Aksar yeh baat suneney mein aati hai keh "halaat badal nahin saktey"...
Kya insaan is qadar majboor hai keh woh apney halaat badal nahin sakta? Agar insaan apney halaat badal nahin sakta to ussey ashraf-ul-makhlooqat kyun kaha jata hai? Woh insaan jo apni aqal, apni basarat, apni zahanat sey aasmano per chala jata hai, kya woh apney halaat nahin badal sakta?
Ya phir yeh aik sab sey aasan bahana hota hai kuchh na karney ka aur khud ko halaat key dhaarey per chhorr deney ka???
Halaat ko badalney key liye kya hona chahiye? ya phir yeh na'mumkin hai?

Comment