Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khuwab tumharay ta'abeer hamari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

    Originally posted by Eshaa_wellwisher
    Awww in ka bhi khali hai head ...:tauba :khi:
    Ye pari keh k zulm kart diya pariyon per :hathora inni saree pariyaan abhi abhi mar gaeen sadmay se
    o kuriye...larkiyon ko tashbeeh to pariyoon se hi doon ga jin se thoori don ga :khi: ager pariyaan sadmay se mer gai hein to un mein zaroor koi technical fault ho ga is mein Neelum Shehzadi ka kia kasoor he :lol :lol
    :thmbup:

    Comment


    • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

      Originally posted by neelum
      mera naam seedhi tarah liya karo..... kiya neelum kay saath pari shari add kartay ho......
      mujay daanta

      me buchpan mein kahaniyaan suna kerta tha apni aunty se neelum pari ki...to aap ka naam sun ker mere zehan mein neelum pari aa gaya

      aap youn samjein mein ne neelum ke saath pari nahi lagaya, bulke pari ke saath neelum lagaya he :zuban:

      Ub khush neelum shehzadi :lol
      :thmbup:

      Comment


      • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

        Originally posted by neelum
        teray dost ki umer draaaz hogi..... :)

        :masha
        sigpic

        Comment


        • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

          Originally posted by munda_sialkoty
          mujay daanta

          me buchpan mein kahaniyaan suna kerta tha apni aunty se neelum pari ki...to aap ka naam sun ker mere zehan mein neelum pari aa gaya

          aap youn samjein mein ne neelum ke saath pari nahi lagaya, bulke pari ke saath neelum lagaya he :zuban:

          Ub khush neelum shehzadi :lol
          mujhe neelum hi rahnay do...

          Comment


          • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

            Originally posted by baykamal
            Salam
            taabeer bataanaa bohat mushkil kaam, aap nay kahan say seekha?
            kya aap scientific lehaaz say taabeer bataati haiN ya k roohaani lehaaz say ???
            aur mujhay yai poochna hay k khawaab maiN saaNp aanay ka matlab kya hota hay???
            agar aap ko aik mashwaraa dooN to aap buraa to nahi maanaiN gi???
            mashwaraah day raha hooN k taabeer bata dainay k baad aap " WALLAH U A"ALAMU " zaroor likh dia kijiay aap k ilm maiN barkat rahay gi..
            aur iss field k aik imaam guzray haiN unn kaa naam agar aap bata daiN??
            wassalaam
            Raza Baykamal
            khuwaab mein snake dekhna say muraad hoti hai k aap k dost va relatives mein koi aap ko nuksaan puhnchai ga.... :) aap apnay freinds aur relatives say ahtiyaat bartain...... WALLAH U A"ALAMU ":)
            aap apnay kaam say kaam rakhain...... :) aam na ginnay.....

            Comment


            • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

              Originally posted by miss magnet
              :) wese to her koi khuwabon per aur oun ki tabeer per yaqeen nahi kerta , magar mei kafi hadth tak kerti hoon, kiu ke mere kayi khuwab sach huwey hain

              Allah ki rehmat to sach mei buhut hai mujh per ...khushnudi hum jese gunah garon ki hasil ho jayeh to aur kya chahiyeh........ aap ka buhut shukriya neelum ke aap ne waqt nikal ker mujhe reply kiya :)

              Asslam_O_Alikum WR WB

              Thxxxxxxxxxxxx Allah Miya :dua.... Me ko Khuaab main nahi dekha .... :wk:kr:

              FeaamnAllah :lpop::lpop:
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


              Comment


              • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                Asslam_O_Alikum WR WB

                Thxxxxxxxxxxxx Allah Miya :dua.... Me ko Khuaab main nahi dekha .... :wk:kr:

                FeaamnAllah :lpop::lpop:

                naik logo ke khuwabon mei shaitan nahi aatey :lol
                sigpic

                Comment


                • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                  Originally posted by miss magnet
                  naik logo ke khuwabon mei shaitan nahi aatey :lol
                  :tauba

                  Comment


                  • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                    Originally posted by neelum
                    teray dost ki umer draaaz hogi..... :)
                    jazak ALLAH......................ALLAH aap ko khush rakhy...

                    Comment


                    • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                      me ney khwab me SPIDER dekha hay...........ab kia karoon...??
                      Life is more strict than a teacher
                      A teacher teaches a lesson
                      and takes an exam.
                      But life takes an exam
                      and then teaches a lesson

                      Comment


                      • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                        Originally posted by neelum
                        mujhe neelum hi rahnay do...
                        Mein ne aap ko Peelum kub kia...aap neelum he hein :lpop:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                          Originally posted by Munda_pk
                          me ney khwab me SPIDER dekha hay...........ab kia karoon...??
                          khuwaab mein spider dekhnay say muraad hoti hai k aap ko takleef puhnchay gi..... dukh milay ga..... :) wallla alam

                          Comment


                          • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                            Originally posted by Jhumroo
                            merii ek saheli ne dekha akhaab emN k vo sahela ban gaiiN...iskaa matlab bataaiye :wk
                            aurat khuwaab mein marad banay tu uss ka matlab hota hai k vo bold decisions karein gi.... wallah alam.....

                            Comment


                            • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                              Originally posted by neelum
                              aurat khuwaab mein marad banay tu uss ka matlab hota hai k vo bold decisions karein gi.... wallah alam.....
                              Well to be serious now...its quite childish to believe in such things.
                              Last edited by Mr. Sialkoty; 9 March 2006, 09:14.
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: khuwab tumharay ta'abeer hamari

                                Originally posted by munda_sialkoty
                                Well to be serious now...its quite childish to believe in such things.
                                oe gora kabarustan kay gorkan chup kar..... :na:

                                Comment

                                Working...
                                X