kiun nahi dasa tab mujhay:hathora :hathora :hathora De unki tokhaiy honay wlai ha ...nazar unko sahi ata nahi aur naam mujh masoom ka laga rahay hain.:blush: ........:mm: Mai kah rahi hon uncle bhuray hogay ho app ..........Uncle ka sahi istmal kiya karoo:tasali:


                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Array ye to hamaray jaanu bachay k inpage ki shaan hai , jo bagher mistake nahin likhta......
                          So dhyan to aapko rakhna chahieey na

                          :blush: :blush: Wsay de Grammatically tu ya sahi hi lag raha ha :kr: :kr: :kr:
                          Dekhain Heera muzakar uski munas heer hogi na:hhh:

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                            Originally posted by barg.e.gul View Post
                            Welcome to Pegham Interview spot Eesha :rose


                            @fari

                            nice sawalaat :P
                            aur sab sey interesting sawal

                            Q-Lakron jaisi makhlooq key baarey mey apney khayalaat ka izhaar karein-

                            tumhara q kerney ka andaaz bohot interesting hai :d


                            barg-e-gul jee tareef karnay ka shukriya:blush:
                            Wasay ya sawal bohat kam logo se poucha ja sakta ha Esha jee un ma se aik hain........so agar un se ya sawal na poucha jata tu interview adhora hota na:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

                            Anyways Sawalat pasand karnay ka shukira.......:phool: :phool: :phool: thats so nice of u:rose

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              Adaab!!!

                              frnds lijiey hum haazir hain apnay kuch jawabat k saath:embarasse ..

                              kuch is lieey k ye inpage per likhna ...uffffff
                              khair ye hain first 10 questions k answer , baqi laaen gay break baad :lpop: :lpop:






                              Baqi Break k baad :lpop: , Ab hum thak gaey hain:embarasse
                              De:blush: badla nahi ha pyar ha:comfort: ..........:D per apnay pouch hi liya ha tu:wk ..........bata hi dati ho:khi: ....Jab jab app apni dosti kay jazbay ko jaga ain gi......mai asay hi badlay utara karon gi:kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

                              Bohat hi achay jawab diya hain apnay De:phool: .............. aur ya red colour ma likhi gai qoute bohat achi ha:clap: .............waqi Maa se bhar kar koi acha dost nahi hosakta:na:

                              Comment


                              • #60
                                Re: ~*~In the Spot Esha Chaudhry~*~

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post






                                Baqi Break k baad :lpop: , Ab hum thak gaey hain:embarasse


                                :khi: :khi: De kasar tu rah gai thi :khi: ....per meray pas time nahi tha warna iss se bhi achay sawalat kiya ja saktay thay
                                khiar app nay itnay mazay ka jawab diya parh kar maza agiya
                                App ki Amma jani kay khiyalat kitnay khobsurat hain ap kay baray ma:eye: :eye: :eye:

                                Larko jasi makhloq per aik sawal zaya :na: asa nahi kahtay De ...larkay bura mana saktay hain :cc: Per Yahan PG ma tu koi larka ha hi nahi sab babay hain buzurg Uncle:kr: :kr: :kr: :kr: :kr: waqi shaid aik sawal zaya kar diya:embarasse maina

                                Its really difficult to please everyone everytime .............. Per try karnay ma kiya harj ha:wk kiya pata ya kam bhi asaan ho jay So meray khiyal se hum sab ko kosish karni chaiya har kesi ko harwaqt khush rakhnay ki:phool: :phool:

                                Comment

                                Working...
                                X