Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mashwara - Saudi main Muqeem Members

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mashwara - Saudi main Muqeem Members

    Assalaam-O-alaikum

    Saudi Arabia main muqeem members say mashwara chayeh.

    Kia aap bata saktay hain kay Jeddah Industrial area main kaun kaun say achay restaurants hain jahan mayaari khaana dastiyab hay?
    Aap kaے mashwaroo aur feedback ka intizaar rahay ga, shurkiya
    Fi amaan ALLAH
    sigpic

  • #2
    Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

    Walikumsalam

    Saudia walye hazir houn :manicure:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3

      اگر یہ جدہ انڈسٹریل ایریا جدہ ہی میں ہے توووو

      بنجارہ بھائی بتا سکتے ہیں

      اور آجکل وہ نظر بھی آجاتے ہیں

      اگر اُن کی نظر پڑگی آپ کے تھریڈ پر تو وہ کچھ مدد کر سکتے ہیں۔
      :star1:

      Comment

      • #4
        Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

        waalikumasslam

        nahi pata.....:donno:
        lekin Ghur main bana ker khayain ramzan main to :hairdrayer:

        Comment

        • #5

          jeddah ka to nahi pata riyadh ka bata sakti hoon
          haan yaad aya waha al azeezya walli side per kaafi pakistani hotal hain
          i know larko ko massla hona hai Ramdan main sehri ka

          Comment

          • #6

            Wafa key naqsh-e-Qadam per chaltey huwey main Jeddah ka to nahin bata sakta - magar Copenhagen ka bata sakta hoon - aap idher aa jao - mazzey hi mazzey :lol

            Idher hamarey Pakistani jo apney aap ko Muhibb-e-Watan kehlwaatey hain unkey bohat restaurant hain - magar sab key naam Indians hain :lol :lol :lol
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7

              jee shukriya iss aylan-e-aam-o-khaas ka :lol

              Originally posted by Aanchal View Post
              Walikumsalam

              Saudia walye hazir houn :manicure:
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                Shukriya, jee haan yeh waqayii main Jeddah Industrial Area ka hi sawaal hay :)

                Humain bhi BANJARAH bhai ka intizaar rahay ga :)

                Originally posted by S.Athar View Post
                اگر یہ جدہ انڈسٹریل ایریا جدہ ہی میں ہے توووو

                بنجارہ بھائی بتا سکتے ہیں

                اور آجکل وہ نظر بھی آجاتے ہیں

                اگر اُن کی نظر پڑگی آپ کے تھریڈ پر تو وہ کچھ مدد کر سکتے ہیں۔
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                  Jee aap ka mashwara sar aankhoon per...

                  phir bhi address tou chayeh, Ramadan kay baad kiya karoonga :lol

                  Originally posted by Areej View Post
                  waalikumasslam

                  nahi pata.....:donno:
                  lekin Ghur main bana ker khayain ramzan main to :hairdrayer:
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                    Riyadh ka aur Jeddah city main tou bohat saaray resturant hain, infact last week main nay Riyadh main IKEA say shopping ki thi aur phir Riyadh kay Kingdom Tower kay food court say lunch ki tha :) Sushi (Japanese) aur Chinese pakwan ka khoob maza loota tha :lol

                    Originally posted by ~*~WaFa~*~ View Post
                    jeddah ka to nahi pata riyadh ka bata sakti hoon
                    haan yaad aya waha al azeezya walli side per kaafi pakistani hotal hain
                    i know larko ko massla hona hai Ramdan main sehri ka
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                      lolz @ naqsh-e-qadam....khoob wafa nibhayii hay :lol

                      Main last year Copenhagen aaya tha 3 dinn kay liye, khaanay main brown bread waghaira khayii thiii, kuch ziyada explore nahin kar saka ziyada say ziayda 'lady mermaid' per jaa kar picture khichwayii iss kay baad Kings Garden main gaya aur military batallion ka ta'aqub kartay huway moudooda Royal family kay mehloon kay bahar 'change of guard' ceremony dekhii aur haan wahan aik shop say kuch shopping ki thii woh cake shake bannanay kay liye adable food color, marker waghaira ki shopping kii thi :)

                      Mujhay tou koi mayyari restuarant nazar nahin aaya wahan, bas aik bohat baRi market thiii (Tent numa) :lol I don exactly remember the name, jiss main fresh fish waghaira bannanay waalay resturant, fresh vegis and fruits waghaira biktay thay... Pakistani resturant tou nazar nahii aaya

                      Haan Amsterdam main aik resuarant main gaya tha jiss ka naam TAJ MAHAL Resturant tha aur khaana bannanay waalay aur management ka ta'aluq Pakistan say tha (Pathan) tha woh shaks aur uss nay yeh kaha kay humain majbooran INDIAN naam rakhnay paRtay hain, yeh goouray woh dekh kar andar aajaatay hain, PAKISTAN kay naam ko itna pasand nahin kia jaata.... aur bhi bohat kuch kaha tha uss nay PAKISTANI community kay baaray main jissay jaan kar bohat afsoos hua :(:(

                      Originally posted by Masood View Post
                      Wafa key naqsh-e-Qadam per chaltey huwey main Jeddah ka to nahin bata sakta - magar Copenhagen ka bata sakta hoon - aap idher aa jao - mazzey hi mazzey :lol

                      Idher hamarey Pakistani jo apney aap ko Muhibb-e-Watan kehlwaatey hain unkey bohat restaurant hain - magar sab key naam Indians hain :lol :lol :lol
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Riyadh ka aur Jeddah city main tou bohat saaray resturant hain, infact last week main nay Riyadh main IKEA say shopping ki thi aur phir Riyadh kay Kingdom Tower kay food court say lunch ki tha :) Sushi (Japanese) aur Chinese pakwan ka khoob maza loota tha :lol
                        Arye wah jee IKEA se shopping b kar lee aur lunch b to hum se kiun pocha ?
                        Dasoooo zara

                        Comment

                        • #13
                          Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                          Main nay JEDDAH ka poocha hay RIYADH ka nahin aur woh bhi JEDDAH INDUSTRIAL AREA ka :)

                          Originally posted by ~*~WaFa~*~ View Post
                          Arye wah jee IKEA se shopping b kar lee aur lunch b to hum se kiun pocha ?
                          Dasoooo zara
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                            Originally posted by thefire1 View Post
                            lolz @ naqsh-e-qadam....khoob wafa nibhayii hay :lol

                            Main last year Copenhagen aaya tha 3 dinn kay liye, khaanay main brown bread waghaira khayii thiii, kuch ziyada explore nahin kar saka ziyada say ziayda 'lady mermaid' per jaa kar picture khichwayii iss kay baad Kings Garden main gaya aur military batallion ka ta'aqub kartay huway moudooda Royal family kay mehloon kay bahar 'change of guard' ceremony dekhii aur haan wahan aik shop say kuch shopping ki thii woh cake shake bannanay kay liye adable food color, marker waghaira ki shopping kii thi :)

                            Mujhay tou koi mayyari restuarant nazar nahin aaya wahan, bas aik bohat baRi market thiii (Tent numa) :lol I don exactly remember the name, jiss main fresh fish waghaira bannanay waalay resturant, fresh vegis and fruits waghaira biktay thay... Pakistani resturant tou nazar nahii aaya

                            Haan Amsterdam main aik resuarant main gaya tha jiss ka naam TAJ MAHAL Resturant tha aur khaana bannanay waalay aur management ka ta'aluq Pakistan say tha (Pathan) tha woh shaks aur uss nay yeh kaha kay humain majbooran INDIAN naam rakhnay paRtay hain, yeh goouray woh dekh kar andar aajaatay hain, PAKISTAN kay naam ko itna pasand nahin kia jaata.... aur bhi bohat kuch kaha tha uss nay PAKISTANI community kay baaray main jissay jaan kar bohat afsoos hua :(:(
                            ajeeb baat hai goray pakistanoo ko pasand nahi kartay :think: or pakistani har goray kay khana KFC ho Macdonalds etc etc baray shok say khatay hian :--d
                            unhay bhi hamray khanay hamaray naam kay sath khanay chaye 372-shed
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Mashwara - Saudi main Muqeem Members

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              lolz @ naqsh-e-qadam....khoob wafa nibhayii hay :lol

                              Main last year Copenhagen aaya tha 3 dinn kay liye, khaanay main brown bread waghaira khayii thiii, kuch ziyada explore nahin kar saka ziyada say ziayda 'lady mermaid' per jaa kar picture khichwayii iss kay baad Kings Garden main gaya aur military batallion ka ta'aqub kartay huway moudooda Royal family kay mehloon kay bahar 'change of guard' ceremony dekhii aur haan wahan aik shop say kuch shopping ki thii woh cake shake bannanay kay liye adable food color, marker waghaira ki shopping kii thi :)
                              (
                              یعنی آپ ایک ہی روڈ پر گھومتے رہے کنگز گارڈن میں ہی ملکہ کا محل ہے، جہاں گارڈز تبدیل ہوتے ہیں ساتھ ہی ایک ریلوے اسٹیشن ہے۔ یہ سب زیادہ سے زیادہ ایک کلومیٹر پر ہے۔ لیڈی مرمیڈ ساحل پر ہے، میرے بھائی آپ پھر آگے پیچھے ہوئے ہی نہیں۔

                              کنگز گارڈن کے بالکل سامنے میں سات سال تک کام کرتا رہا ہوں۔ اور اس سے کوئی 5 کلومیٹر کے فاصلے پر رہتا تھا۔

                              زیادہ تر ریسٹورنٹ شہر کے مرکز میں ہیں، یا اس علاقے میں ہیں جسے ہم کوپن ہیگن کا برونکس کہتے ہیں۔

                              پاکستانیوں کی نسبت جو بات آپ نے سنی ہے وہ قدرے درست بھی ہے اور نہیں بھی۔ ساری اسٹوری آپ کو نہیں بتائی گئی نا پھر۔

                              Working...
                              X