Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Halaat Badal Nahin Saktey (???)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Halaat Badal Nahin Saktey (???)

    Aksar yeh baat suneney mein aati hai keh "halaat badal nahin saktey"...

    Kya insaan is qadar majboor hai keh woh apney halaat badal nahin sakta? Agar insaan apney halaat badal nahin sakta to ussey ashraf-ul-makhlooqat kyun kaha jata hai? Woh insaan jo apni aqal, apni basarat, apni zahanat sey aasmano per chala jata hai, kya woh apney halaat nahin badal sakta?

    Ya phir yeh aik sab sey aasan bahana hota hai kuchh na karney ka aur khud ko halaat key dhaarey per chhorr deney ka???

    Halaat ko badalney key liye kya hona chahiye? ya phir yeh na'mumkin hai?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

    Originally posted by Masood

    :cc:, aap nay lafz "halaat" istemal kia hai to phir is kay mutaliq yeh he kaha jasakta hai kay halaat badal saktay haiN, aur insaan unhaiN badal sakta hai. laikin yeh kafi mushkil zaror hota hai, kioN kay aap tanha aur halat dhair saray logooN par mushtamil hota hai :khi:, aur halaat badal nahee saktay bahana bhi hai, mayoosi bhi aur aksar logooN ki bay'hisi ka matam bhi....
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3
      Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
      :cc: kioN kay aap tanha aur halat dhair saray logooN par mushtamil hota hai :khi:,
      ... to kya akela bandah itna pur'asar nahin ho sakta keh doosron ko badal sakey??????
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

        inssaan apni kamzori ko chupany ke liye aisy jumley kehtaa hai.....
        waran Tarikh per nazar dali jay tu akser inqilaab ek Fard-e-wahid
        ke waja sey apni manzel ko pohncy hain.......
        Zaid Hammid on Sawat War..
        A must Watch..

        Comment

        • #5
          Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

          halaat vohi rehtey hain joh insaan chahey

          everyone can change things, even if only in small ways
          :alhamd:

          Comment

          • #6
            Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

            Originally posted by Masood
            Aksar yeh baat suneney mein aati hai keh "halaat badal nahin saktey"...

            Kya insaan is qadar majboor hai keh woh apney halaat badal nahin sakta? Agar insaan apney halaat badal nahin sakta to ussey ashraf-ul-makhlooqat kyun kaha jata hai? Woh insaan jo apni aqal, apni basarat, apni zahanat sey aasmano per chala jata hai, kya woh apney halaat nahin badal sakta?

            Ya phir yeh aik sab sey aasan bahana hota hai kuchh na karney ka aur khud ko halaat key dhaarey per chhorr deney ka???

            Halaat ko badalney key liye kya hona chahiye? ya phir yeh na'mumkin hai?
            Insaan Ashraf-ul-makhlooqat hai lakeen sirf us waqt tak jub tak uske dimag per aql ka pehra ho.....

            "Aisa hum soachte hain aage aap ki marzi"

            Comment

            • #7
              Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

              Originally posted by tauseeftariq
              waran Tarikh per nazar dali jay tu akser inqilaab ek Fard-e-wahid
              ke waja sey apni manzel ko pohncy hain.......
              ... agar yeh baat sach hai (aur iskey saboot mojood hain) to kya wajjah hai keh ham apney mulk ko halaat key bhahao per chhorr rahey hain? Kyun koi jurran nahin karta in halaat ko badalney ki ya phir inqilaab laaney ki? Jisko dekho KURSI key peechhey parra huwa hai, kya siyasi aur kya mazhabi leaders - us jurrat ki janib kyun koi nazar nahin uthata keh yeh qadam main hi uthaa loon?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

                Originally posted by jaazba
                halaat vohi rehtey hain joh insaan chahey

                everyone can change things, even if only in small ways
                kya yeh sach hai???? Halaat wohi rehtey hain jo insaan chahta hai?? kuchh hadd tak main aap ki is baat sey itifaaq karta hoon - lekin phir halaat ko qasoor kyun diya jata hai?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #9
                  Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

                  Originally posted by Masood
                  Aksar yeh baat suneney mein aati hai keh "halaat badal nahin saktey"...

                  Kya insaan is qadar majboor hai keh woh apney halaat badal nahin sakta? Agar insaan apney halaat badal nahin sakta to ussey ashraf-ul-makhlooqat kyun kaha jata hai? Woh insaan jo apni aqal, apni basarat, apni zahanat sey aasmano per chala jata hai, kya woh apney halaat nahin badal sakta?

                  Ya phir yeh aik sab sey aasan bahana hota hai kuchh na karney ka aur khud ko halaat key dhaarey per chhorr deney ka???

                  Halaat ko badalney key liye kya hona chahiye? ya phir yeh na'mumkin hai?
                  To sort the things out and to evaluate the things rationally we need to clear first what circumstance we are talking about, social circumstance, economical circumstances, political circumstance or something about religion. A man has been provided with enough potential to cope out the tough time but what he mostly lakes is decision power, guts and determination. After piling up all the energies together one can make a difference with a healthy output. At the sametime, another factor of opportunity and luck can not be ruled out.
                  Last edited by Mr. Sialkoty; 7 April 2006, 07:26.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10

                    hum 20 saal sy sunaty hain apny ger main apny waldain sy k
                    jab halata theek hungy to karain gy
                    24 saal hugay hain abi tak halat nahi badly???????????????????????????
                    kab theek hungy hamary halat...................
                    lakin sab kuch khuda per chor daina chayee

                    Ksi ko beak dar dar kee ksi ko taaj sultani
                    mera mola teri marzi jidher chayee to ker dy

                    Comment

                    • #11
                      Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

                      :tauba
                      Originally posted by munda_sialkoty
                      To sort the things out and to evaluate the things rationally we need to clear first what circumstance we are talking about, social circumstance, economical circumstances, political circumstance or something about religion. A man has been provided with enough potential to cope out the tough time but what he mostly lakes is decision power, guts and determination. After piling up all the energies together one can make a difference with a healthy output. At the sametime, another factor of opportunity and luck can not be ruled out.
                      thoree engrezi maria ker yaar kuj v samaj nahi awandii

                      Comment

                      • #12
                        Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

                        Originally posted by Masood
                        Aksar yeh baat suneney mein aati hai keh "halaat badal nahin saktey"...

                        Kya insaan is qadar majboor hai keh woh apney halaat badal nahin sakta? Agar insaan apney halaat badal nahin sakta to ussey ashraf-ul-makhlooqat kyun kaha jata hai? Woh insaan jo apni aqal, apni basarat, apni zahanat sey aasmano per chala jata hai, kya woh apney halaat nahin badal sakta?

                        Ya phir yeh aik sab sey aasan bahana hota hai kuchh na karney ka aur khud ko halaat key dhaarey per chhorr deney ka???

                        Halaat ko badalney key liye kya hona chahiye? ya phir yeh na'mumkin hai?

                        ALLAH subhan watALLAH* nay hamari qismut hamaray hathou may day thami hai k hum khud iss kou banae orr ulhumdulilah* we do !!!
                        jaisay kay, raat kou sou rahay hou app or achanak payas lageeh tou pani piyou gay na app to live alive:wk tou app nay apni talab pouri kee na-kay intizar kartay rahay k pani ajaa ya kuch aisa hou jae k payas khatam hou jae....

                        Offcourse, ulhumdulialh* ALLAH azoujal* nay hamain quwat bakhshi hai k hum apni zindghi khud k lihaz say basar kar sakay...
                        and for that we have to be confidential!

                        tht's wt i thinks...
                        Attached Files
                        Last edited by jazmin; 7 April 2006, 09:05.
                        ~Princess Jazmin~

                        Comment

                        • #13
                          Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

                          Originally posted by Khalil
                          :tauba thoree engrezi maria ker yaar kuj v samaj nahi awandii
                          Mein tainu angreezi kidon mari aur apni samaj noon kisi achay tractor machenic koolon check kerwa...yaad naal :na:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Halaat Badal Nahin Saktey (???)

                            Originally posted by jazmin

                            for that we have to be confidential!

                            ...
                            confidential in what sence...can you clarify
                            :thmbup:

                            Comment

                            Working...
                            X