Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

    Originally posted by munda_sialkoty
    First question ko chooriye, please koi merdon walay question keejiye

    Haan confidence ki bermaar he yahan aur me yeh jaanta hoon ke me aap ko chiranay ki kooshish mein akser pura kaamyaab bhi hota hoon :zuban:

    Chalein plan karein, doono ikathay chaltay hein india :khi:
    kiu first ques kiu choroun, tafseel se btaiyeh zara, baat lerkion per aayeh to perda hona chahiye, jab ke khudh hi pata nahi hota ke kya keh rahey ho :cc: :tomato:

    mujeh chirnaey mei aap ko kabhi kabhi kamyabi hoti hai, jab kabhi aap ki kismat achi ho to :zuban:

    aap ke sath india ka program banaya to kabhi na hi ja paoun ig, :tauba ......... aap to dekhney mei hi terrorist lagtey ho, mei bilawaja pakri jaoun gi
    sigpic

    Comment


    • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

      Originally posted by munda_sialkoty
      Is mein maarnay wali kia baat thi :lpop:
      sorry :)
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

        Originally posted by Sweet & Sour
        Zindagi mei moqa mila to :insha: zaror aaoun gi :)
        Zaroor zaroor aaiye.............:salam:

        Comment


        • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

          Originally posted by ummid
          yes!! you are right.............humara fav. toon hai yeh.........kaihte hain baad mein moogli bade ho ker Tarzan ban gaye.........per jo moogli daikhne mein mazah hai woh Tarzan ko daikhne mein nahi aata..........
          exactly :thmbup:
          :thmbup:

          Comment


          • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

            Originally posted by ummid
            :clap: chaliye sabit howa aap itne bhi bad-zooq nahi.......
            itnay bhi badzook nahi...lekin bud-zook to hein na :)
            :thmbup:

            Comment


            • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

              Originally posted by Sweet & Sour
              kiu first ques kiu choroun, tafseel se btaiyeh zara, baat lerkion per aayeh to perda hona chahiye, jab ke khudh hi pata nahi hota ke kya keh rahey ho :cc: :tomato:

              mujeh chirnaey mei aap ko kabhi kabhi kamyabi hoti hai, jab kabhi aap ki kismat achi ho to :zuban:

              aap ke sath india ka program banaya to kabhi na hi ja paoun ig, :tauba ......... aap to dekhney mei hi terrorist lagtey ho, mei bilawaja pakri jaoun gi
              Dekhiye, mujay Allah Taalah ne mujay larka banaya he to kuch sooch ke hi banaya he, ub mein larkiyoon wali sooch kese paida karon, theek he, ager mein larki hota to bhi bike chalata, larkon mein beth ke cards kheelta, aur gym ja ke bodybuilding kerta

              aap ko cheerna koon sa mushkil kaam he...aap ko sirf bakri hi keh doon to aap chir jaati hein

              Hum shakal se terrorist bilkul bhi nahi lagtay, believe me :embarasse bulke ager hum kabi terrorism karnay ki kooshish bhi karein ge to bhi security police hamein aik shareef insaan samaj ke choor de gi :lpop:

              ub chalein india :lpop:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                Originally posted by munda_sialkoty
                Dekhiye, mujay Allah Taalah ne mujay larka banaya he to kuch sooch ke hi banaya he, ub mein larkiyoon wali sooch kese paida karon, theek he, ager mein larki hota to bhi bike chalata, larkon mein beth ke cards kheelta, aur gym ja ke bodybuilding kerta

                aap ko cheerna koon sa mushkil kaam he...aap ko sirf bakri hi keh doon to aap chir jaati hein

                Hum shakal se terrorist bilkul bhi nahi lagtay, believe me :embarasse bulke ager hum kabi terrorism karnay ki kooshish bhi karein ge to bhi security police hamein aik shareef insaan samaj ke choor de gi :lpop:

                ub chalein india :lpop:


                India janey ka prog baad mei banayein gai, [ehley yeh btao itney din baad kahan se aayeh ho :mm:
                sigpic

                Comment


                • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                  Originally posted by Sweet & Sour
                  India janey ka prog baad mei banayein gai, [ehley yeh btao itney din baad kahan se aayeh ho :mm:
                  Actually hamaray area mein Warid Network Fiber Optics ki cables bicha raha he, digging kerte huay crane ne PTCL ki main supply ki wires kaat dein...aur hazaaron numbers DC ho gaye...abi abi office ke 3, 4 numbers theek huay hein to me hazir ho gaya hoon. :)
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                    Originally posted by Aania
                    sorry :)
                    sorry kahay ka...ub me aa gaya hoon questions karo jaldi se
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                      kabhi dostoo say dhooka khaya hai ?:lpop:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                        in real sense dhooka to nahi kahon ga, haan chand din pehlay aik doost se kuch aisa response mila jis ki tawaku nahi thi...kuch ajeeb si baat sunanay ko mili us se...for a moment i was stunned...khair i have not contacted him since that time and i konw he is ashamed of his words.
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          Actually hamaray area mein Warid Network Fiber Optics ki cables bicha raha he, digging kerte huay crane ne PTCL ki main supply ki wires kaat dein...aur hazaaron numbers DC ho gaye...abi abi office ke 3, 4 numbers theek huay hein to me hazir ho gaya hoon. :)

                          ooohhhh acha ......... :)

                          chand ek sawal :-
                          1. Ek larkay aur lerki ki dosti kis hadth tak close honi chahiyeh yaan ho sakti hai. Kya lerka aur lerki best frds ho saktey hain ???
                          2. Khana banana jantey ho, ager haan to kya kya ?? ager nahi to kiu :D
                          3. Insan ke liyeh ek aam si zindagi jeeney ke liyeh kya zarori hota hai.
                          4. Aajizi aur inkesari se aap kya samajhtey hain aur yeh rishton mei kis hadth tak zarori hai ??
                          5. Aap ne kaha sab se zada khuda se dartey hain :thmbup: .. asia hona bhi chahiyeh, hum sab ko khuda ka khoaf hota hai, magar kuch log aisa kehtey hain sirf kehney ki hadth tak, aur dosri tarah logo se jhoot bolna, dhoka dena etc.......... is tarah ek kaam bhi kertey hain ..... kya aisey logo ko khof-e-khuda nahi hota yaan hotey huwey bhi wo aisey kaam kiu kertey hain ???
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                            Originally posted by Sweet & Sour
                            ooohhhh acha ......... :)

                            chand ek sawal :-
                            1. Ek larkay aur lerki ki dosti kis hadth tak close honi chahiyeh yaan ho sakti hai. Kya lerka aur lerki best frds ho saktey hain ???
                            2. Khana banana jantey ho, ager haan to kya kya ?? ager nahi to kiu :D
                            3. Insan ke liyeh ek aam si zindagi jeeney ke liyeh kya zarori hota hai.
                            4. Aajizi aur inkesari se aap kya samajhtey hain aur yeh rishton mei kis hadth tak zarori hai ??
                            5. Aap ne kaha sab se zada khuda se dartey hain :thmbup: .. asia hona bhi chahiyeh, hum sab ko khuda ka khoaf hota hai, magar kuch log aisa kehtey hain sirf kehney ki hadth tak, aur dosri tarah logo se jhoot bolna, dhoka dena etc.......... is tarah ek kaam bhi kertey hain ..... kya aisey logo ko khof-e-khuda nahi hota yaan hotey huwey bhi wo aisey kaam kiu kertey hain ???
                            1.Aik Larkay aur Aik Larki mein aik achi doosti ho sakti he...kis had tak close honi chahiye, close bhi ho sakti he...lekin kuch restrictions zaroor honi chahiyein. I think opposite sex aik doosray ko ziada achay tareekay se understand kerte hein.

                            2.khanay mein mein chicken items bana leta hoon...sunday ko ammi ke saath bhi kuch haath batata hoon. Fry shry ker leta hoon...haan fish bhi achi fry ker leta hoon :lpop:

                            3. Insaan ko aam si zindagi jeenay ke liye aik pur-skoon family aur munasib piasay zaroori hein jis se wo aasani se apni guzar basar ker sakay.

                            4. Baron ki had tak to theek he...lekin insaan ager informal rahay lekin tameez ke dairay mein to is mein bhi koi mazaika nahi.

                            5. aap ke is sawaal ka jawaab mein nahi de paoon ga...kyoon ke mein khud ko bhi gunehgaar samajta hoon...i am not that perfect in the applications of islam
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              1.Aik Larkay aur Aik Larki mein aik achi doosti ho sakti he...kis had tak close honi chahiye, close bhi ho sakti he...lekin kuch restrictions zaroor honi chahiyein. I think opposite sex aik doosray ko ziada achay tareekay se understand kerte hein.
                              kafi hadth tak theikh hai :thmbup:

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              2.khanay mein mein chicken items bana leta hoon...sunday ko ammi ke saath bhi kuch haath batata hoon. Fry shry ker leta hoon...haan fish bhi achi fry ker leta hoon :lpop:
                              very good to kab aayein hum aap ke ghar ... soch rahein hain ke PG ka ek GTG ho to aap ke ghar rakh lain :mm: :D

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              3. Insaan ko aam si zindagi jeenay ke liye aik pur-skoon family aur munasib piasay zaroori hein jis se wo aasani se apni guzar basar ker sakay.
                              agreed :)

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              4. Baron ki had tak to theek he...lekin insaan ager informal rahay lekin tameez ke dairay mein to is mein bhi koi mazaika nahi.
                              right .......

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              5. aap ke is sawaal ka jawaab mein nahi de paoon ga...kyoon ke mein khud ko bhi gunehgaar samajta hoon...i am not that perfect in the applications of islam

                              hhmmm.......... is ka matlab ap bhi jhoot boltey ho aur dhoka etc .....
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: In The Spotlight ~*~munda_sialkoty~*~

                                Originally posted by Sweet & Sour

                                very good to kab aayein hum aap ke ghar ... soch rahein hain ke PG ka ek GTG ho to aap ke ghar rakh lain :mm: :D


                                you are most welcome :salam: jub chahay aa jaiye

                                Originally posted by Sweet & Sour
                                hhmmm.......... is ka matlab ap bhi jhoot boltey ho aur dhoka etc .....
                                Well jhoot ki baat nahi ker raha...Hatal amkaan kooshish kerta hon ke jhoot na boloon. insaan hoon kabi kabi maslehatun baat tabdeel kerni per jati he :) Aik acha insaan aur aik acha musalmaan bananay ki justaju zaroor he :)
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X