Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Takhallus, Kunyat, aur Laqab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Takhallus, Kunyat, aur Laqab

    Assalaam-O-alaikum

    Please zara iss ka farq baatayain aur yeh samjhayain kay yeh kahan istimaal hotay hain?
    Takhallus
    Kuniyat
    Laqab

    FI amaan ALLAH
    sigpic

  • #2
    Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

    تخلص
    اپنے لیے خود منتخب کیا جاتا ہے ۔۔

    لقب ۔۔ جو آپ کو دوسرے عنایت فرمائیں

    کنیت ۔۔۔ یعنی بیٹے یا بیٹی کے نام سے جانے جانا

    جیسے فقہ کے ایک بڑے امام جناب امام ابو حنیفہ رح اپنی بیٹی کے نام سے جانے جاتے ہیں

    Comment

    • #3
      Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

      Assalaam-O-alaikum

      Bohat bohat shukriya...

      Mujhay baaqi members kay bhi jawaab ka initizaar rahay ga.

      Ek baat clear karna chahta hoon, Imam Abu Hanifa 'Rehmat allah aleh' main Abu Hanifa Kuniyat hay yaa laqab?

      Dosri yeh baat kay Imam Abu Hanifa ki kisi baiti ka naam Hanifa nahin tha, Arabic main Hanif 'Sehayee' ko kaha jaata hay, Imam Abu Hanifa RA ki kasrat say sehayee ka istimaal say aap ko ABU HANIFA pukaara jaanay laga, ab yeh LAQAB hua naa kay Kuniyat?

      Originally posted by Baniaz Khan View Post

      • #4
        Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

        yeh ham nay urdu ki kitaab main parha tha kaai saal pehlay ...wo book dhoundni parye gee :lol:

        Takhalus ..
        shayar jo apna koi farzi naam ya aapna naam shairi main use kartay hian

        Laqab
        laqab koi khas naam kisi ko dia jaye jesay Qaid - Azam hai...

        Kuneyat
        jo baap ,beeti etc etc kisi rishtay ki waja say aaap kay naam kay sath aye ..

        baki main search kar k bataoun gee :--p
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

          bas itna hi naa, yeh tou mujhay bhi pata tha, iss kay ilaawa tou kuch nahin hay?? :lol
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

            main bus confirm kar raha hoon kay meri maloomat thik hay abhi tak :lol
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

              Originally posted by thefire1 View Post
              bas itna hi naa, yeh tou mujhay bhi pata tha, iss kay ilaawa tou kuch nahin hay?? :lol
              Originally posted by thefire1 View Post
              main bus confirm kar raha hoon kay meri maloomat thik hay abhi tak :lol
              agar aap ko bhi yehi same pata haai to samjhoo yehi sahi ho ga or isay hi Done kar dain :lol: :lol: :lol:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                Originally posted by thefire1 View Post
                Assalaam-O-alaikum

                Bohat bohat shukriya...

                Mujhay baaqi members kay bhi jawaab ka initizaar rahay ga.

                Ek baat clear karna chahta hoon, Imam Abu Hanifa 'Rehmat allah aleh' main Abu Hanifa Kuniyat hay yaa laqab?

                Dosri yeh baat kay Imam Abu Hanifa ki kisi baiti ka naam Hanifa nahin tha, Arabic main Hanif 'Sehayee' ko kaha jaata hay, Imam Abu Hanifa RA ki kasrat say sehayee ka istimaal say aap ko ABU HANIFA pukaara jaanay laga, ab yeh LAQAB hua naa kay Kuniyat?

                Sir ji .. jahan tak meri maloomat hein un ki beti ka nam Hanifa tha ... lekin jo bat aap ny byan farmae hai wo bhi muje yad parta hai k meri nazro sy guzri hai ...

                kher un ki beti thi ya nahi .. is ko chorty hien abhi

                kunyat ... bety ya beti k nam sy mashoor hony ko hi kehty hein ...

                jesy UD k owner Mr. Abu Hamza ... aapny aap ko apny bety k nam sy show krty hein .. tou Hamza un ki kunyat kehlaye gi ...

                tareekhi misal mae hi ...

                Hazrat Ali (RA) k walid mohtarm .. apny bety or Ali (RA) k bhai ki bahaduri or mashoori ki waja sy Abu Talib kehlaty hein (RA)

                un ki kunyat ye kehlaye jaye gi ...

                Hanifa k meaning k hawaly sy further jo bat aap ny Imam sahib k liye daryaft ki gaye .. agr wo aezar un ko awam ya hakumat wakt ki tarf sy mila hai tou Laqab kehlary ga..

                lekin meri Guzarish hai k aap in ki detail zaroor dekhien ...

                wahan in ki kunyat ... Hanifa likha hota hai ... tou isi waja sy ham zyada is tarf jaty hein k un ki beti wali bat durust hai ..

                Comment

                • #9
                  Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                  maazrat kay saaath, aap bohat confuse kar rahay hain.... bhai :)

                  • #10
                    Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                    nahin jee, aap search jaari rakhain.... :)
                    Originally posted by Aanchal View Post
                    agar aap ko bhi yehi same pata haai to samjhoo yehi sahi ho ga or isay hi Done kar dain :lol: :lol: :lol:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      bas itna hi naa, yeh tou mujhay bhi pata tha, iss kay ilaawa tou kuch nahin hay?? :lol
                      Originally posted by thefire1 View Post
                      nahin jee, aap search jaari rakhain.... :)
                      book dhoundoun :think:

                      mill gai koi link waghera to yaha share kar doun gee
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                        ok
                        Originally posted by Aanchal View Post
                        book dhoundoun :think:

                        mill gai koi link waghera to yaha share kar doun gee
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          maazrat kay saaath, aap bohat confuse kar rahay hain.... bhai :)
                          arry mene tou kafi asani sy batany ki koshish ki hai ..

                          kis bat confuse kr rahi hai sirf us point ko mention krein ...

                          Comment

                          • #14
                            Re: Takhallus, Kunyat, aur Laqab

                            Sab say baRi confusion tou yeh paida kar dii kay aap nay Abu Talib kay naam kay aagay Rehmat-ullah use kia hay, jab kay Abu Talib nay ISLAM qubool hi nahin kia!!

                            Baaqi Abu Talib ko unn ki baahduri ki waja say agar Abu Talib kehna tha tou ussay LAQAB kahain gain yaa kuniyat?

                            Agar kuniyat family background ko dekh kar rahi jaati hay aur iss main suR-NAME main kia farq hay?
                            sigpic

                            Comment

                            • #15

                              او ہو جناب اس میں کنفیوز والی کیا بات ہے
                              میں نے مروجہ طریقے سے بات کرتے ہوئے ان کے نام کے ساتھ بھی رحمۃ اللہ علیہ نہیں بلکہ رضی اللہ عنہ لکھنے کی کوشش کری ہے

                              خیر دیکھیں اسلام قبول کیا یا نہیں ۔۔ یہاں ہماری یہ بات ہی نہیں سو اس میں کنفیوز نہ ہوں ۔۔۔
                              اب بہت آرام سے سنیں بلکہ سوری پڑھیں
                              میں ابو طالب کے حوالے سے ہی بات کو آگے بڑھاتا ہوں
                              طالب انکے بیٹے کا نام تھا جو عرب میں اور اپنے قبیلے میں اپنی بہادری اور جواں مردی کے لحاظ سے کافی مشہور تھے ۔۔
                              اسی وجہ سے لوگ انہیں ابو طالب کہنے لگے یہ کنیت ہی کہلائے گی بھلے وہ خود ایڈوپٹ کریں یا لوگ ان کو یہ اعزاز دیں ۔۔ کیوں کہ انکا نام یوز نہیں ہورہا بلکہ بیٹے کا ہورہا ہے

                              کنیت کا خاندانی بیک گراؤنڈ سے تعلق نہیں ۔۔

                              جیسے آج کے دور میں اگر کوئ بچہ ایک بڑا کارنامہ سر انجام دے تو اس کے والد کو اس کے نام سے جانا جاتا ہے

                              امید کرتا ہوں کہ کافی حد تک کنفیوزن دور ہوئی ہوگی

                              Comment

                              Working...
                              X