Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کراچی میں دنیا کی بلند ترین عمارت بنائی جائے گ

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: کراچی میں دنیا کی بلند ترین عمارت بنائی جائے گ

    Originally posted by Dr Faustus View Post
    chaly ap ki bat man laitay/..liken news ma jo tasveer chupi thi us ma
    wo agreement sign kartay nazar aa rehay to Langra ghora pehlay kyun Nahi
    Dikha un ko..?

    awu gawadr aur Dubhai ko MIlana Kuch samjh sa bahir un ki apni Ahmeyat Gowadr
    ki apni..ab jesy koi kehay Islabad Airport dubhai airport ki nisabt aik fazol Project hai matlab ya baat to halaq sa utarti hi nahi


    معذرعت غور نہیں کیا کہ یہ تو ابوظہبی کی کمپنی تھی اور ابوظہبی کے شیوخ تو پورا پاکستان خرید لیں
    ابھی تو میں مارکیٹ جا رہا ہوں آکے دیکھتے ہیں کہانی کیا ہوئی




    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment


    • #17
      Re: کراچی میں دنیا کی بلند ترین عمارت بنائی جائے گ

      Assalaam-O-alaikum

      Khabbar tou bohat hi achi hay, ALLAH SWT iss mansoobay ko kamyaab karay!

      Jahan tak 'Siyahat' ka sawaal hay tou yaqeenan yeh building aik 'tourist attraction' bann saktii hay magar iss waqt Karachi ka sab say baRa masla 'Amn-o-amaan' ki sourat-e-haal hay jiss ki binna per koi bhi Karachi aana pasand nahin karay ga. balkay foreign missions tou apnay bandoo ko khabardaar kartay hain kay Karachi nahin jaana...!!

      Karachi main yehi nayii imaarat ki tameer kay ilaawa bhi bohat see aisi jaga hain jo tourists ko attract kar saktii hain, pehlay apnii jaR ko sahi karain, warna jitna paisa iss buildin ki tameer main laga rahay hain utnay say tou pooray 'shehar' ki intizaamiya badal saktii hay... we need to change our thinking before we can think of being a 'world choice of tourism city'....!!!!

      Khush rahyeh
      Fi amaan ALLAH
      sigpic

      Comment

      Working...
      X