Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mashwara - Saudi main Muqeem Members

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

    aap loog agar Travel guide section main active hotay or malaomati postings kartay rehtay to aaj yeh din na deekhna parta :rew:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

      yeh double standard aur aisa maahool create karnay main bohat baRa haath humaray apnoo ka hay!!!

      Originally posted by Aanchal View Post
      ajeeb baat hai goray pakistanoo ko pasand nahi kartay :think: or pakistani har goray kay khana KFC ho Macdonalds etc etc baray shok say khatay hian :--d
      unhay bhi hamray khanay hamaray naam kay sath khanay chaye 372-shed
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

        mujhay pata hota too main aap kay paas hi rukta :lol Khair koi nahin, phir mulaaqaat ho gi Jald INSHALLAH.

        Aap poori baat bata dain, ya mera mashwara yeh hay kay aik section ka aghaaz kartay hain 'overseas Pakistani' uss main un kay masayill aur unn kay experiences ko disucss kartay hain, it will greatly help/ :)




        Originally posted by Masood View Post


        یعنی آپ ایک ہی روڈ پر گھومتے رہے کنگز گارڈن میں ہی ملکہ کا محل ہے، جہاں گارڈز تبدیل ہوتے ہیں ساتھ ہی ایک ریلوے اسٹیشن ہے۔ یہ سب زیادہ سے زیادہ ایک کلومیٹر پر ہے۔ لیڈی مرمیڈ ساحل پر ہے، میرے بھائی آپ پھر آگے پیچھے ہوئے ہی نہیں۔

        کنگز گارڈن کے بالکل سامنے میں سات سال تک کام کرتا رہا ہوں۔ اور اس سے کوئی 5 کلومیٹر کے فاصلے پر رہتا تھا۔

        زیادہ تر ریسٹورنٹ شہر کے مرکز میں ہیں، یا اس علاقے میں ہیں جسے ہم کوپن ہیگن کا برونکس کہتے ہیں۔

        پاکستانیوں کی نسبت جو بات آپ نے سنی ہے وہ قدرے درست بھی ہے اور نہیں بھی۔ ساری اسٹوری آپ کو نہیں بتائی گئی نا پھر۔
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

          aisa kaun sa dinn aa gaya mohtarma :lol

          Originally posted by Aanchal View Post
          aap loog agar Travel guide section main active hotay or malaomati postings kartay rehtay to aaj yeh din na deekhna parta :rew:
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

            Originally posted by thefire1 View Post
            yeh double standard aur aisa maahool create karnay main bohat baRa haath humaray apnoo ka hay!!!
            han i know kay kuch pakistanoo nay mahool aisa kia howa hai ..lekan vohi baat sub ko is ki lapeet main lena ajeeb lagta hai
            govt bhi kuch nahi karti is pay

            ub koon karye ga masla hal
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

              Government tou srif PUNJAB ko hi Pakistan samajh rahii hay, Punjab say bahar nahin dekhtti aur aap soch rahi hain kay overseas Pakistanis kay masayill hal karay gee. we must be dreaming!!!

              Originally posted by Aanchal View Post
              han i know kay kuch pakistanoo nay mahool aisa kia howa hai ..lekan vohi baat sub ko is ki lapeet main lena ajeeb lagta hai
              govt bhi kuch nahi karti is pay

              ub koon karye ga masla hal
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                [QUOTE=thefire1;1551184]Assalaam-O-alaikum

                Saudi Arabia main muqeem members say mashwara chayeh.

                Kia aap bata saktay hain kay Jeddah Industrial area main kaun kaun say achay restaurants hain jahan mayaari khaana dastiyab hay?
                Aap kaے mashwaroo aur feedback ka intizaar rahay ga, shurkiya


                وعلیکم اسلام ورحمتہ الله

                جدّہ انڈسٹریل میں کچھ خاص ریستوران نہیں ہیں
                میں روڈ جہاں پر دفاع مدنی ہے
                وہاں ساتھ ساتھ تین چار ریسٹورنٹ ھیں
                اپ کا گزارہ ہو جائے گا :)


                :oldie:
                S T I L L W A I T I N G
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                  Shukriya bhai sahab :)
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                    Banjaarah Bhai

                    Ek aur zehmat daini hay aap ko, Al-Azizya main koi achi RIYAHISH ka bandoobast ho sakta hay, sab full mil rahay hain :(:(
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                      خوش رہے بھائی

                      جی ہاں ہو کیوں نہیں سکتا؟

                      بس ذرا انتظار کرنا پڑتا ہے

                      آپ کو share کرنا ہے

                      یا الگ سے رہنا ہے؟

                      آج ہی ایک عزیز نے روم لیا ہے

                      اسے کہ دیں گے کہ کوئی اور بھی دیکھ لے

                      :oldie:
                      S T I L L W A I T I N G
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        mujhay pata hota too main aap kay paas hi rukta :lol Khair koi nahin, phir mulaaqaat ho gi Jald INSHALLAH.

                        Aap poori baat bata dain, ya mera mashwara yeh hay kay aik section ka aghaaz kartay hain 'overseas Pakistani' uss main un kay masayill aur unn kay experiences ko disucss kartay hain, it will greatly help/ :)
                        Rehney do jani - pehley hi Pakistan awwam mujh sey bad'zhan hain keh main unhein kosta rehta hoon - kyun mera Pakistan mein daakhla bhi band karwana hai :D
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                          Jee aap ka bohat bohat shurkriya, humari bhi jadokehad jaari hay aap bhi koshish kijyey ga :)

                          Sharing main nahin chayeh, acha decent sa flat hoo munsib rent per.

                          Originally posted by BANJARAH View Post
                          خوش رہے بھائی

                          جی ہاں ہو کیوں نہیں سکتا؟

                          بس ذرا انتظار کرنا پڑتا ہے

                          آپ کو share کرنا ہے

                          یا الگ سے رہنا ہے؟

                          آج ہی ایک عزیز نے روم لیا ہے

                          اسے کہ دیں گے کہ کوئی اور بھی دیکھ لے

                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                            Aisay kiyon rehnay dain, aap kay personal experience say humain bohat kuch seekhnay ko milay ga aur aap ka apni site ka maqsad bhi tou yehi hay 'Seekho aur sikhayoo', aap nay seekh tou liya ab sikha bhi dain :lol

                            Originally posted by Masood View Post


                            Rehney do jani - pehley hi Pakistan awwam mujh sey bad'zhan hain keh main unhein kosta rehta hoon - kyun mera Pakistan mein daakhla bhi band karwana hai :D
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                              Ok Jee
                              I'LL Try My Best...
                              :oldie:
                              S T I L L W A I T I N G
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                                Ramadan Karim BANJARAH sahab, humaray liye koi khabar hay aap kay paas ?
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X