Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Takhallus, Kunyat, aur Laqab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

    Baniaz bhai, aaj bhi arab countries main log Baap ko baitay kay naam say hii pukaartay hain, yeh kuniyat kaisay hosakti hay? issay tou laqab kahain gain naa?

    Meri soch kay mutaabiq, Kuniyat ya Surname woh hota hay jo khaandan kay saath lagta hay jaisay Qureshi, Hashmi, Syed, waghaira waghaira, kia main sahii hooon?
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

      Originally posted by thefire1 View Post

      aap ki soch sr ankho pr

      magar aesa nahi hai janab

      Comment

      • #18
        Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

        :(
        Originally posted by Baniaz Khan View Post

        aap ki soch sr ankho pr

        magar aesa nahi hai janab
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

          جی آگ صاحب بانیاز خان صاحب نے صحیح بتایا ہے ۔۔۔

          کنیت اس قسم کے نام ہوتے ہیں جس کی نسبت باپ یا بیٹے سے ہو۔۔۔ یہ عرب لوگ زیادہ استعمال کرتے ہیں
          مثال کے طور پر ابو حمزہ ۔۔۔یعنی اپنے بیٹے کے نسبت سے یہ نام دیا گیا ۔۔
          اسی طرح عورت کو بھی دیا جا سکتا ہے ۔۔۔ ایسے جیسے اُم حمزہ۔۔ وغیرہ

          لقب اکثر وہ نام جو عوام میں کسی خدمت کے طور پر دیا جا تا ہے۔۔ یا یوں کہ کوئی ادمی کسی
          خدمت میں مشہور ہو جائے اور وہ ان کو ایک نام دے دیں ۔۔
          مثال کے طور پر حضرت ابو بکر رضی اللہ
          ابو بکر کنیت ہے عوام نے انہیں سچائی کے بدولت کونسا نام دیا تھا ۔۔۔ جی صدیق اکبر
          تو صدیق اکبر حضرت ابو بکر رضی اللہ کا لقب تھا ۔۔

          تخلص وہ مختصر نام ہوتے ہیں جو شعراء حضرات اپنے اصلی نام کے بجانے اپنے شاعری میں استعمال کرتے ہیں ۔۔

          جیسے ۔۔۔ مرزا اسد اللہ خاں غالبؔ ۔۔ غالب اس کا تخلص ہے ۔۔
          میر تقی میرؔ ۔۔۔ میرؔ اپکا تخلص ہے۔۔۔
          حبیب جالبؔ ۔۔ جالبؔ تخلص ہے اپکا

          Comment

          • #20
            Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

            Assalaam-O-alaikum

            Intay comprehensive jawab kay liye bohat bohat shurkiya, baat samajh main aagayii.

            Hazrat Abu Bakar Siddique RZ ki seerat per aaj kal dehaan hay mera aur kuch cheezain saamnay aayiii jinn say kam-az-kam main bay-khabar tha maslaan

            Hazrat Abu Bakr Siddique RZ ki kuniyat Abu-Bakar hay aur unnn kay waalid ki kuniyat Abu-Kahafa
            Hazrat Abu Bakr RZ ka asal naam ABDULLAH tha aur unn kay waalid ka naam USMAN
            Bakr Arabic main uss ount (Camel) ko kehtay hain jo bilkul jawaan hoo, yaani YOUNG CAMEL

            JAZAK ALLAH KHAIR
            sigpic

            Comment

            • #21

              or Laqab Siddeeq :--)
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #22
                Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                Originally posted by thefire1 View Post
                Baniaz bhai, aaj bhi arab countries main log Baap ko baitay kay naam say hii pukaartay hain, yeh kuniyat kaisay hosakti hay? issay tou laqab kahain gain naa?

                Meri soch kay mutaabiq, Kuniyat ya Surname woh hota hay jo khaandan kay saath lagta hay jaisay Qureshi, Hashmi, Syed, waghaira waghaira, kia main sahii hooon?
                نہیں محمدعلی یہ درست نہیں۔ کنیت وہی ہے جو بابے خان نے دسیا ہے۔

                کنیت وہی ہے کہ باپ، بیٹا، بیٹی، یا ماں کے حوالے سے جو پکارا جائے جیسا کہ:

                امِ کلثوم - کلثوم کی ماں
                بنتِ حوا - حوا کی بیٹی
                ابو حنیفہ - حنفیہ کا باپ
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                  Originally posted by Masood View Post

                  :esmile:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                    Shukriya jee :)

                    aap nay bhi Hanifa ko Imam Abu Hanifa RH ki beti bana diya :)

                    • #25
                      Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Shukriya jee :)

                      aap nay bhi Hanifa ko Imam Abu Hanifa RH ki beti bana diya :)
                      Yeh sara'sar ILJAAM hai hazoor - merey alfaaz dekhiyey us mein kahan sey zahir hota hai keh main ney Hanifa ko beti kaha? Aur yeh bhi zahir nahin ho raha keh main ney Abu Hanifa RA HIIII ko yahan naqal kiya hai :)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                        jee sorry meri ghaltii hay samajhnay main, :)

                        Working...
                        X