Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

    WELCOME AAMIR

    :salam: :salam: :salam: :salam: :salam:
    :rose :rose :rose :rose
    :rose :rose :rose
    :rose :rose
    Life is more strict than a teacher
    A teacher teaches a lesson
    and takes an exam.
    But life takes an exam
    and then teaches a lesson

    Comment

    • #17
      Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

      Thanx Asad
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

        :masha :jazak: :insha: :alhamd: :welcome:
        Welcome Brother
        Khush rahoo

        Comment

        • #19
          Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

          Originally posted by Khalil
          :masha :jazak: :insha: :alhamd: :welcome:
          Welcome Brother
          Khush rahoo

          Thank you :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

            :welcome:

            Welcome Brother

            Khush rahoo
            :ghug: :ghug: :ghug: :ghug:

            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

              Originally posted by munda_sialkoty
              what a way of welcome...acha laga hamein aap ke welcome kerne ka andaaz...thank you so much :phool:
              :phool: :phool:

              Comment

              • #22
                Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                Originally posted by ummid
                ounth:na: nahi fari............ghoda.............:lpop:
                MERY KHIYAL MAIN AAP NY THORI SE SPELL MISTAKE KI HY YANI ghoda main o ki bajay a hota to theek tha:wk
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                  Originally posted by aabi2cool
                  MERY KHIYAL MAIN AAP NY THORI SE SPELL MISTAKE KI HY YANI ghoda main o ki bajay a hota to theek tha:wk
                  nahi :na: .....hum ab Aamir ko aap ke naam se tu nahi pukaar sakte na...........:D (kidding, bura mat maniye ga )

                  Comment

                  • #24
                    Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                    Warm

                    Welcome

                    :rose munda_sialkoty ji :rose

                    to

                    soptlight

                    be happy

                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment

                    • #25
                      Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                      salam Aamir and

                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                        Thank you Abid :slap: ummid, hala and saima :phool:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          Thank you Abid :slap: ummid, hala and saima :phool:

                          abhi tak U ke thankoo wankoo ke nakhrey chal rahey hain, jawab kab do gai
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                            Doosto ub aatay hein sawaalon ke jawaab ki taraf, ziada time nahi he is liye isay jawaab urdu zuban mein compuse nahi ker saka, lehaza isay aisay hi mulahiza fermaiye.

                            1. Mera naam Aamir Javaid Ch. he, naam ka matlab kia he is per kabi soocha hi nahi. Haan itna jaanta hoon ke aik sahabi ka naam bhi aamir tha.

                            2. D.O.B. 7 August he, aur Sialkot hi mein paida hua.

                            3. Ghar mein mujay Aamir aur Aamir Bhai ke naam se bulaya jata he. Mere Abu (Allah unhein janat mein aala mukaam ata fermaye) mujay Bhai keh ke bulatay thay, mere uncles aur aunties bhi mujay bhai aur aamir Bhai ke naam se bulatay thay, lekin ub ziada tar Aamir he kehnay lagay hein.

                            7. Pasandeeda kheel, well apni zindagi mein shayad hi koi khail aisa ho jo mein ne na kheela ho, all rounder type ka bunda hoon. Cricket, Football, Badminton, Snooker, Table Tannis, Cards sabhi kheelay aur khoob kheelay, meri skills in sabhi games mein kafi achi hein. Jis khail ke saath in touch rehta hoon, wohi mera pasandeeda kheel ho jata he. Aaj kul Table Tannis pasandeeda he. Aur TV pe almost sabhi khail dekhta hoon.

                            8. Pasandeeda Country England aur City Murree.

                            9. Kudarti nazaron mein mujay her wo nazara pyara lagta he jahan paani aur heryaali ho. River, Mountains, cascades, her wo cheez jis mein kudrat sahi maanon mein jalwa gar hoti dikhai de.

                            10. Obviously maan aur betay ka rishta

                            11. Din ka aagaaz aankh khool ke kerta hon (lolz) Raat ko deer se soota hoon na is liye office janay se kuch der pehlay hi uthta hoon. Aur jaldi se naha ke tayaar ho ke bagair nashta kiye office ke liye nikal perta hoon.

                            12. Mujay jis kaam se khushi milti he mein usay frequently kerta hoon ya kerne ki kooshish kerta hoon. 4 days a week Gym jata hoon, exercise kerta hoon, is se khushi bhi milti he aur satisfaction bhi.

                            13. Waqt ka boha paband hoon. To task mujay milta he usay waqt pe hi pura kerta hoon. Zindgai ke her moaamlay mein waqt ki pabandi bohat kerta hoon. Haan albata dooston ki taraf jana ho to phir kuch deeri ho jati he.

                            14. Me bike tez chalata hoon, is waja se ammi waqtun fooktum samjati rehti hein. Apni zaat ki had tak kuch kuch careless bhi hoon, is per bhi lucture miltay rehtay hein.

                            15.

                            16. Mein her aik se friendly ho jata hoon, mental competibility develop ker leta hon aur loog muj per bohat trust kerne lagtay hein. Jo loog doosron ki nazar mein bohat rude hotay hein ya jo doosray loogon ki nazar mein buray hotay hein, wo loog bhi mere saath achay rehtay hein. Aur yeh sub acha lagta he.

                            18. Ub tak to mein apne aap ko aik kaamyaab insaan nahi tasawar kerta, haan kabi kabi apne aap ko kaamyaabi ki dager pe chalta hua mehsoos zaroor kerta hoon.

                            19. To be very frank, mein apna status badalna chahon ga, aur bohat ziada
                            paisa kamana chahoon ga, aur phir apne aap ko insaaniyat ki hadmat ke liye faqaf kerna chahoon ga. Yeh wo baat he jisay mein her rooz soochta hoon. Dukhi insaaniyaat ko dekh ke dil khoon ke aansu roota he.

                            20. Ji bilkul zindagi darul imtehaan he, aur ub tak imtehaan hi le rahi he. Bus Allah se duaa he ke wo hamein is imtehaan se kaamyaabi naseeb fermaye.

                            22. Pakistan mein Aarzi toor pe to mein Murree, Thundyani ya kisi aur northern area mein ja ke rehna pasand karon ga, lekin permananent Sialkot mein hi rehna pasand karon ga.

                            23. Ji mein apne faislay khud kerta hoon, aur ghar walon ko bata ke kerta hoon.

                            24. Wo kehtay hein na suno sub ki aur maano apni, to mera doosron se mashwara bhi isi had tak hota he, haan ager koi acha mashwara de to ghoor ker leta hoon, otherwise final decision to mera apna hi hota he.

                            26. Yeh lucky Ali ka aik song he
                            Kabi aisa lagta he ke dil mein ik raaz he jisay kehna chahoon per mein keh paoon na
                            Mazay ka he aap bhi zaroor suniye ga.

                            28. Pehlay aik forum pe member tha wo arzi toor pe bund hua to kisi doost ne link diya aur Pegham aarzi toor pe join ker liya, baad mein mein previous forum se maazrat ker li aur ub sirf pegham pe hi hota hoon.

                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                              Originally posted by Sweet & Sour
                              abhi tak U ke thankoo wankoo ke nakhrey chal rahey hain, jawab kab do gai
                              jawaab to me de chuka :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30

                                :clap: Saare jawabat acche diye aap ne.........:)
                                lakeen jis gaane ki aap baat ker rahe hain woh hum ne kabhi sunna nahi.......kis movie ya Album ka hai........:lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X